he maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
are maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
maal ke bina jina lohal ho gaya
maal ko dekhe salo saal ho gaya
he maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
maal ke bina jina lohal ho gaya
maal ko dekhe salo saal ho gaya
he he he ham bhi rahte bangle me
ham bhi firte motar me
paas apne paisa hota, baithe hote hotal me
aap chal ke aati, har cheej jaruri hoti
maal jo hota paakit me
har hasrat puri hoti
mana fakir hain ham, dil ke amir hain ham
mana fakir hain ham, dil ke amir hain ham
sab pyar ka kamal hain
maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
maal hain to taal hain, varna tu kangal hain
maal ke bina jina lohal ho gaya
maal ko dekhe salo saal ho gaya
garib pe daya karo bhagwaan
ja malik kare sabka bhala
garib pe daya karo bhagwaan
ja malik kare sabka bhala
garib pe daya karo bhagwaan
ja malik kare sabka bhala
pehla pehla pyar laai hu tere liye tere liye
ho aankho me khumar laai hu tere liye tere liye
ho baba ye dil ka sawal hai tera kya khayal hai
socha kya mere liye
pehla pehla pyar laai hu tere liye tere liye
dil lene ki jaan lene ki tujhme hai kala
koi bach na paya tujhse aisi tu bala
ho jang chede mere liye mera kya kasur
koi mere ya ki jiye mera kya kasur
dil lene ki jaan lene ki tujhme hai kala
koi bach na paya tujhse aisi tu bala
ho jang chede mere liye mera kya kasur
koi mere ya ki jiye mera kya kasur
kitne dil biche hai tere kadmo ke niche
ho duniya mere piche lekin mai tere piche
ho baba ye dil ka sawal hai tera kya khayal hai
socha kya mere liye
pehla pehla pyar laai hu tere liye tere liye
saat samundar paar karu mai pyar ki khatir
takhto taaj bhi thukra du yaar ki khatir
tera kya bharosa teri katil hai ada
aaj mere sath hai tu kal kya pata
saat samundar paar karu mai pyar ki khatir
takhto taaj bhi thukra du yaar ki khati
tera kya bharosa teri katil hai ada
aaj mere sath hai tu kal kya pata
najuk najami degi tu sath kya mera
dekha kaha achhi tarah tune dil mera
ho baba ye dil ka sawal hai tera kya khayal hai
socha kya mere liye
pehla pehla pyar laai hu tere liye tere liye
aankho me khumar laai hu tere liye tere liye
ye dil ka sawal hai tera kya khayal hai
socha kya mere liye
aa ra ra aa ra ra tara tara
aa ru ra ra aa ru ra ra tara tara
aa ru ra ra aaru ra ra
meri rato me mere khwabo me
meri sanso me tum hi tum
aa ru ra ra aa ru ra ra tara tara
aa ru ra ra aa ru ra ra
aa ru ra ra aa ru ra ra tara tara
aa ru ra ra aa ru ra ra
tere naam kar di jawani
ye jawani jo teri diwani
na jawani hai kya mere dilbar
tujh pe kurba meri jindagani
dil me jal jal ke mar jayenge hum
pyar se agar kisi se miloge
hai kasam tumko meri wafa ki
tum bhi mujhpe bharosa karoge
meri rato me mere khwabo me
meri sanso me tum hi tum
dil ki raho me meri baho me
dil ki panaho me tum hi tum
tum tum tum
na re na ha ha ha
na ye nind me raat khona
ise pyar me kat dije
agar jindagi char din ki
to do din hame bant dije
ke mai hu tumhare liye hi
jara sa magar sabra kije
nili aankhon me khokar rahoge
nile ambar se vada to kije
meri rato me mere khwabo me
meri sanso me tum hi tum
dil ki raho me meri baho me
dil ki panaho me tum hi tum
tum tum tum
chirago ki kya hai jarurat badan ke ujale hai kafi
sharabo ki lali na chaho lvo ki ye pyali hai kafi
mast aankhe bulati hai tumko hoth dawat tumhe de rahe hai
is jaha me jawa hai hajaro par tumhe sath hum le rahe hai
meri rato me mere khwabo me
meri sanso me tum hi tum
dil ki raho me meri baho me
dil ki panaho me tum hi tum
he maal hai to taal hai varna tu kangal hai
maal hai to taal hai varna tu kangal hai
dekhte hi dekhte kamaal ho gya
kal ka sansar maalamaal ho gya
maalamaal maalamaal maalamaal maalamaal
he maal hai to taal hai varna tu kangal hai
maal hai to taal hai varna tu kangal hai
dekhte hi dekhte kamaal ho gya
kal ka sansar maalamaal ho gya
maalamaal maalamaal maalamaal maalamaal
hota nahi jo maal udhar sona padta sadko par
panch sitare hotele khulti kaha se botaale
chaye hai cofee hai leman hai cola hai whisky hai
silta kaha se sut ye milte kaha se but ye
hoti kaha sang raniya pakati kaha virayaniya
khate hum bas thokare milti kaha motare
khate hum bas thokare milti kaha motare
maal hai to taal hai varna tu kangal hai
maal hai to taal hai varna tu kangal hai
dekhte hi dekhte kamaal ho gya
kal ka sansar maalamaal ho gya
maalamaal maalamaal maalamaal maalamaal