o nirdayi insaan nirdayi insaan
o nirdayi insaan nirdayi insaan
bhul mat kar karni teri sab dekhta bhagwan
o nirdayi insaan nirdayi insaan
maine kya tera bigada hai bata
de raha kis jurm ki mujhko saza
kar raha kyu haye kyu meri zindagi viran
o nirdayi insaan nirdayi insaan
kah rahi hai ye zanzire sun jara
maarne wale se rakhwala bada
nirbalo ki mushkile karta wahi aasan
o nirdayi insaan nirdayi insaan
aasman fat pado mita do duniya
suraj uglo aag jala do duniya
sagar umado aaj baha do duniya
tufano aandhiyo uda do duniya
is duniya me insaan nahi
yaha dharm nahi imaan nahi
imaan nahi imaan nahi
baaje re madhur madhur man been suhavan
ang ang mora naache re
baaje re madhur madhur man been suhavan
ang ang mora naache re
baaje re
magan hai duniya sari
khili sukh ki ujiyari
magan hai duniya sari
khili sukh ki ujiyari
lage pyari matwari umango ki phulwari
rang me dubi firti preet
nayi dhun gaaye nayi dhun gaaye
nayi dhun baaje re
baaje re madhur madhur man been suhavan
ang ang mora naache re
baaje re
tumhi ne swarg basaya
rup dharti ka sajaya
tumhi ne swarg basaya
rup dharti ka sajaya
tumhi se humne paya amar khushiyo ki chhaya
aaj to sawan ka har kaam kare jhankar
jhanan jhankar jhanan jhankar
jhanan jhan baaje re
baaje re madhur madhur man been suhavan
ang ang mora naache re
baaje re
chale aao ji meri gali saajna
mere man ka papiha bole piya piya
chale aao ji
chale aao ji meri gali saajna
mere man ka papiha bole piya piya
rakhu palko me tumko rajna
mere man ka papiha bole piya piya
chale aao ji
gora mukhda hai chanda ki jhalak
gora mukhda hai
gora mukhda hai chanda ki jhalak
kale balo me nagin ki lachak
muskurau to
muskurau to hotho pe khile
matwari bijuriya ki chamak
matwari bijuriya ki chamak
balkhati si
balkhati si dolu mai jhumti
mere man ka papiha bole piya piya
chale aao ji meri gali saajna
mere man ka papiha bole piya piya
chale aao ji
teri duniya sajane aayi hu
teri duniya
teri duniya sajane aayi hu
matwali baharo si chhai hu
tujhe apna banane ke liye
bharke masti isharo me layi hu
bharke masti isharo me layi hu
muh phero na
muh phero na aise saajna
mere man ka papiha bole piya piya
chale aao ji meri gali saajna
mere man ka papiha bole piya piya
rakhu palko me tumko rajna
mere man ka papiha bole piya piya
chale aao ji
bal na vidhaya aur na sahas kam aata
hoke rahta wo jo likh deta vidata
samay se hara savyam bhagwan hai
aadmi nirbal samay balwan hai
aadmi tinka samay tufan hai
aadmi nirbal samay balwan hai
aadmi tinka samay tufan hai
pas jiske raz tha sukh tha bhawan the
naam tha eshvary tha dhan tha ratan the
jo parja ka tha dulara paran pyara
sawrag ko dharti pe tha jisne utara
aaj uska ho raha apman hai
aadmi nirbal samay balwan hai
aadmi tinka samay tufan hai
dusro ki nav ka jo tha khivaiya
besahare hai usi ki aaj naiya
jo kabhi deta raha sabko sahara
ja raha wo thokare khata bechara
mangta sabse daya ka dan hai
aadmi nirbal samay balwan hai
aadmi tinka samay tufan hai
maane na, maane na mora bichhua bole
maane na, maane na mora bichhua bole
bhed jiya ke haye khole khole khole
maane na haye maane na
naino me samayi piya chhavi tori
naino me samayi piya chhavi tori
preet muskayi mori chori chori
lahrati jaau main to
balkhati jaau haye
nanha sa jiya mora dole dole dole
maane na, maane na mora bichhua bole
bhed jiya ke haye khole khole khole
maane na haye maane na
ankhiyo se ankhiya mili hai jabse
ankhiyo se ankhiya mili hai jabse
laaj ki maari main firu tabse
kabhi ghabrau main to kabhi sharmau
kaahe dhadke hai jiya mora haule haule haule
nanha sa jiya mora dole dole dole
maane na, maane na mora bichhua bole
bhed jiya ke haye khole khole khole
maane na haye maane na
kaun jatan kar tum tak aau
in ankhiyan ki pyas bhujau
kaun jatan kar tum tak aau
in ankhiyan ki pyas bhujau
haye karu kya rah na sujhe
ghere hai andhiyare
aao meet hamare jiya tumko pukare
aao preetam pyare aao
mai tumse bichhdi hu aise
sanjh se dur sawera jaise
mai tumse bichhdi hu aise
sanjh se dur sawera jaise
hum tum dono dur bhaye jo
nadiya ke do kinare
aao meet hamare jiya tumko pukare
aao preetam pyare