tere jaisa pyara koi nahi hamko tujhse pyara koi nahi
tere siva hamara koi nahi
tere jaisa pyara koi nahi hamko tujhse pyara koi nahi
tere siva hamara koi nahi
tere jaisa pyara koi nahi hamko tujhse pyara koi nahi
hota hai jab sang tera rang mera khilta hai
hota hai jab sang tera rang mera khilta hai
bahon mein teri aakar chain bahut milta hai
gup chup karti hai batein jaise teri hai aankhein
gup chup karti hai batein jaise teri hai aankhein
aisa sitara koi nahi
tere jaisa pyara koi nahi siva tere hamra koi nahi
tere jaisa pyara koi nahi hamko tujhse pyara koi nahi
tujhse hath milaya to ruth gaya har daman
tujhko dost banaya to duniya ban gayi dushman
tere kareeb huye jabse sabse dur huye tabse
tere kareeb huye jabse sabse dur huye tabse
ab to sahara koi nahi tere jaisa pyara koi nahi
siva tere hamara koi nahi tere jaisa pyara koi nahi
hamko tujhse pyara koi nahi tere siva hamara koi nahi
tere jaisa pyara koi nahi hamko tujhse pyara koi nahi
la la la la la la
jina hai to ji bhar hans lo
jina hai to ji bhar hans lo
jina hai to ji bhar hans lo
jina hai to ji bhar hans lo
jindagi do din ki
jindagi do din ki
kal na jaane kya ho
jina hai to ji bhar hans lo
jina hai to ji bhar hans lo
sukh dukh to aate jaate hai
sukh dukh to aate jaate hai
aane jane walo ko dil se na bandho tum
aane jane walo ko dil se na bandho tum
jina hai to ji bhar hans lo
jina hai to ji bhar hans lo
hanste chalo ruthi baharo par
hanste chalo ruthi baharo par
apne tute khawabo par jhute saharo par
apne tute khawabo par jhute saharo par
jina hai to ji bhar hans lo
jina hai to ji bhar hans lo
aanewala kal to sapna hai
aanewala kal to sapna hai
ye pal keval apna hai, isko na khona tum
ye pal keval apna hai, isko na khona tum
jina hai to ji bhar hans lo
jina hai to ji bhar hans lo
jindagi do din ki
jindagi do din ki
kal na jaane kya ho
jina hai to ji bhar hans lo
jina hai to ji bhar hans lo
jina hai to ji bhar hans lo
kaun yeh aaya mehfil mein, halchal si hai kyun dil mein
rang e badan shola shola loot liya har dil bola
husn mera chhalaka chhalaka main hoon khaabon ki mallika
chhu le agar koi chhaila, ho jaayega badan maila
khaali na jaaye nishaana mera, meri jawaani jamaana mera
teri toh hasti hai kya pagale, saara jamaana deewaana mera
itna bhi kya itraana karake kisiko deewaana
shamma tujhe puchhega kaun agar na ho koyi parwaana
kaun yeh aaya mehfil mein, halchal si hai kyun dil mein
rang e badan shola shola loot liya har dil bola
kaam bhala kya aayegi kab tak ise bachaayegi
chadhati jawaani ki hai yeh nati ek din utar hi jaayegi
ho baat jo mujhse badhaye toh, haath na kuchh bhi aaye toh
jo mann ko chhu le pehale, tan ko wahi chhu paayega
kaun yeh aaya mehfil mein, halchal si hai kyun dil mein
rang e badan shola shola loot liya har dil bola
husn mera chhalaka chhalaka main hoon khaabon ki mallika
chhu le agara koyi chhaila, ho jaayega badan maila
dekho pyaar mein aisa nahi karate
duniyawaalon se kabhi nahi darte
kitane dil tute hain tuta karenge
premi jab tak jag se darenge
dekho pyaar mein dekho pyaar mein
aisa nahi karate duniyawaalo se kabhi nahi darte
kitane dil tute hain tuta karenge
premi jab tak jag se darenge
dekho pyaar mein dekho pyaar mein
aisa nahi karate duniyawaalo se kabhi nahi darte
jaise baadal chalein hawaao mein
jaise panchi ude fijaao mein
chalo aise chale jaise chale pawan
chalo aise chale jaise chale kiran
jaise chale kiran
dekho pyaar mein dekho pyaar mein
aisa nahi karte duniyawaalo se kabhi nahi darte
kitne dil tute hain tuta karenge
premi jab tak jag se darenge
dekho pyaar mein dekho pyaar mein
aisa nahi karate duniyawaalo se kabhi nahi darte
deepak darte nahi kabhi raaton se
premi darte nahi kabhi baaton se
chalo aise khile jaise khile chaman
chalo aise mile jaise man se badan
jaise mann se badan
dekho pyaar mein dekho pyaar mein
aisa nahi karate duniyawalo se kabhi nahi darte
kitane dil tute hain tuta karenge
premi jab tak jag se darenge
dekho pyaar mein dekho pyaar mein
aisa nahi karate duniyawalo se kabhi nahi darte
kitane dil tute hain tuta karenge
premi jab tak jag se darenge
pyaar karte hai hum tumhe itna
pyaar karte hai hum tumhe itna
do aankhe toh kya do jahaan me samaaye na jitna
pyaar karte hai hum tumhe itna
do aankhe toh kya do jahaan me samaaye na jitna
pyaar karte hai hum tumhe itna
dil me kab tak karoge basera
dil me kab tak karoge basera
saath kab tak na chhod oge mera
dharti chhod i na suraj ka phera
saath chhod enge yu hum na tera
pyaar karte hai hum tumhe itna
do aankhe toh kya do jahaan m samaaye na jitna
pyaar karte hai hum tumhe itna
jindagi ka tumhi ho iraada
jindagi ka tumhi ho iraada
yaad rakhoge kya tum yeh waada
nahi bhulenge hum tumhe aise
dil na bhule dhadkana jaise
pyaar karte hai hum tumhe itna
do aankhe toh kya do jahaan m samaaye na jitna
pyaar karte hai hum tumhe itna
jite hai hum tumhaare sahaare
jite hai hum tumhaare sahaare
din gujarate hai kaise tumhaare
ab judaai na seh paayenge hum
tumse bichhade toh mar jaayenge hum
pyaar karte hai hum tumhe itna
do aankhe toh kya do jahaan m samaaye na jitna
pyaar karte hai hum tumhe itna