suna hai tumhe hamse koi sikayat hai
yahi to yahi to yahi to mohabbat hai
hamari nigaho me ye jo sararat hai
yahi to yahi to yahi to mohabbat hai
suna hai tumhe hamse koi sikayat hai
yahi to yahi to yahi to mohabbat hai
kisi raz se aise parda uthate nahi
suno is tarah uth ke mahfil se jate nahi
kisi raz se aise parda uthate nahi
suno is tarah uth ke mahfil se jate nahi
chalo hamne mana tumhe hamse nafrat hai
yahi to yahi to yahi to mohabbat hai
suna hai tumhe hamse koi sikayat hai
yahi to yahi to yahi to mohabbat hai
na puch na pucho hame yad kya aa gaya
jara sa khafa tum hue to maja aa gaya
na puch na pucho hame yad kya aa gaya
jara sa khafa tum hue to maja aa gaya
tumhare jo ye ruth jane ki adat hai
yahi to yahi to yahi to mohabbat hai
suna hai tumhe hamse koi sikayat hai
yahi to yahi to yahi to mohabbat hai
tumhe hamne dekha mile dosto ki tarah
hame tumne dekha hase dusmano ki tarah
tumhe hamne dekha mile dosto ki tarah
hame tumne dekha hase dusmano ki tarah
jamane me baki kaha ab sarafat hai
yahi to yahi to yahi to mohabbat hai
suna hai tumhe hamse koi sikayat hai
yahi to yahi to yahi to mohabbat hai
hamari nigaho me ye jo sararat hai
yahi to yahi to yahi to mohabbat hai
jane ya na jane koi mane ya na mane
teri tarah mari tarah meri tarah banke mastane
jane ya na jane koi mane ya na mane
teri tarah mari tarah meri tarah banke mastane
ache khase log bhi ho jate hai diwane bolo
bolo ji kaisi kahi wah ji wah achi kahi
bolo ji kaisi kahi wah ji wah achi kahi
jane ya na jane koi mane ya na mane
teri tarah mari tarah meri tarah banke mastane
ache khase log bhi ho jate hai diwane bolo
bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi kahi
bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi kahi
pagal hai ye premi sare pagal hai ye
premi sare rat ko jo ginte ha sitare
ginne par aao to jo ban ke binjar hai
tare char dino me do din aahe bharke gujare
baki ke do din to hasle mauj udale pyare
bolo bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi kahi
bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi kahi
koi vote jama karta hai koi note jama karta hai
koi vote jama karta hai koi note jama karta hai
vote ho ya note dono bade harjai jisse
pyar kiya usi ke dil pe chot lagayi
inka aana ram duhai inka jana ram duhai
bolo bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi kahi
bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi kahi
dil me laga hai akal ka tala dil me laga hai
akal ka tala rasmo riwajo ki chabi wala
o dilwalo is tale ko todo isko
kholo sari dunia ko ek taraju me na tolo
is dil se bhi pucho teri kya marji hai bolo bolo ji
kaisi kahi wah ki wah achi kahi
bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi kahi
jane ya na jane koi mane ya na mane
teri tarah mari tarah meri tarah banke mastane
ache khase log bhi ho jate hai diwane
bolo bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi kahi
bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi kahi
are bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi
kahi bolo ji kaisi kahi wah ki wah achi kahi
kisi ki bewafai ka sabab ban jaya karati hai
kisi ki bewafai ka sabab ban jaya karati hai
mohabbat hi judai ka mohabbat hi judai ka
sabab ban jaya karati hai
kisi ki bewafai ka sabab ban jaya karati hai
purane log chehre par naya chehra laga aaye
purane log chehre par naya chehra laga aaye
mile gairon se haske apno se milte haya aaye
haya bhi behayai ka haya bhi behayai ka
sabab ban jaya karati hai
kisi ki bewafai ka sabab ban jaya karati hai
bachaya hai humari muflasi ne ham fakiro ko
bachaya hai humari muflasi ne ham fakiro ko
bohat najdik se dekha hai humne kuchh amiron ko
yeh daulat har burayi ka yeh daulat har burayi ka
sabab ban jaya karati hai
kisi ki bewafai ka sabab ban jaya karati hai
bane na bat jab koi toh koi kuchh kahe kaise
bane na bat jab koi toh koi kuchh kahe kaise
jo kuchh kehna jaruri ho toh insan chup rahe kaise
yeh chup dil ki duhayi ka yeh chup dil ki duhayi ka
sabab ban jaya karati hai
kisi ki bewafai ka sabab ban jaya karati hai
mohabbat hi judai ka mohabbat hi judai ka
sabab ban jaya karati hai
kisi ki bewafai ka sabab ban jaya karati hai
pyar kise kahte hai pyar kise kahte hai jo hum ne kiya tum se
jo tumne kiya hamse pyar ise kahte hai
pyar kise kahte hai pyar kise kahte hai
jo hum ne kiya tum se jo tumne kiya hamse pyar ise kahte
hai ha ha pyar ise kahte hai
dekh liya dunia ne jor lagake pyar karne walo pe pahre bithake
roke se na ruke roke se na ruke dil kisi fande se
diware fandh ke ye dariya bahte hai ha ha pyar ise kahte hai
pyar kise kahte hai jo hum ne kiya tum se
jo tumne kiya hamse pyar ise kahte hai
ha ha pyar ise kahte hai
ye bhed to bas usi pe khule na jo is naino ke taraju me tule na
hum dilwale bhala hum dilwale bhala has has ke kisliye
sare jahan ke lakh sitam sahte hai ha ha pyar ise kahte hai
pyar kise kahte hai jo hum ne kiya tum se
jo tumne kiya hamse pyar ise kahte hai
ha ha pyar ise kahte hai
mera rasta meri manzil meri manzil mera rasta
mai awara hu mai awara hu
mera rasta meri manzil meri manzil mera rasta
mai awara hu mai awara hu
kuch bhi mere pas nahi hai iska gum kuch khas nahi hai
kuch bhi mere pas nahi hai iska gum kuch khas nahi hai
basti basti geet jo bate basti basti geet jo bate
wo banjara hu mai awara hu
bas do mithe bol jo bole mere man ke bhed wo khole
bas do mithe bol jo bole mere man ke bhed wo khole
pyar hai jiwan pyar hai dunia pyar hai jiwan pyar hai dunia
pyar ka mara hu mai awara hu
yu na mujhko dekh hasina muskil ho jayega jina
are yu na mujhko dekh hasina muskil ho jayega jina
tu chanda ki chandani mai tu chanda ki chandani mai
tuta tara hu mai awara hu
mera rasta meri manzil meri manzil mera rasta
mai awara hu mai awara hu