kisi ne pram ka amrit chakha
kisi ne vis ka pyala
gokul ki galiyo ka gawala
natkhat bada nandlala
gore se ho gaya kala
gore se ho gaya kala
gokul ki galiyo ka gawala
natkhat bada nandlala
gore se ho gaya kala
tere neno me hai bhakti
kewal pram me hai shakti
tere neno me hai bagati
kewal pram me hai sakti
o tere mala ka moti
vo tere dipak kijyoti
o tere mala ka moti
vo tere dipak kijyoti
radha dhul piya charnan ki
rukmani gale ki mala
gokul ki galiyo ka gawala
natkhat bada nandlala
gore se ho gaya kala
rukmni bas mahlo ki rani
rukmni bas mahlo ki rani
radha krisan ki prem khani
mere pas hai sirf khani
tere pas hai sach diwani
mere pas hai sirf khani
tere pas hai sach diwani
sab ko geet sunaye tumse
peet kare matwala
gokul ki galiyo ka gawala
natkhat bada nandlala
gore se ho gaya kala
mein uski hakdar nahi
mein uski hakdar nahi
mein puja hu pyar nahi
har hi jeet se sundar hai
puja preet se sunder hai
radha krisan ki hai jodi
isme shankaa hai todi
radha krisan ki hai jodi
isme shankaa hai todi
vo tera bagawan hai
ye tera balidan hai
vo tera hai, vo tera hai
vo tera hai, vo tera hai
vo tera hai, vo tera hai
mit gayi hazaro jawaniya
mit gayi hazaro jawaniya
deni padi jinhe kurbaniya jinhe kurbaniya
yad aati hai unki kahaniya kahaniya
jindagi ne jinhe choda mar le mar ke
tedhe medhe unche niche lambe lambe
raste pyar ke raste pyar ke
tedhe medhe unche niche lambe lambe
raste pyar ke raste pyar ke
kya pata kab kaun kaha baith jaye thak har ke
tedhe medhe unche niche lambe lambe
raste pyar ke raste pyar ke
jakhmo ke nisha silte nahi silte nahi
jakhmo ke nisha silte nahi
yado ke chaman khilte nahi
bichde to fir milte nahi
do panchi kabhi ek dar ke ek dar ke
tedhe medhe unche niche lambe lambe
raste pyar ke raste pyar ke
fasla ye hame manjur hai
fasla ye hame manjur hai
fasla ye hame manjur hai
apni manjil bahut hi dur hai
bahut hi dur hai
ruk gaye hum kisi ko pukar ke pukar ke
tedhe medhe unche niche lambe lambe
raste pyar ke raste pyar ke
is mohabbat ke kabil hum nahi
is mohabbat ke kabil hum nahi hum nahi
hamko apna jara bhi gam nahi
koi khush ho ye bhi khushi kam nahi
tedhe medhe unche niche lambe lambe
raste pyar ke raste pyar ke
kya pata kab kaun kaha baith jaye thak har ke
thak har ke thak har ke
gokol ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala
gore se ho gaya kala gokol ki galiyon ka gwala
natkhat bada nand lala gore se ho gaya kala
kale ne sab ko ang lagake kale rang me rang dala
gokol ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala
gore se ho gaya kala
lo chandan ka tika lagaa do lo chandan ka tika lagaa do
mohan ko man mohan bna do mor mukut is ko pahna do
hatho me murli pakda do murli bna lu muh se lgaa lu
aa tohe o birj baala gokol ki galiyon ka gwala
natkhat bada nand laala gore se ho gaya kala
jamna kinare apna thikana jamna kinare apna thikana
paniya baran tu pangat pe aana ghunghat fir ye mukhdha chupana
chedega tujko sara zamana deta hai damki todke matki
makhan churane wala gokol ki galiyon ka gwala
natkhat bada nand laala gore se ho gaya kala
pakda gaya chaliya sab dekhe bhagega kese ye ab dekhe
pakda gaya chaliya sab dekhe bhagega kese ye ab dekhe
mera dhang mera rab dekhe aaj tamasha sab dekhe
kisi jatan se nhi kisi ke hath me aane wala
gokol ki galiyon ka gwala natkhat bada nand laala
gore se ho gaya kala kale ne sab ko ang lagake
kale rang me rang dala gokol ki galiyon ka gwala
natkhat bada nand lala gore se ho gaya kala
are bae log jal gaye jaane kya baat hui sathi
chati pe tir chal gaye log jal gaye
jaane kya baat hui sathi chati pe tir chal gaye
o dekho kidhar o udhar vo vha haye haye haye
are bae log jal gaye jaane kya baat hui sathi
chati pe tir chal gaye log jal gaye
jaane kya baat hui sathi chati pe tir chal gaye
kahe khushi aa gayi ha ham ko maja aa gaya ho
khushi aa gayi ho ham ko maja aa gaya ho
yo dagmgaaye kadam ham ko khushi aa gaya
is dil ke sare arma nikal gaye
are bae log jal gaye jaane kya baat hui sathi
chati pe tir chal gaye log jal gaye
jaane kya baat hui sathi chati pe tir chal gaye
nafrat ke mahlo se galiya bhali pyar ki
daulat ke kato se kliya bhali pyar ki
nafrat ke mahlo se galiya bhali pyar ki
daulat ke kato se kliya bhali pyar ki
dekho hmare raste badl gaye
are bae log jal gaye jaane kya baat hui sathi
chati pe tir chal gaye log jal gaye
jaane kya baat hui sathi chati pe tir chal gaye
dhanwan dekhe jara hai ye khel bhagwan ke ho
dhanwan dekhe jara ye khel bhagwan ke
rahte nhi ek se halat ensan ke
inko badalna tha ye badal gaye
are bae log jal gaye jaane kya baat hui sathi
chati pe tir chal gaye log jal gaye
jaane kya baat hui sathi chati pe tir chal gaye
log jal gaye jaane kya baat hui sathi
chati pe tir chal gaye log jal gaye
jaane kya baat hui sathi chati pe tir chal gaye
sara din satate ho raato ko jagate ho
sara din satate ho raato ko jagate ho
tum yad bahut aate ho tum yad bahut aate ho
todhi der ko aate ho chale jaate ho
thodhi der ko aate ho chale jaate ho
tum yad bahut aate ho
sara din satate ho raato ko jagate ho
sara din satate ho raato ko jagate ho
todhi der ko aate ho chale jaate ho
baate karta hu main kuch nadano si
ab to meri halat hai bas diwano si
baate karta hu main kuch nadano si
ab to meri halat hai bas diwano si
diwane ho tum sab ko diwana banate ho
todhi der ko aate ho chale jaate ho
sara din satate ho raato ko jagate
mausam dil ki dhadkan jaisa lagata hai
is koyal ki kuk se kaisa lagata hai
mausam dil ki dhadkan jaisa lagata hai
is koyal ki kuk se kaisa lagata hai
mujhko aisa lagata hai jaise tum bulaate ho
sara din satate ho raato ko jagate ho
todhi der ko aate ho chale jaate
kab din dhalta hai kab chand nikalta hai
kab din dhalta hai kab chand nikalta hai
haye chakori ka man jaise jalta hai
yu hi tarsa tarsa kar surt dikhate ho
sara din satate ho raato ko jagate ho
tum yad bahut aate ho tum yad bahut aate ho
todhi der ko aate ho chale jaate ho
tum yad bahut aate ho tum yad bahut aate ho
tum yad bahut aate ho tum yad bahut aate ho
ye waqh na kho jaye bas aaj ye ho jaye
mai tum me sama jaau, tum mujh me sama jao
ye waqh na kho jaye bas aaj ye ho jaye
mai tum me sama jaau, tum mujh me sama jao
bechaini ki is dhimi dhimi is aanch me
dil jal jayega aa aa aa
bechaini ki is dhimi dhimi is aanch me
dil jal jayega aa aa aa
sawan ka rasta na dekho, sawan jane kab aayega
sawan ka rasta na dekho, sawan jane kab aayega
ban jayo tum badal, mosam par cha jayo
mai tum me sama jaau, tum mujh me sama jao
mere aakho me wade hai, tere hoto pe kasame hai
mere aakho me wade hai, tere hoto pe kasame hai
in wado se in kasamo se pahale, duniya ki rasme hai
duniya ki rasmo ko, tum todha ke aa jayo
mai tum me sama jaau, tum mujh me sama jao
julfo ke rismi saye me, sapno ki sej sajaane do
julfo ke rismi saye me, sapno ki sej sajaane do
chhodo aachl meri yoba, mujko wapis gar jane do
chhodo aachl meri yoba, mujko wapis gar jane do
jana hai to is dil ki, ye pyas buja jayo
mai tum me sama jaau, tum mujh me sama jao
mai tum me sama jaau, tum mujh me sama jao