People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 13 *

Popat Hu Mai Pyar Ka
Singer: Manna Dey
Lyricist: Noor Devasi
Album: Raaz(1967)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaz/Popat-Hoon-Main-Pyar-Ka/JT8EQz19VUQ
Video:
popat hu mai pyar ka aashik hu sarkar ka
chuti hai har bat ki or din bhi hai itwar ka
popat hu mai pyar ka aashik hu sarkar ka
chuti hai har bat ki or din bhi hai itwar ka
popat hu mai pyar ka

aaj gaya to kal som hai som bada dukh kari
som bada dukhkari magal ko hum mil na sakenge
mangal mujhpe bhari haye mangal mujhpe bhari
pyar ki bate are pyar ki bate aaj hi karle
pata nahi budhwar ka popat hu mai pyar ka
aashik hu sarkar ka chuti hai har bat ki
or din bhi hai itwar ka popat hu mai pyar ka

guru sukar ke wade chhodo aaj pe karlo
bharosha aaj pe karlo bharosha
are chalo kisi hotel me khale
pyar ka idli dhosa pyar ka itdi dhosa
sadhe sati sadhe sati shani gaya
ab ghar kya rishtedar ka
popat hu mai pyar ka aashik hu sarkar ka
chuti hai har bat ki or din bhi hai itwar ka
popat hu mai pyar ka

yahi pyar pooja ka din hai nam hai jiska sunday
nam hai jiska sunday apni kimati sat dino me
give me only one day please dedo mujhe
one day are kasam khuda ki
hafte bhar se pyasa hi didar ka popat hu mai pyar ka
Jab Pyar Kiya Toh Marna Kyu
Singer: Manna Dey
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Raaz(1967)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaz/Jab-Pyar-Kiya-To-Marna-Kyun/MSoOdSxGBHg
Video:
pyar kiya to marna kyu jab pyar kiya to marna kyu
are pyar kiya koi jung nahi ki pyar kiya
pyar kiya koi jung nahi ki churio se fir ladna kyu
pyar kiya to marna kyu jab pyar kiya to

aaj kahenge apna fasana film banade chahe jamana
aaj kahenge apna fasana film banade chahe jamana
maut meri kyu dunia dekhe maut meri kyu dunia dekhe
maut se pahle marna kyu jab pyar kiya to marna kyu
pyar kiya to marna kyu

i am a lover not a criminal i am a lover
i am a lover not a criminal yaro i should marna kyu
pyar kiya to marna kyu jab pyar kiya to

dekho yaro ishq hamara are ishq ishq ishq ishq
ishq ishq hai ishq ishq ishq ishq hai ishq
dekho yaro ishq hamara charo taraf katil ka najara
allah ne nahi rakha bando se fir marna kyu
pyar kiya to marna kyu jab pyar kiya to marna kyu
Ae Ji Zara Sunna
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Raaz(1967)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaz/Aeji-Zara-Sunna/KTwoBg55ZAI
Video:
aye ji jara sun na unse nahi kahna
aye ji jara sun na unse nahi kahna
hum to unki mast najar se pike aaye jam
aye ji jara sun na unse nahi kahna

chand ka jalwa na pucho
chand ka jalwa na pucho
pyar kyu machala na pucho
najare hi najare ishare hi ishare
najare hi najare ishare hi ishare
na socha na samjha kiya unhe salam
aye ji jara sun na unse nahi kahna
aye ji jara sun na unse nahi kahna
hum to unki mast najar se pike aaye jam
aye ji jara sun na unse nahi kahna

aag thi dono dilo me aag thi dono dilo me
pyas thi dono labo pe badhe the wo udhar se
badhe the hum idhar se badhe the wo udhar se
badhe the hum idhar se wo ruke hum ruke
jigar ko liya tham
aye ji jara sun na unse nahi kahna
aye ji jara sun na unse nahi kahna
hum to unki mast najar se pike aaye jam
aye ji jara sun na unse nahi kahna
Dil Sambhale Sambhalta Nahi
Lyricist: Gulshan Bawra
Album: Raaz(1967)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaz/Dil-Sambhale-Sambhalta-Nahin/OV5eWRgCX3Y
Video:
dil sambhaale sambhalataa nahi aaj to
dil sambhaale sambhalataa nahi aaj to
paas aane ki de do ijazat hame
paas aane ki de do ijazat hame
dekhie ye hasin sham dhalane ko hai
dekhie ye hasin sham dhalane ko hai
ab to jane kii de do ijaazat hame
ab to jane kii de do ijaazat hame
dekhie ye hasin sham dhalane ko hai

kaise kah de ki jao in aankho se ab
tumko jaate huye dekha jata nahi
kaise kah de ki jao in aankho se ab
tumko jate huye dekha jata nahi
ham bhii majbur hai varna jane ka to
ye khyal apne dil me bhi aata nahi
ye khyal apne dil me bhi aata nahi
jhil sii apnii aankho me pahle zara
jhil sii apnii aankho me pahle zara
duub jane ki de do ijazat hame
ab to jane ki de do ijaazat hame
dekhie ye hasin sham dhalane ko hai

daal di tumne aankho me aankhe agar
jane phir kab sanam aaye ham hosh me
daal di tumne aankho me aankhe agar
jane phir kab sanam aaye ham hosh me
zindagi bhar hame saath rahna hai ab
ham rahenge mohabbat ke aagosh me
ham rahenge mohabbat ke aagosh me
kya bataye hame dar zamane ka hai
kya bataye hame dar zamane ka hai
is zamane ki le do ijaazat hame.n
dekhie ye hasin sham dhalane ko hai
Pyar Ne Di Sada
Singer: Krishna Kalle
Album: Raaz(1967)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaz/Pyar-Ne-Di-Sada-Tumko/BBsTdw5BTgc
Video:
pyar ne di sada tumko aana pada
pyar ne di sada tumko aana pada
soo janam ka ye naata nibhana pada
pyar ne di sada

itni badi duniya me tum khoye the kaha
itni badi duniya me tum khoye the kaha
jane kitni raate hum tadpe hai yaha
jane kitni raate hum tadpe hai yaha
shamma ko aandhiyo me jalana pada
shamma ko aandhiyo me jalana pada
soo janam ka ye naata nibhana pada

pyar ne di sada ab na karu gi tumse
sikve ya gile ab na karu gi tumse
sikve ya gile
purab paschhim jab dono aa mile
purab paschhim jab dono aa mile
aasuo ko vahi muskurana pada
aasuo ko vahi muskurana pada
soo janam ka ye naata nibhana pada
pyar ne di sada
Akele Hai Chale Aao-1
Album: Raaz(1967)
Tag: Hindi
Video:
chale aao chale aao, akele hai chale aao jahaa ho
kahaan aawaaz den tumko kahaan ho
akele hai chale aao jahaa ho

ye mausam ye nazare, ye chand aur ye sitare
sabhi hai aj lekin nahi mere sahare
akele hai chale aao jahaa ho
kahaan aawaaz den tumko kahaan ho
akele hai chale aao jahaa ho

meri aankho mai aanshu, mere nagme hai aahe
tumhi ko dhundhte hain meri viran nigahen
akele hai chale aao jahaa ho
kahaan aawaaz den tumko kahaan ho
akele hai chale aao jahaa ho

tarasti hun mai jinko wo din aakar rahenge
mujhe umid hai ye tumhe paakar rahenge
akele hai chale aao jahaa ho
kahaan aawaaz den tumko kahaan ho
akele hai chale aao jahaa ho
Kya Soch Rahe Ho
Lyricist: Akhtar Romani
Album: Raaz(1967)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaz/Sochta-Hoon-Ke-Maine-Tumhen/EgwaUBpFXUU
Video:
kya soch rahe ho tum nahi kuch nahi
sochta hu ki tumhe maine kahi dekha hai
yaad karta hu magar yaad nahi aata
mere humraj mujhe tumne vahi dekha hai
dil jaha hosh me reh kar bhi behek jata hai
jane kya baat hai hum jab mila karte hai
dil me chupke se koi chot ubhar aati hai
dil se dil milte hai afsane bana karte hai
or takdir mohabbat ki savar jati hai

apne chehre pe mere khawabe paresha ki tarah
aaj in reshmi julfo ko machal jane do
dil me uthte hue jazbaat ke tufa ki tarah
aaj har khawab hakikat me badal jane do

vo jo ehsaas tha halka sa ke tum gair nahi
aaj vo ek yaki banta sa nazar aata hai
kho diya jo kabhi yaad ki surat me kahi
aaj vo pyar mujhe milta nazar aata hai
aaj vo pyar mujhe milta nazar aata hai
Akele Hai Chale Aao
Singer: Mohammad Rafi
Album: Raaz(1967)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raaz/Akele-Hain-Chale-Aao/GAcMQx15QQM
Video:
akele hai chale aao jaha ho
akele hai chale aao jaha ho
kaha aavaaz de tumako kaha ho
akele hai chale aao jaha ho

tumhe ham dhundhate hai hame dil dhundhata hai
tumhe ham dhundhate hai hame dil dhundhata hai
na ab manzil hai koi na koi raastaa hai
akele hai chale aao jaha ho

ye tanhai kaa aalam aur us par aapka gam
ye tanhai kaa aalam aur us par aapka gam
na jiite hai na marate bataao kyaa kare ham
akele hai chale aao jaha ho

akele hai chale aao jaha ho
akele hai chale aao jaha ho
kaha aavaaz de tumako kaha ho
akele hai chale aao jaha ho

meri aankho mein aansu mere lab pe hai aahe
tumhe hi dhundhati hai meri viran nigahe
akele hai chale aao jaha ho
Tu Husn Hain Main Ishq Hu
Music: Ravi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamraaz/Tu-Husn-Hai-Main-Ishq
tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hu
tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hu
mai isake aage kya kahu, tu mujhme hai mai tujhme hu
tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hu

o soniye, o mere mahival, aaja oy aaja
par nadi ke mere yar kaa dera, tere havale rabba dilbar mera
dilbar mera, dilbar mera
rat bala ki badhata jae, laharon kaa ghera
kasam khuda ki aaj hai mushkil milana mera
khair kari rabba, khair kari rabba, khair kari rabba
sath jiyenge sath marenge yahi hai fasana
tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hu
mai isake aage kya kahu, tu mujhme hai mai tujhme hu
tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hu

kahan salim ka, rutaba kahan anarakali
kahan salim ka, rutaba kahan anarakali
yeh aisi shakhe tamanna hai, jo kabhi na phali
yeh aisi shakhe tamanna hai, jo kabhi na phali
naa bujh sakegi bujhane se, ahle duniya ke
naa bujh sakegi bujhane se, ahle duniya ke
woh shama jo teri aankhon me, mere dil me jali
woh shama jo teri aankhon me, mere dil me jali
hujur ek na ek din yeh bat aayegi
hujur ek na ek din yeh bat aayegi
ke takto taj bhale hain ke ek kanij bhali
ke takto taj bhale hain ke ek kanij bhali
mai takto taj ko thukara ke tujhko le lunga
mai takto taj ko thukara ke tujhko le lunga
ke takto taj se teri gali ki kak bhali
ke takto taj se teri gali ki kak bhali
sath jiyenge sath marenge yahi hai fasana
tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hu
mai isake aage kya kahu, tu mujhme hai mai tujhme hu
tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hu

fasale itni unchi aur pehara itana sangin hai
jo aa le romio tu kis tarah pohacha bagiche me
ye meri juliyet ke shok chehare ki shuvaye hai
ke aadhi raat ko suraj nikal aaya dariche me
mera koi bas is ja tujhe pa le to fir kya ho
ye sab baate vo kyo soche jise teri tamanna ho
khuda ke vaste ye romio is jis se baaj aa ja
khajane se pahle mere pas hai dil navaj aa ja
tujhe jid hai to pyare ye dekh mai diwana bahar aayi
tujhe jid hai to pyare ye dekh mai diwana bahar aayi
tu jab bahol me aa dil ki duniya mai bahar aaye
tu jab bahol me aa dil ki duniya mai bahar aaye
sath jiyenge sath marenge yahi hai fasana
tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hu
mai isake aage kya kahu, tu mujhme hai mai tujhme hu
tu husn hai mai ishk hu, tu mujhme hai mai tujhme hu
Na Munh Chhupake
Music: Ravi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamraaz/Na-Moonh-Chhupa-Ke-Ji
naa munh chhupake jiyo aur naa sar jhuka ke jiyo
gamon kaa daur bhee aaye toh muskura ke jiyo
naa munh chhupake jiyo aur naa sar jhuka ke jiyo

ghata me chhupake sitare fana nahee hote
andheree rat me diye jala ke chalo
naa munh chhupake jiyo aur naa sar jhuka ke jiyo

yeh jindagee kisee manjil pe ruk nahee sakatee
har ik makam pe kadam badhake chalo
naa munh chhupake jiyo aur, naa sar jhuka ke jiyo
Kisi Patthar Ki Murat Se
Music: Ravi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamraaz/Kisi-Patthar-Ki-Murat
kisi patthar ki murat se muhabbat ka irada hai
parastish ki tamanna hai, ibadat ka irada hai
kisi patthar ki murat se

jo dil ki dhadakane samajhe, na aankho ki juban samajhe
jo dil ki dhadakane samajhe, na aankho ki juban samajhe
najar ki guftagu samajhe, na jajabon ka bayan samajhe
najar ki guftagu samajhe, na jajabon ka bayan samajhe
usike samane usaki shikayat ka irada hai
usike samane usaki shikayat ka irada hai
kisi patthar ki murat se

suna hai har javan patthar ke dil me aag hoti hai
suna hai har javan patthar ke dil me aag hoti hai
magar jab tak na chhedo, sharm ke parde me soti hai
magar jab tak na chhedo, sharm ke parde me soti hai
yeh socha hai ki dil ki bat usake rubaru kah de
natija kuchh bhi nikale aaj apni aarju kah de
har ik bejan takalluf se bagavat ka irada hai
har ik bejan takalluf se bagavat ka irada hai
kisi patthar ki murat se

muhabbat berukhi se aur bhadakegi woh kya jane
muhabbat berukhi se aur bhadakegi woh kya jane
tabiyat iss ada pe aur phadkegi woh kya jane
tabiyat iss ada pe aur phadkegi woh kya jane
woh kya jane ki apna kis kayamat ka irada hai
woh kya jane ki apna kis kayamat ka irada hai
kisi patthar ki murat se muhabbat ka irada hai
parastish ki tamanna hai, ibadat ka irada hai
kisi patthar ki murat se
Hey Neele Gagan Ke Tale
Music: Ravi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamraaz/Neele-Gagan-Ke-Tale/K
hey nile gagan ke tale, dharati kaa pyar pale
aise hee jag me aatee hain subahe
aise hee sham dhale

shabnam ke moti phulo pe bikhre
dono kee aas fale

balkhati belein masti me khele
paydon se milke gale

nadiya kaa pani dariya se milke
sagar kis aur chale
Tum Agar Saath Dena Ka Vada
Music: Ravi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamraaz/Tum-Agar-Saath-Dene-K
tum agar sath dene kaa vada karo
mai yu hee mast nagme lutata rahu
tum mujhe dekh kar muskuratee raho
mai tumhe dekh kar git gata rahu

kitne jalwe fijao me bikhare magar
maine abb tak kisee ko pukara nahee
tumko dekha toh najrein yeh kehne lagi
hamko chehre se hatna gavara nahee
tum agar meree najaro ke aage raho
mai har ek shaiy se najrein churata rahu
tum agar sath dene kaa vada karo

maine khwabo me barso tarasha jise
tum vahee sange marmar kee tasvir ho
tum naa samjho tumhara mukkadar hu mai
mai samajhta hu tum meree takdir ho
tum agar mujhko apna samajhane lago
me baharo kee mehfil sajata rahu
tum agar sath dene kaa vada karo

main akela bahut der chalta raha
ab safar jindgani ka katta nahi
jab talak koi rangeen sahara na ho
waqt kaafir jawani ka katta nahi
tum agar humkadam banke chalti raho
main zameen par sitaare bichhata rahun
tum agar sath dene kaa vada karo