It's not the size of the dog in the fight, it's the size of the fight in the dog -Mark Twain
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Pagal Pagal Hum Sab
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Video:
pagal pagal pagal hum sab pagal
mahfil mahfil mahfil mahfil kya hai
mahfil kya hai hum sab kya hai duniya kya hai
pagal pagal pagal

khushiya manana aish udhana
khushiya manana aish udhana
jo jalte hai unhe jalana
tan ke pi na aise na pina
yaad rahe na marna jina jina jina
jina kya hai hum sab kya hai
pagal pagal pagal

isme dhokha usme dhokha
isme dhokha usme dhokha
tujhme dhokha mujhme dhokha
kon begana kon hai apna
kon hakikat kon hai sapna
sapna sapna sapna
sapna kya hai hum sab kya hai
pagal pagal pagal, hum sab pagal
duniya paga,l mahfil pagal, pagal pagal
Main Hu Ek Bazar
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paise-Ki-Gudiya/Main-Hoon-Ek-Bazar-Ki-Raunaq/GycbAkBBQ0I
Video:
mai hu mai hu ek bazar ki raunak
mai ek sundar sapna
paise gudiya hu mujhko samjhe na re koi apna
ulfat le kar aage aaoge aaoge tukhra dungi
daulat le kar aaoge aaoge mai nain bicha dungi
ulfat le kar aage aaoge aaoge tukhra dungi
daulat le kar aaoge aaoge mai nain bicha dungi
ulfat le kar aage aaoge aaoge tukhra dungi

didar le lo ya ikrar le lo didar le lo ya ikrar le lo
chandi ki chanchan se jankar le lo
dharm bechti hu sharm bechati hu
mai vaade mohabbat kasam bechati hu
mai vaade mohabbat kasam bechati hu
jitne jalve lutoge lutoge mai aaj luta dungi
bina paise mahfil se mahfil se mahfil se uthva dungi
bina paise mahfil se mahfil se mahfil se uthva dungi
daulat le kar aaoge aaoge mai nain
ulfat le kar aage aaoge aaoge tukhra dungi

arman de du mai toofan de du
arman de du mai toofan de du
udhar note chamke mai idar jaan de du
hai joke suhane haya ke paimane
nigahe suhagan kunware bahane
nigahe suhagan kunware bahane
sari duniya chahoge chahoge to la ke jhuka dungi
dil ka tohfa laoge lagoge laoge lauta dungi
dil ka tohfa laoge lagoge laoge lauta dungi
daulat le kar aaoge aaoge mai nain bicha dungi
ulfat le kar aage aaoge aaoge tukhra dungi
Meri Baat Ke Mayne
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paise-Ki-Gudiya/Meri-Baat-Ki-Maane-Do/QQUPf0JTAwU
Video:
meri baat ke mayne do meri baat ke mayne do
meri baat ke mayne do meri baat ke mayne do
jo achha lage vo apna lo
jo bura lage use jane do
meri baat ke mayne do meri baat ke mayne do
jo achha lage vo apna lo
jo bura lage use jane do
meri baat ke mayne do meri baat ke mayne do

insan ke sare jivan me bas ek jawani hoti hai
insan ke sare jivan me bas ek jawani hoti hai
kabhi vo apni hoti hai kabhi begani hoti hai
kabhi begani hoti hai
isi umar me aake to bante hai afsane do
jo achha lage vo apna lo
jo bura lage use jane do
meri baat ke mayne do meri baat ke mayne do

duniya jis ko dil kahti hai
vo do rango ka hota hai
duniya jis ko dil kahti hai
vo do rango ka hota hai
mil jaye to ye hasta hai aur tut jaye to rota hai
tut jaye to rota hai
thukrana hai tukra do milta hai mil jane do
jo achha lage vo apna lo
jo bura lage use jane do
meri baat ke mayne do meri baat ke mayne do

ye chehra bhi ek darpan hai do tasveere dikhlata hai
ye chehra bhi ek darpan hai do tasveere dikhlata hai
man me khushi ya koi gham
sab ispe najar aa jata hai
sab ispe najar aa jata hai
mere dil me jo bate hai usko aaj batane do
jo achha lage vo apna lo
jo bura lage use jane do
meri baat ke mayne do meri baat ke mayne do
jo achha lage vo apna lo
jo bura lage use jane do
meri baat ke mayne do meri baat ke mayne do
Mai To Darti Na Dalu
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paise-Ki-Gudiya/Main-To-Darti-Na/CUUBfB5dckc
Video:
mai to darti mai to darti na dalu kajarava
ki naino me sajan baste mai to darti na dalu kajarava
ki naino me sajan baste mera has ke
mera has ke bolo ye gajarva ki naino me sajan baste

sara din to tere milan ka dard mujhe tadpaye
sara din to tere milan ka dard mujhe tadpaye
raat ka deepak bujhe to dil ka jalna suru ho jaye
kab mujhko milenge sawariya kab mujhko milenge sawariya
ki naino me sajan baste kab mujhko milenge sawariya
ki naino me sajan baste mai to darti na dalu kajarava
ki naino me sajan baste

phulo ke rukh taro pe leti sabnam angdaiya
phulo ke rukh taro pe leti sabnam angdaiya
tujhe pukare meri palko ki pyasi parchaiya
mere man ki hai suni atariya mere man ki hai suni atariya
ki naino me sajan baste mere man ki hai suni atariya

ki naino me sajan baste mai to darti na dalu kajarava
ki naino me sajan baste
baithi bathi sham savere dekhu sapne tere
baithi bathi sham savere dekhu sapne tere
teri rah pe lage huye hai vyakul naina mera
meri thar thar kanpe najariya meri thar thar
Koi Phool Na Khilta
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paise-Ki-Gudiya/Koi-Phool-Na-Khilta/PD4iWiFidHI
Video:
koi phul na khilta ye kali bhi na hoti
jindagi bhi na hoti agar tu na hoti
koi phul na khilta ye kali bhi na hoti
jindagi bhi na hoti agar tu na hoti
na hota ujala aur ye rat bhi na hoti
koi bat hi na hoti agar tu na hoti
koi phul na khilta

koi zami na hoti aur aasma na hota
koi zami na hoti aur aasma na hota
koi hasi na hota koi jawa na hota
na tare muskurate ye najare bikhar jate
koi khushi na hoti agar tu na hoti
koi phul na khilta

bulbul ke mast nagme koyal ki sokh tane
bulbul ke mast nagme koyal ki sokh tane
ye badlo ke saye panchi ki ye udane
ye fiza na hoti ye hawa na hoti
ye ghata na hoti agar tu na hoti
koi phul na khilta

na koi pyar hota na intzar hota
na koi pyar hota na intzar hota
na koi dil machalta na bekarar hota
puche jo koi hamse ye sab hai tere dam se
koi bhi shay na hoti agar tu na hoti
koi phul na khilta ye kali bhi na hoti
jindagi bhi na hoti agar tu na hoti
jindagi bhi na hoti agar tu na hoti