ho i ye kyaa huaa
haay ye teraa cheharaa udaa udaa
haay ye kyaa huaa
ye kurti masak gai chunari sarak gai
paav padate hai udhar dhyaan teraa hai teraa kidhar
kisi ne tujhko chhuaa bol ye kaise huaa
kuchh na kuchh ho hi gayaa
bol ye kaise huaa
nind ke maare pi kaa pi kaa
darvaaja khulaa chhod aai nind ke maare
darvaaja khulaa chhod aai nind ke maare
darvaaja khulaa chhod aai nind ke maare
darvaaja khulaa chhod aai nind ke maare
mai jaane kyaa kyaa tod aai nind ke maare
mai jaane kyaa kyaa tod aai nind ke maare
darvaaja khulaa chhod aai nind ke maare
raat more saiyaa ne paani manga
raat tore saiyaa ne paani manga
raat more saiyaa ne paani manga
are dilaya kyaa
mai kue me dhakel aai nind ke maare
mai kue me dhakel aai nind ke maare
darvaaja khulaa chhod aai nind ke maare
tik tap tik tap tik tap tik tap
raat more saiyaa ne andaa manga
raat tore saiyaa ne andaa manga
raat more saiyaa ne andaa manga
khilaayaa kyaa haay daiyaa aa
mai dandaa paros aai nind ke maare
mai dandaa paros aai nind ke maare
darvaaja khulaa chhod aai nind ke maare
raat more saiyaa ne bidaa manga
raat tore saiyaa ne bidaa manga
raat more saiyaa ne bidaa manga
are chunaa lagaayaa
mai churan chataai aai nind ke maare
mai churan chataai aai nind ke maare
darvaaja khulaa chhod aai nind ke maare
tik tap tik tap tik tap tik tap
raat more saiyaa ne kurta manga
raat tore saiyaa ne kurta manga
raat more saiyaa ne kurta manga
phir kuchh kar aai
mai angia pehna aai nind ke maare
haay angia pehna aai nind ke maare
darvaaja khulaa chhod aai nind ke maare
tik tap tik tap tik tap tik tap
raat more saiyaan ne takiya manga
raat tore saiyaan ne takkya manga
raat more saiyaan ne takkiya manga
phir kuch na kuch kar aai
padosan sula aai nind ke mare
padosan sula aai nind ke mare
soi padosan singar tera toota
eent kahi maari aanar kahi tuta
goli kahi daagi aur goli kahin lagi
hamse kahi soyi aur tu piya sang jaagi
tu sahi kaam kar aai nind ke mare
tu sahi kaam kar aai nind ke mare
ek kadam tera ek kadam mera
sang hum chale ho safar pura
ek kadam tera ek kadam mera
sang hum chale ho safar pura
ek kadam tera ek kadam mera
sang hum chale ho safar pura
raste ki mushkil se koi kyu ghabrayega
gam hai kise jo raat hai kaali, suraj aayega
humko isi raste me milegi khushiyo ki barat
sone jaisa din niklega chandi jaisi raat
o raste ki mushkil se koi kyu ghabrayega
gam hai kise jo raat hai kaali, suraj aayega
humko isi raste me milegi khushiyo ki barat
sone jaisa din niklega chandi jaisi raat
ek deeya tera ek deeya mera
palko pe rakhe ho safar pura
ek kadam tera ek kadam mera
sang hum chale ho safar pura
kadmo se kadmo ka milna kismat hota hai
dil se dil mil jaye waha ik tirath hota hai
apne dil me pyar ka ek anmol khazana hai
ek duje ki dhadkan banke sath nibhana hai
o kadmo se kadmo ka milna kismat hota hai
dil se dil mil jaye waha ik tirath hota hai
apne dil me pyar ka ek anmol khazana hai
ek duje ki dhadkan banke sath nibhana hai
ek dil tera ek dil mera
dono mile ho safar pura
ek kadam tera ek kadam mera
sang hum chale ho safar pura
ek kadam tera ek kadam mera
sang hum chale ho safar pura
bol kiska naam hai
bol kiska naam hai
kaali kaali aankho me gore gore gaalo
pe lambe lambe baalo me
saanso me khawabo me baato me baaho me
bol bol bol bol bol bol bol
laal laal hontho pe gori kiska naam hai
dil me kaun rahta hai kiska mukam hai
are laal laal hontho pe gori kiska naam hai
laal laal hontho pe bol kiska naam hai
laal laal hontho pe piya tera naam hai
mai hu kanij dil tera gulam hai
are laal laal hontho pe piya tera naam hai
laal laal hontho pe bus tera naam hai
dil ka tu malik hai dil tera mukam hai
laal laal hontho pe gori kiska naam hai
laal laal hontho pe piya tera naam hai
tere dil ki kali pahle kabhi kya khili thi
mujhse pahle kabhi kya tu kisi se mili thi
are na baba na iljam ye na lagana
tujhse pahle kabhi apna kisi ko na mana
mere sine pe locket
locket me teri hi tasvir maine sajayi
mera tu chaandi sona
tera hi hona hai karni hai tujhse sagayi
nichi nigahon ka tujhko salam hai
tujhko salam hai tujhko salam hai
kaali kaali aankho me gori kiska naam hai
kaali kaali aankho me piya tera naam hai
are laal laal hontho pe gori kiska naam hai
laal laal hontho pe bol kisaka naam hai
laal laal hontho pe piya tera naam hai
laal laal hontho pe gore kiska naam hai
laal laal hontho pe piya tera naam hai
ho tere haath me rumal paan ki rachayi hai lali
tirchhi topi teri lagta hai tu to mavali
mai hu majnu tera meri laila nahi mai mawali
apne aashik ko tu deti hai kyun aisi gaali
dil tujh pe kurban kiya tera hi naam liya
jinda meri shayari tu
nahi dekha na dekhungi tere siva auro ko
jinda meri aashiki tu
mujhko ek bas tujhse hi kam hai
tujhse hi kaam hai tujhse hi kaam hai
teri har dhadakan me gori kiska naam hai
meri har dhadakan me piya tera naam hai
are laal laal hontho pe gori kiska naam hai
laal laal hontho pe bol kiska naam hai
laal laal hontho pe piya tera naam hai
mai hu kanij dil tera gulam hai
laal laal hontho pe gore kiska naam hai
laal laal hontho pe piya tera naam hai
laal laal hontho pe gore kiska naam hai
laal laal hontho pe piya tera naam hai
kya tum mujhse pyar karte ho
kya tum mujhpe dil se marte ho
ha kasam se kasam se ha kasam se
kasam ki kasam kasam se
sanam ham janam janam se tumpe marte hai
kya tum mujhse pyar kartee ho
kya tum mujhpe dil se marti ho
ha kasam se kasam se ha kasam se
kasam kee kasam kasam se
sajan ham janam janam se tumpe marte hai
kya hota hai dil ka churana
tune janam kaise jana
tu to hasina hai badi kamsin
kaise aaya aankhe churana
kaliyo ne khilna kaise jana
maujo ne milna kaise jana
solah savan sikha gaye hai
mujhko bhi to aankh churana
mujhko bhi to aankh churana
kya chhup chhup didar karte ho
mera intjar karte ho
ha kasam se kasam se ha kasam se
kasam kee kasam kasam se
sanam ham kadam kadam intjar karte hai
ha kasam se kasam se
kab tak ham tumhe achchhe lagenge
kab tak aankhe char karoge
bolo kab tak dil na bharega
kab tak tum hame pyar karoge
lagatee ho tum itnee pyari
umar bhar tumhe dekha karenge
pyaar hai jab tak iss duniya me
tab tak ham tum pyaar karenge
tab tak ham tum pyaar karenge
ham pe aitbar karti ho
kya tum ye ikraar karti ho
ha kasam se kasam se ha kasam se
kasam kee kasam kasam se
sajan ham kadam kadam etabar karte hain
ha kasam se
tujhe pyar karte karte
teri nind tak uda du
tujhe pyar karte karte
teri nind tak uda du
aau jo apni zid pe
tujhe kya se kya bana du
tujhe pyar karte karte
teri nind tak uda du
tujhe pyar karte karte
teri nind tak uda du
aau jo apni zid pe
tujhe kya se kya bana du
tujhe pyar karte karte
teri nind tak uda du
tujhe chain lene degi
na kabhi meri mohabbat
tere dil ke ayine me
rahegi meri hi surat
na kabhi bhula sakegi
tu mere dil ki chahat
tu mere dil ki chahat
koi khawab to nahi mai
mujhe ho sake bhula tu
koi khwab to nahi mai
mujhe ho sake bhula du
aau jo apni zid pe
tujhe kya se kya bana du
tujhe pyar karte karte
teri nind tak uda du
meri tarah zindagi me
tu kabhi na chain paye
mai jaise ro raha hu
tujhe bhi koi rulaye
mere bin agar jeeye tu
to kabhi jeeya na jaye
to kabhi jeeya na jaye
tu kabhi na bhul paye
mai tujhko wo saza du
tu kabhi na bhul paye
mai tujhko wo saza du
aau jo apni zid pe
tujhe kya se kya bana du
tujhe pyar karte karte
teri nind tak uda du
aau jo apni zid pe
tujhe kya se kya bana du
tujhe pyar karte karte
teri nind tak uda du
tujhe pyaar karte karte teri nind tak uda dun
tujhe pyaar karte karte teri nind tak uda dun
aaun jo apni jid pe
tujhe kya se kya bana dun
tujhe pyaar karte karte teri nind tak uda dun
tujhe pyaar karte karte teri nind tak uda dun
aaun jo apni jid pe
tujhe kya se kya bana dun
tujhe pyaar karte karte teri nind tak uda dun
tu hi ye bandgi hai tu hi meri aarti hai
tu hi ye bandgi hai tu hi meri aarti hai
mujhe kya garaj ki duniya mujhe kya pukaarti hai
mujhe kya pukaarti hai
tujhe jindgi nayi dun tujhe naam bhi naya dun
tujhe jindgi nayi dun tujhe naam bhi naya dun
aaun jo apni jid pe
tujhe kya se kya bana dun
tujhe pyaar karte karte teri nind tak uda dun
wo khushi ki roshani ho ki gumo ka ho andhera
wo khushi ki roshani ho ki gumo ka ho andhera
jo nasib hoga tera wo nasib hoga mera
wo nasib hoga mera
mere hatho ki lakire tere haath pe saja dun
mere hatho ki lakire tere haath pe saja dun
aaun jo apni jid pe
tujhe kya se kya bana dun
tujhe pyaar karte karte teri nind tak uda dun
aaun jo apni jid pe
tujhe kya se kya bana dun
tujhe pyaar karte karte teri nind tak uda dun
hun barsaat ke mausam me
hun tanhaai ke aalam me
barsaat ke mausam me tanhaai ke aalam me
mai ghar se nikal aayaa botal bhi uthaa laayaa
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
hun barsaat ke mausam me
hun tanhaai ke aalam me
barsaat ke mausam me tanhaai ke aalam me
mai ghar se nikal aayaa botal bhi uthaa laayaa
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
mujhe tukado me nahi jinaa hai
katraa katraa to nahi pinaa hai
ho mujhe tukado me nahi jinaa hai
katraa katraa to nahi pinaa hai
ho aaj paimaane hataa do yaaro
haan saaraa maikhana pilaa do yaaro
maikado me to piyaa kartaa hun
maikado me to piyaa kartaa hun
chalati raaho me to pi lene do
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
aaj ki sham badi bojhal hai
aaj ki raat badi katil hai
ho aaj ki sham badi bojhal hai
aaj ki raat badi katil hai
ho aaj ki sham dhalegi kaisi
han aaj ki rat kategi kaise
aag se aag bujhegi dil ki
aag se aag bujhegi dil ki
mujhe ye aag bhi pee lene do
abi zindaa hun to ji lene do ji lene do
bhari barsaat me pi lene do
hun barsaat ke mausam me hun tanhaai ke aalam me
barsaat ke mausam me