he gali gali
gali gali maine tujhe dhudha sanam
dhudha sanam ab mila hai tera thikana
gali gali maine tujhe dhudha sanam
dhudha sanam ab mila hai tera thikana
mere samne teri surat ab kya kisi ki jarurat
tujhe pake aisa laga hai kuch or nahi kuch pana
gali gali maine tujhe dhudha sanam
dhudha sanam ab mila hai tera thikana
masti chad gayi tere hi rup ki
kaisa nasha dolu mai jhumti
mausam pyara ye pyara najara fir bhi koi kami
meri bahe khali khali baho me tu jo nahi
aanhko me bhar gayi
dil me utar gayi dil hua mastana
gali gali maine tujhe dhudha sanam
dhudha sanam ab mila hai tera thikana
mere samne teri surat ab kya kisi ki jarurat
tujhe pake aisa laga hai kuch or nahi kuch pana
gali gali maine tujhe dhudha sanam
dhudha sanam ab mila hai tera thikana
chanda tara mange to dedu sanam
chanda thanda tara bahut hi garam
oro se bhage o dil tujhe mange
de de to dil o sanam
aa bhi jane do waqt aane do
de denge sab tumko hum
khwabo ki manjil dunia ka hasil
hai tumko pana
he gali gali
gali gali tujhe maine dhudha sanam
dhudha sanam ab mila hai tera thikana
mere samne teri surat ab kya kisi ki jarurat
tujhe pake aisa laga hai kuch or nahi kuch pana
gali gali maine tujhe dhudha sanam
dhudha sanam ab mila hai tera thikana
ab mila hai tera thikana
ab mila hai tera thikana
ang ang me chhand bhare hai aankho se chhalke pyaar
ang ang me chhand bhare hai aankho se chhalke pyaar
man ko bas me kar leti hai man ko bas me kar leti hai
teri paayal ki jhankaar
ang ang me chhand bhare hai aankho se chhalke pyaar
hontho me tere madira ka pyala
hontho me tere madira ka pyala
sara badan tera jaise madhushala
ta thaiya ta thaiya naache jawani
ta thaiya ta thaiya naache jawani
jhoom ke aayi bahaar
ang ang me chhand bhare hai aankho se chhalke pyaar
roop dikha de ras barsaa de roop dikha de ras barsaa de
pyaasi nazar ki pyaas bujha de
murli jo seene se tu laga le murli jo seene se tu laga le
veena baje bin taar
ang ang me chhand bhare hai aankho se chhalke pyaar
man ko bas me kar leti hai man ko bas me kar leti hai
teri paayal ki jhankaar
ang ang me chhand bhare hai aankho se chhalke pyaar
mamalu mamalu he papalu papalu
mamalu mamalu he papalu papalu
dunia ki mahfil me ham aakar ye sikhe
apna bana lo kisi ko ya ban jao kisi ke
dunia ki mahfil me ham aakar ye sikhe
apna bana lo kisi ko ya ban jao kisi ke
mamalu mamalu he papalu papalu
mamalu mamalu he papalu papalu
dilbar dilbar dekha jis waqt
dil layi hu dil le lo
dil mera dil mera gaya us waqt
mere dil se tum khelo
khushiyo ka musam hai masti ka alam hai
khushiyo ka musam hai masti ka alam hai
akhtar akhtar aankh teri guftar fu re nur bhari
akhtar akhtar aankh meri
mamalu mamalu he papalu papalu
mamalu mamalu he papalu papalu
dunia ki mahfil me ham aakar ye sikhe
apna bana lo kisi ko ya ban jao kisi ke
mamalu mamalu he papalu papalu
mamalu mamalu he papalu papalu
mahubu mahubu mera si sapne hai aankho me
khwabo khyalo me hoga nahi jadu hai bato me
aaj na hum dil todenge jo mangoge hum de denge