Main kadam kadam
Badalta hoon yanhi
Ye zindgi baldalti hi nahi
Hai lafzon ki kami
Main idhar udhar fisalta hi raha
Ye man kabhi sambhalta hi nahi
Hoon yaadon mein chupa
Ye shaam kaise rang si hai
Uddti utarati patang si hai
Main kal ki raahon mein hoon pasaa
Ye waqt bhi mujhe bhulaa gaya
Main ghadi ghadi bekhabar hi tha
Kya raaj mere dil mein hai chupaa
Hai naam kya mera?
Kyun? sawalon ki lahar mujhe mili
Main ghul gay samya ki aag thi
Ye nazmein bhi ghul gaye
Ye raastein kyun alag se hain
Likhate tahalte kalam se hain
Main kal ki saanson mein hoon chupa
Ye waqt bhi mujhe bhulaa gaya
Ye shaam kaise rang si hai
Uddti utarati patang si hai
Main kal ki raahon mein hoon pasaa
Ye waqt bhi mujhe bhulaa..
Ye raastein kyun alag se hain
Likhate tahalte kalam se hain
Main kal ki saanson mein hoon chupa
Ye waqt bhi mujhe bhulaa gaya
Dartein hum maar khaane se
Phir bhi firr jaatein anjaane e
dekho aagaye kon hai
Tu murga hai vo daal hai
(x2)
Actually!
One second, please
Thank you
Only when youre angry
Youre dreaming in your bed
Youre thinking your one superman
Only in your head
Your one to pk fighteraa
Youre great his in maker
???
And get one reality checker
Jhagde to hote rehte
Khote rahte hosah jab
Sab soche baaj ab
Ek hi hai tareeka
Rabb kon hai seedha kon hai
Maara kon hai peeta kon hai
Hinsaa karke toh koi ni jeetata
Band karo lafaa chanta
Kabhui tune pyaar baanta
Hassaya kisi ko ya sabko tune rulaya
Kya tu paaya dukh deke
Saari badduaa kpo leke
Khaane se jyada beta maar tu khaaya
Beta maar tu khaaya chanwaattt.....
Chaati choddi karke ab na
Body sody kass ke dekho
Jaa raha hai hass ke par
Kaayega vo, fattke!
Haanth mein hain
Aur hum humesha fastein hain
De dum daba ke kattein
Phir bhi nahi samjhte hain
Dhai kilo bakwaas
200gm ke haanth
Fatti hai chuhe se
Phir kaahe ki aukaat
Jab tak bak-bak kara rahega
Aur bin asoche samjhe tu bakte rahega
Agar choti-choti baaton par tu ladte rahega
Toh duniya pe bojh tu banke rahega
Jo kutte jyada bhokte,
Vo kabhi nahi kaatte
Jo dartein vo pange kyu lete aag se...
naale naale naale.....
Dartein hum maar khaane se
Phir bhi firr jaatein anjaane e
dekho aagaye kon hai
Tu murga hai vo don hai
(x2)
Saansein meri ab befikar hain
Dil mein base kaise yeh pal hain
Baatein sambhal jaa rahi hain
Palkon mein yoon hi hansi hai
Man mein chhupi kaisi yeh dhun hai
Har khaahishein uljhi kidhar hain
Pairon se zakhmi jameen hai
Nazrein bhi thehri hui hain
Hai ruki har ghadi
Hum hain chalein raahein yahin
Yeh manzilein humse khafa thi
In par chayi oss si bewafa thi
Baahon mein ab khoyi hain raatein
Haathon mein khuli hain yeh shaamein
Yeh subha hai nayi
Hum hain chalein raahein yahin
Main apne hi mann ka hausla hoon
Hai soya jahan par main jaga hoon
Main peeli sehar ka nasha hoon
Main madhosh tha ab main yahan hoon
Saansein meri ab befikar hain
Dil mein base kaise yeh pal hain
Naghmein khile hain ab saare
Pairon tale hain mashalein
Thamm gayi hai zameen
Hum hain chalein raahein yahin
Main apne hi mann ka hausla hoon
Hai soya jahan par main jaga hoon x (2)