matra sahi to yatra sahi hai matra sahi to yatra sahi hai
warna sara dudh dahi hai roj to jate the dudh tum lane
roj to jate the dudh tum lane aaj bhi yaar le aao aj bhi yaar lao
sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao
sadi ho gayi to band bhi bajega bajega bajega khub bajega
jeb ke chhilar bhulke yaro jeb ke chhilar bhulke yaro
chhile pille bajao ha ha chhile pille bajao
patte bato or rami lagao paan chabo gum ko bhulao
kisi ka pata dekho na yaro kisi ka patta jhanko na yaro
apne patte jamao ha ha apne patte jamao
sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao
disko ka mahaul sawarg se pyara jidhar dekho apsarao ka najara
dhue me kisne dhakka mara dhue me kisne dhakka mara
bhul ke tum nache jao ha ha bhul ke tum nache jao
sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao
chori ka dar na dake ka jhagda mobila pe
warning na kidnapping ka lafda
hai nahi jo bhul ke yaro hai nahi jo bhul ke yaro
hai wo mathe lagao hai wo mathe lagao
sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao
chest badi or piche hai khokhli bahar baahdur or piche hai pogli
lafde wafde bhul ke yaro tension wenaon bhul ke yaro
sumdi me jiye jao sumdi me jiye jao
sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao
right me bhi tedhe left me bhi tedhe jidhar bhi dekho tedhe hi tedhe
tedha medha bhul ke yaro tedha medha bhul ke yaro
tera mera soche aao tera mera soche jaao
sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao
insantiyat ko bhulo na yaro galat rah par chalo na yaro
chal sahi to hal sahi hai karam ho ache to mal wahi hai
samjho or samjhao samjho or samjhao
sunday manao, sunday manao sunday manao, sunday manao
la la la teri ankhein
la la la teri ankhein
madhosh teri ankhein bemisal teri ankhein
madhosh teri ankhein bemisal teri ankhein
mahbub to kaya jane hai kamal teri ankhein
madhosh teri ankhein bamisal teri ankhein
madhosh teri ankhein bamisal teri ankhein
mahbub tu kya jane hai kamal teri ankhein
maine dekha pyar ka sagar teri ankhon me
maine dekha pyar ka sagar teri ankhon me
tune kya dekha hai dilwar meri ankhon me
ho pyar ke kuch sapne saje
milne ke armaa jage
karne lagi hai mujhse kuch sawal mujhse
madhosh teri ankhein bamisal teri ankhein
mere sapno ka jo ghar hai teri ankhein hai
mere sapno ka jo ghar hai teri ankhein hai
jiwan ki sari khusiya bas teri ankhein hai
ho dil ki hai chahat meri
ban jau dhadkan teri
mujhse bana rahi hai ek rista teri ankhein
madhosh teri ankhe bamisal teri ankhein
madhosh teri ankhe bamisal teri ankhein
mahbub to kaya jane hai kamal teri ankhein
hey dont touch dont touch
diwane dont touch dont touch
hey dont touch dont touch
diwane dont touch dont touch
mai hu najuk kali
dont touch dont touch
diwane dont touch dont touch
mai hu najuk kali
dont touch dont touch
diwane dont touch dont touch
mai hu najuk kali mujhe chhuna nahi
dhadke dhadke dil mera dhadhke dhadke
dhadke dhadke dil mera dhadhke dhadke
mai hu handsome jawa
dhadke dhadke dil mera dhadhke dhadke
bat meri tu man
dhadke dhadke dil mera dhadhke dhadke
ham hai tere diwane hume chakkar me na dal
dhadke dhadke dil mera dhadhke dhadke
dhadke dhadke dil mera dhadhke dhadke
masti me duba sara ye shama
sathi na koi rat hai jawa
kya karu dil mane nahi janam
aya nahi pyar ka mausam
kya karu dil mane nahi janam
aya nahi pyar ka mausam
dekho na mujhko yu palat palat ke
dekho na mujhko yu palat palat ke
aisi bhi kya jaldi ruk jao diwano
jhume sare yaha tum bhi masti me jhum
dont touch dont touch
diwane dont touch dont touch
dont touch dont touch
diwane dont touch dont touch
kaisi masti hai ye kaisa jadu hai
hosh na mujhe dil pe na kabu hai
dil me mere kyu shola sa bhadke
rah rah ke na jane kyu ye dhadke
o dil me mere kyu shola sa bhadke
rah rah ke na jane kyu ye dhadke
mera bhi dil bole ab dhadak dhadak ke
mera bhi dil bole ab dhadak dhadak ke
paas aao na dekho ab chedo na
meri bali umar hai mai kaise jau bhul
dhadke dhadke dil mera dhadhke dhadke
dhadke dhadke dil mera dhadhke dhadke
mai hu najuk kali dont touch dont touch
mai hu najuk kali dont touch dont touch
mai hu najuk kali mujhe chhuna nahi
dont touch dont touch diwane dont touch dont touch
dont touch dont touch diwane dont touch dont touch
dont touch dont touch diwane diwane diwane dont touch dont touch
kahta hai mera jiya hay baaho me bhar le piya
kahta hai mera jiya hay baaho me bhar le piya
tune mere tan man me kya bhar diya
pyar ka ye rog diya kya kar diya
pyar ka ye rog diya kya kar diya
tan pe na hath laga mann me na pyas jaga
are tan pe na hath laga mann me na pyas jaga
bachpan se mai hu baal brahmachari
chakkar chala kahi aur nari chakkar chala kahi aur nari
mai kya karu mujhko itna bata de bedardi dilbar koi to dawa de
hay mai kya karu mujhko itna bata de bedardi dilbar koi to dawa de
are tere liye doctor ko bulau wo jo kahe wo dawa le ke aau
bada nasamajh hai mera sathiya
pyar ka ye rog diya kya kar diya
pyar ka ye rog diya kya kar diya
andar tere paap ki gaagri aise na bhatka mujhe sundari
andar tere paap ki gaagri aise na bhatka mujhe sundari
ye rog mera bada khas hai iski dawa bas tere paas hai
are maan mera kahna o kanya kunwari
chakkar chala kahi aur nari chakkar chala kahi aur nari
kahta hai mera jiya hay baaho me bhar le piya
tune mere tan maan me kya bhar diya
pyar ka ye rog diya kya kar diya
bachpan se mai hu baal brahmachari
chakkar chala kahi aur nari
pyar ka ye rog diya kya kar diya
are chakkar chala kahi aur nari
tu jo has has ke sanam mujhe bat karti hai
tu jo has has ke sanam mujhe bat karti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
teri chahat jo mere sath sath chalti hai
teri chahat jo mere sath sath chalti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
maine ek bar nahi baar dekha hai
tere hatho mr mere pyar ki jo rekha hai
maine ek bar nahi baar dekha hai
tere hatho mr mere pyar ki jo rekha hai
teri khusbu meri sanso me jo mahkati hai
teri khusbu meri sanso me jo mahkati hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
mere hamdard tu samjha bhi de diwane ko
har bhali chiz buri lagti hai jamane ko
mere hamdard tu samjha bhi de diwane ko
har bhali chiz buri lagti hai jamane ko
mere rag rag me wafa banke lahu bahti hai
mere rag rag me wafa banke lahu bahti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
mai tere khwab sajata hu apni ankho me
nam aa jata tera meri har bato me
mai tere khwab sajata hu apni ankho me
nam aa jata tera meri har bato me
teri tarif mere lab se jo nikalti hai
teri tarif mere lab se jo nikalti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
tu jo has has ke sanam mujhe bat karti hai
teri chahat jo mere sath sath chalti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
bas yahi bat jamane ko buri lagti hai
janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
mai ban jau pyar bhara dil, mai ban jau pyar bhara dil
tum dil ki dhadkan ban jao, tum dil ki dhadkan ban jao
janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
mai ban jau pyar bhara dil, tum dil ki dhadkan ban jao
tum dil ki dhadkan ban jao
jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me
yu bas jao ankho me
jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me
mai chehra ban jau tumhara, mai chehra ban jau tumhara
tum mera darpan ban jao, tum mera darpan ban jao
janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
ek aisa bandhan ban jao
ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye
aise aaj sama jaye
ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye
mai ban jaau sans tumhari, mai ban jaau sans tumhari
tum mera jiwan ban jao, tum mera jiwan ban jao
janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
mai ban jau pyar bhara dil, mai ban jau pyar bhara dil
tum dil ki dhadkan ban jao, tum dil ki dhadkan ban jao