hum hai balak kal ke maalik
hum hai balak kal ke maalik
samjho na nadan
aa jaye agar hath pe apni
jhukta hai bhagwan
o hum hai balak kal ke maalik
jungle ho ujaad ho, samne pahad ho
shero ki dahad ho
koi na sake re hume maarne
din ho ya raat ho, aandhi barsat ho
koi bhi na sath ho badhte hi jaye hum samne
hum hai bacche dhun ke sacche
shero ki santan
aa jaye agar hath pe apni
jhukta hai bhagwan
o hum hai balak kal ke maalik
dikhne me kamjor hum
shakti me ghanghor hum
aandhiyo ka jor hum
pade na kisi ko hum se vasta
chahe jalti aag ho
bhalu chita baagh ho
fan uthaye naag ho
koi na roke humara raasta
hum hai ladke jo bhadke
ban jaye tufan
aa jaye agar hath pe apni
jhukta hai bhagwan
o hum hai balak kal ke maalik
hum hai balak kal ke maalik
samjho na nadan
aa jaye agar hath pe apni
jhukta hai bhagwan
o hum hai balak kal ke maalik
fanwale maharaj meri rakhna tu laaj
gun gaau main aaja aaja tujhe kabse bulau main
aaja aaja tujhe kabse bulau main
fanwale maharaj meri rakhna tu laaj
gun gaau main aaja aaja tujhe kabse bulau main
aaja aaja tujhe kabse bulau main
tere fan pe jhum rahi hai kabse duniya sari
chhoti si ye baat meri kya tujhe padegi bhari
tere fan pe jhum rahi hai kabse duniya sari
chhoti si ye baat meri kya tujhe padegi bhari
bhakto ko deta amrit aur kahlata vishdhari
sabki bigdi baat bana di hai aaj hai meri bari
sun sun naagraj khali leke jholi aaj
nahi jaau main
aaja aaja tujhe kabse bulau main
aaja aaja tujhe kabse bulau main
naag devta tera rup hai jaise dhup aur chhaya
kisi ne jokham paar sahe to pyar kisi ne paya
naag devta tera rup hai jaise dhup aur chhaya
kisi ne jokham paar sahe to pyar kisi ne paya
main anath sa firu bhatakta
kisi ne na apnaya
aaj pran ki bhikh maangne dwar pe tere aaya
dukhiyara hu main bin teri
bhakti ki bin bajau main
aaja aaja tujhe kabse bulau main
aaja aaja tujhe kabse bulau main
fanwale maharaj meri rakhna tu laaj
gun gaau main aaja aaja tujhe kabse bulau main
aaja aaja tujhe kabse bulau main
nili nili ankhiyo me dubi dubi jau mai dubi dubi jau
kaha hai kinara kachu samajh na pau
kaha hai kinara kachu samajh na pau
kali kali zulfo me khoya khoya jau mai khoya jau
kaha hai kinara kachu samajh na pau
kaha hai kinara kachu samajh na pau
gore gore mukhde pe kali lat latke
gore gore mukhde pe kali lat latke
jaise koi naganiya soi ho simatke
piya mori zulfo me jiya tora atke
piya mori zulfo me jiya tora atke
aisa uljha kaise jaoge palatke
aisa uljha kaise jaoge palatke
pyar ka ye bandhan me kahe ko
chudau mai kahe ko chudau tu jo mili swarg mila
kaise thukrau tu jo mili swarg mila kaise thukrau
dekh tera mukhda rang uda darpan ka
dekh tera mukhda rang uda darpan ka
tut pada dharti pe chanda gagan ka
chand gira charno me pyasa milan ka
chand gira charno me pyasa milan ka
kab se diwana tha piya ki lagan ka
kab se diwana tha piya ki lagan ka
pyare pyare sapno ki duniya sajau mai duniya sajau
bhag mere jage jo tumsa ratan pau
bhag mere jage jo tumsa ratan pau
nili nili ankhiyo me dubi dubi jau mai dubi dubi jau
kaha hai kinara kachu samajh na pau
kaha hai kinara kachu samajh na pau
humne kya pyar kiya pyar ka badla na mila
humne kya pyar kiya pyar ka badla na mila
sara jag dhund liya koi bhi apna na mila
humne kya pyar kiya
humne chaha tha ke is pyar ko singar mile
teri baho ka mehekta hua
ek har mile pyar hi pyar ho
aisa koi sansar mile dukh bhari rat mili
khushiyo ka sapna na mila sara jag dhund liya
koi bhi apna na mila humne kya pyar kiya
hum badhe jinki taraf deep vo bujh jate hai
phool sehlaye agar kate se chubh jate hai
jinki chao me ruke paat vo jal jate hai
aisi takdeer jo badle vo sitara na mila
sara jag dhund liya koi bhi apna na mila
haye humne kya pyar kiya