ho khuda musavvar khud bana aur banai wo tasvir
qudarat ke wo rang bhare kahe jise qashmir
hillori hillori hillori hillori
hillori hillori hillori hillori
hillori hillori hillori
ho ho hillori
hillori hillori hillori hillori
jannat ki ye wadi hai husn ki shahzadi hai
jannat ki ye wadi hai husn ki shahzadi hai
jannat ki ye wadi hai husn ki shahzadi hai
log yahan aate hai to phulo sa muskate hai
jannat ki ye wadi hai husn ki shahzadi hai
la la la la la la la la
husn ki shahazadi hai
jashn-e-shahi jashn-e-shahi nazara nazara
jashn-e-shahi jashn-e-shahi nazara nazara
jashn-e-shahi jashn-e-shahi nazara
mana hai tu chhui mui ki kali
ayegi phir hogi teri mang bhari
o mana hai tu chhui mui ki kali
are ayegi phir hogi teri mang bhari
o sang tere hoga tere sapno ka raja
sang tere hoga tere sapno ka raja
pyar bhare git sada jahrane yahan gate hai
jannat ki ye wadi hai husn ki shahazadi hai
la la la la la la la la
husn ki shahazadi hai
ankhe mili pyar ke wade huye
tute na jo jawa irade huye
ho ankhe mili pyar ke wade huye
are tute na jo jawa irade huye
ho pyar ka to pyar hi mazhab hai meri jaan
pyar ka to pyar hi mazhab hai meri jaan
ajanabi yahan se mithi yade le kar jate hai
jannat ki ye wadi hai husn ki shahzadi hai
jannat ki ye wadi hai husn ki shahzadi hai
log yahan aate hai to phulo sa muskate hai
jannat ki ye wadi hai husn ki shahazadi hai
la la la la la la la la
husn ki shahazadi hai
aasma se ek sitara is zami pe aa gaya
jisne dekha uske dil me ek jadu cha gaya
ek jawani duja nahkre uspe katil hai ada
kon kafir hai jo tujhpe dil se na hoga fida
haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
dekhte hi rah gaye hum dil hamara kho gaya
tu bhi yara kam nahi hai tujhko apna kya pata
muskurake lut lena sikha tune ye bata
ho aankho aankho me na jane tune ye kya kah diya
mitha mitha dard dil me uth raha hai pyar ka
haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
dekhte hi rah gaye hum dil hamara kho gaya
hote hote ho raha hai is tarah kam fasla
jaise humne khwab me hi kar liya ho fasla
jisko najre dhundhti thiw o aakhir aaj mil gaya
ab chupane se kya bhala raz apna khul gaya
haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
haye ye kya ho gaya ye sitam kya ho gaya
dekhte hi rah gaye hum dil hamara kho gaya
meri duaa hai fuloo si tu khile
meri duaa hai fuloo si tu khile
jaisi tu hai tujhe waisa hi
ek haseen jeevan sathi mile
meri duaa hai fuloo si tu khile
jaisi tu hai tujhe waisa hi
ek haseen jeevan sathi mile
har nayi subha laye tere liye kirne teri khusi ki
tu rahe jaha waha rahe sada mitthi gunj hasi ki
har nayi subha laye tere liye kirne teri khusi ki
tu rahe jaha waha rahe sada mitthi gunj hansi ki
ho naa takdeer se tujhko sikve gile
he meri duaa hai phulo si tu khile
ham agar kabhi door bhi huye
ye din yaad rhega
khusnaseeb hai jisko dil
tera apna meet khega
ham agar kabhi door bhi huye
ye din yaad rhega
khusnaseeb hai jisko dil
tera apna meet khega
bante rahe sada jine ke silsile
meri duaa hai fuloo si tu khile
jaisi tu hai tujhe waisa hi
ek haseen jeevansathi mile
meri duaa hai fuloo si tu khile
meri dua hain phoolo si tu khile
meri dua hain phoolo si tu khile
jaisi tu hain tujhe vaisa hi ek haseen jeevan saathi mile
meri dua hain phoolo si tu khile
jaisi tu hain tujhe vaisa hi ek haseen jeevan saathi mile
har nayi subha laaye tere liye kirne teri kushi ki
tu rahe jaha waha rahe sada mithi goonj hasi ki
tu rahe jaha waha rahe sada mithi goonj hasi ki
ho na taqdeer se tujhe shikwe gile
meri dua hain phoolo si tu khile
hum agar kabhi door bhi huye ye din yaad rahega
kush naseeb hai jisko dil tera apna meet kahega
kush naseeb hai jisko dil tera apna meet kahega
bante rahe sada jine ke silsile
meri dua hain phoolo si tu khile
jaisi tu hain tuje vaisa hi ek haseen jeevan saathi mile
meri dua hain phoolo si tu khile
dil pe kiska jor chalta hai jara ye sochiye
kab kaha or kis pe aa jaye bhala kisko khabar
jindagi ki rah me hum chal rahe hai sath sath
chalte chalte kaun hoga jane tera humsafar
chori chori is tarah se milti jati hai najar
chori chori yu bana leti hai aankhe dil me ghar
aankho aankho me fasale badh rahe hai din be din
bato bato me kidhar ki bat pahuchi hai kidhar
paw kahte hai ki aage na badho is mod se
dil na mane rab isharo me bulaye rah par
chori chori is tarah se milti jati hai najar
jab koi na dekhe unko tab dekhte hai dihar
chori chori yu bana leti hai aankhe dil me ghar
or kahte hai ki hum na jayenge umar bhar
ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu
ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu
kahne ka mausam bhi hai uspe ye tanhayi hai
kahu ya na kahu ho bat dil me aayi hai kahu ya na kahu
ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu
kayi bar chaha maine tujhi ko churalu tujhse
kayi bar chaha maine tujhi ko churalu tujhse
kahi wadiyo ki dunia sajalu tujhse
shayad tu kuch samjh gayi
isiliye sharmayi hai kahu ya na kahu bolo bolo bolo
bat dil me aayi hai kahu ya na kahu
ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu
jhalak teri dekhi pahli dusra na bhaya tabse
jhalak teri dekhi pahli dusra na bhaya tabse
mere devta is dil me tu hi tu samaya jabse
yahi haikikat hai jo ke barso talak chupai hai
kahu ya na kahu bolo bolo bolo
bat dil me aayi hai kahu ya na kahu
ek bat dil me aayi hai kahu ya na kahu
der se mile hai lekin mil to gaye hai aakhir
der se mile hai lekin mil to gaye hai aakhir
chalo phul aashao ke khil to gaye hai aakhir
milke bhi hum dur hai kyu pyar ki ye ruswayi hai
kahu ya na kahu ho bat dil me aayi hai kahu ya na kahu