o jaana na jaana tu dur humse kabhi
sun jo tu chali gayi mar jayenge hum abhi
tujhse shuru, tujhpe khatam, tujhse mukammal hai hum
o ho ho tere bina aadhe bhi kya, tere bina adhure kya
tu hi bata o meri jaan
tere bina hai pure kya, tere bina jaana kaha
aa ha tere bina jeena kya, tere bina marna kya
tere bina jaana kaha
o meri jaan ab ke na jaa, o meri jaan
o jaana na jaana tu dur humse kabhi
koshishe ki badi khud se mita de tumhe sanam
par hai dil ka karam ke khud hi mit gaye hain hum
tumse mite, tumse bane, tumse mukammal hai hum
aa ha ha tere bina aadhe bhi kya, tere bina adhure kya
tu hi bata o meri jaan
tere bina hai pure kya, tere bina jaana kaha
o meri jaan ab ke na jaa, o meri jaan
o jaana na jaana tu dur humse kabhi
o jee rahe the tera gham-e-dil chupa ke hum sanam
ab hai shor har taraf, ha ishq karte hai hum
tab ishq tha, ab ishq hai, karte rahenge sada tumse hi
tere bina aadhe bhi kya, tere bina adhure kya
tu hi bata o meri jaan
tere bina hai pure kya, tere bina jaana kaha
o meri jaan ab ke na jaa, o meri jaan ab ke na jaa
hum me tum me jo tha, wo khatam ho gaya
mod pe aakhiri main reh gaya
maine koshish bahut ki bacha lu magar
pehle dil baad me ghar jal gaya
seene me di jagah, maine jis raaz ko
aankho se wo meri beh hi gaya
hum me tum me jo tha, wo khatam ho gaya
mod pe aakhiri main reh gaya
mere liye tu wahi hai, badla kuch nahi
khel hai ye waqt ka sab, bigda kuch nahi
hai kasam tu akele chal mujhe phir wahi
aye masiha mere aa zakham bhar bhi de
dard me dubi hui gehraaiya
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko woh tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
hontho se palko ko kholna
palko pe dardo ko tolna
dardo ko chadar me chhodna
jo tere takiye pe ninde thi padi
jo teri nindo me raate thi dhali
jo teri raato me saanse thi chali
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
aaja na phir se chaand tale
main aur tu ek sath jale
main aur tu ek sath bujhe
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
raaz aankhe teri sab bayaan kar rahi
sun raha dil teri khamoshiya
kuch kaho na suno, paas mere raho
ishq ki kaisi hai ye gehraiya
saaya bhi jism se hota hai kya judaa
jitni bhi zor ki ho aandhiya
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko woh tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
hontho se palko ko kholna
palko pe dardo ko tolna
dardo ko chadar me chhodna
jo tere takiye pe ninde thi padi
jo teri nindo me raate thi dhali
jo teri raato me saanse thi chali
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
aaja na phir se chaand tale
main aur tu ek sath jale
main aur tu ek sath bujhe
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
raaz aankhe teri sab bayaan kar rahi
sun raha dil teri khamoshiya
kuch kaho na suno, paas mere raho
ishq ki kaisi hai ye gehraiya
saaya bhi jism se hota hai kya judaa
jitni bhi zor ki ho aandhiya
raaz aankhe teri sab bayaan kar rahi
sun raha dil teri khamoshiya
jeene ka tu sahara, tu hi roshni
kehta hai har sitara meri tu chandni
hum judaa ho jaaye aisa mumkin nahi
dhup ho tum meri, chhaanv bhi ho tumhi
paas ho to dur hai tanhaaiya
main chalunga mushkilo me saaya ban tera
is jahan me, us jahan me bas ek tu mera
khusbuwo se teri mehke jism mera
raat aayegi to main subah laaunga
maut aayegi to lad jaaunga
saaya bhi jism se hota hai kya judaa
jitni bhi zor ki ho aandhiya
kuch kaho na suno, paas mere raho
ishq ki kaisi hai ye gehraiya
lo maan liya humne, hai pyaar nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
bas ek dafa mudke dekho, ae yaar zara humko
lo maan liya humne, hai pyar nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
lo maan liya dekha hi nahi, tere kandhe ka wo til
lo maan liya toota hi nahi, tere hatho se mera dil
chhao me teri beeti hi nahi, wo garmi ki baate
baaho me teri guzri hi nahi, wo sardi ki raate
lo maan liya humne, aitbaar nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
jaao le jaao neend meri uff na karenge hum
jo le jaaoge khwaab mere toh kaise jiyenge hum
jeena humko aata hi nahi teri saanso ke siva
marna bhi ab namumkin hai teri baaho ke siva
lo maan liya humne parwah nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko