chanchal chanchal, chanchal chanchal
chanchal chanchal, chanchal chanchal
chanchal chanchal, chanchal chanchal
ek naar naveli dekhi hai
chanchal chanchal, chanchal chanchal
ek chhain chhabili dekhi hai
chanchal chanchal, chanchal chanchal
ek naar naveli dekhi hai
ek chhain chhabili dekhi hai
muskaati hui, sharmaati hui,muskaati hui, sharmaati hui
apni dhun me lahraati hui, lahraati hui
balkhati hui, ek naar naveli dekhi hai
chanchal chanchal, chanchal chanchal
ek naar naveli dekhi hai
ek chhain chhabili dekhi hai
dharti ko kagaj main banaun
saat samander syaahi, sare jungle kalam banaaun
lun main teri gawahi re sajna, lun main teri gawahi
tera rup likha nahi jaaye sajna, rup likha nahi jaaye

ek tandav dushmani ka yuddh me aisa hua
dao pe sab kuch laga kar dharm ne khela juaa
apni shakti ki dhvaja hatho me lahrata hua
vo chala ran bakuro me shastr par sadha hua
koun hai jo rok paye aaj iske vaar ko
chakraviyu me bhi abhimanyu na mane har ko
shastruo ne dar ke lekin ye kiya shadiyantra hai
vir ko dhokhe se mare kayaro ka mantra hai
sabne milke adkhile ek phool ki le li bali
har disha me jaise nadiya rakt ki bahane chali
kaal kyu tharthrata hai kyu gagan kahana chahta hai
kaal kyu tharthrata hai kyu gagan kahana chahta hai
barse aaba har disha me hai kharabi parathana me
gali nagaro me hai aag bano me bal ka ahnkar hai
arman chamke hai jharne kadabi hai hamse na taiyar hai
bhadki jvala hai faja me bandhuo ki is katha me
vade aur aankhon me dhadkan me sanso me anjana bhay chha gya
bharpur dekhe hai kuch aaj soche hai ye mai kaha aa gya
jay vijay ki kamna me rakt bikhra har disha me
kaal kyu tharthrata hai kyu gagan kahana chahta hai
barse aaba har disha me hai kharabi parathana me
ha ye ganga ka pyara beta hai ban saiya par pyasa leta hai
jab pyase adhar bulate hai arjun hi pyas bujhate hai
ye kaise nate rishte hai pahiye me kaal ke piste hai