o meri chudi khanak uthi raat me
aa bhige hum dono barsat me
o meri chudi khanak uthi raat me
aa bhige hum dono barsat me
ho maja aayega is mulakat me
aa bhige hum dono barsat me
chhnan chhnan bole mere pairo ki payal
gori teri payal kare dil mera ghayal
o chal thumke laga mere sath me
aa bhige hum dono barsat me
o meri chudi khanak uthi raat me
aa bhige hum dono barsat me
rimjhim shokh rimjhim
mausam hai nashila kya karu
mane kuch na mane
dilbar hai rangila kya karu
yahi to hai apne milan ki ghadi
roke se bhi na ruke ye bundo ki jhadi
dede hatho ko mere hath me
aa bhige hum dono barsat me
ho maja aayega is mulakat me
aa bhige hum dono barsat me
chhayi ho ghata chhayi
phir sawan ka mahina aa gaya
bahka ha main bahka
mujhe aankho se peena aa gaya
mere gore gaalo se jo pani tapke
aisa lage phulo se jawani tapke
o lagi thandi agan jajbaat me
aa bhige hum dono barsat me
o meri chudi khanak uthi raat me
aa bhige hum dono barsat me
ho maja aayega is mulakat me
aa bhige hum dono barsat me
aa bhige hum dono barsat me
aa bhige hum dono barsat me
hasi sama hai pyar ka, jara mere karib aa
hasi sama hai pyar ka, jara mere karib aa
matwala dilkah raha, lali labo ki chura
hasi sama hai pyar ka, jara mere karib aa
hota hai jo is raat me
hone de hone de ab hone de
do char pal in baaho me
sone de sone de ab sone de
bikhri huyi julfe meri
aake inhe tu saja
mujhe tera khumar hai
kahin na ab karar hai
matwala dilkah raha, lali labo ki chura
hasi sama hai pyar ka, jara mere karib aa
betabiya badhne lagi
jadu hai jadu hai teri baato me
madhosh main ho jaunga
koi to nasha hai teri aankho me
nadaniya ho jayengi, na chhed yu dilruba
nahi nahi abhi nahi, khata na ho koi kahin
matwala dilkah raha, lali labo ki chura
hasi sama hai pyar ka, jara mere karib aa
hasi sama hai pyar ka, jara mere karib aa
ye kya mujhe ho gaya, jane kahan kho gaya
galon se khelu mai hotho ko chhulu mai
galon se khelu mai na baba na
hotho ko chhulu mai na baba na
balo se khelu me na baba na
baho mein lelu mai na baba na
teri yeh na na ha kab hogi
bol zara meri jane jan
galon se khelu mai na baba na
hey hotho ko chhulu mai na baba na
gore gore galo wali
kale kale baalo wali
tune mera hosh udaya
aisi mulakato ne hi
teri inhi bato ne hi
mera sukh chain churaya
ho aaj nahi to kal manengi
dil jani mera kehna
naina ladayegi na baba na
chaina churayegi na na na na
chakkar chalayegi na baba na
milne ko aayegi na baba na
mujhe pehchanegi tu
ek din manengi tu
chahe mujhe jitna jala le
kabhi nahi manungi mai
nahi pehchanungi mai
ja re ja anaadi dilwale
ho jaane tamanna tod ke na ja
mere is dil ka sapna
apna banayegi na baba na
dil me basayegi na na na na
sapna sajayegi na baba na
pehlu me aayegi na baba na
zindagi char din kuch nahi pyar bin
yu jo tadpayegi pichhe pachhtayegi
sun meri dilruba kya tujhe hai pata
jism tu jaan main honge kaise juda
kore kagaj pe likhwale
jo kuch hai mera apna
sehra sajau mai ha baba ha
doli le aau mai ha baba ha
dulhan banau mai ha baba ha
kaliya bichhau mai na baba ha
teri aankhon se mere sajan
dur nahi mujhko rehna
galon se khelu mai ha baba haan
hotho ko chhulu mai ha baba ha
balo se khelu mai ha baba ha
baho mein lelu mai ha baba ha
dil tujhe main dungi chori chori
main to hu teri prem chakori
tere karib aayi, jalwo ka rup layi
tere karib aayi, jalwo ka rup layi
pyar se to de mujhe sada
dil tera main lunga chori chori
main luta tere pyar me gauri
teri ada ke shole, meri najar me dole
teri ada ke shole, meri najar me dole
tujhpe hua hu main fida
dil tujhe main dungi chori chori
main luta tere pyar me gauri
najar se mili najar, hua dil pe wo asar
najar se mili najar, hua dil pe wo asar
najar se mili najar, hua dil pe wo asar
kaha dil ne pyar kar, is dil ki bekarari
karti hai tujhse yaari ha
is dil ki bekarari, karti hai tujhse yaari
chhane laga tera hi nasha
dil tera main lunga chori chori
main luta tere pyar me gauri
tere karib aayi, jalwo ka rup layi
tere karib aayi, jalwo ka rup layi
pyar se to de mujhe sada
dil tera main lunga chori chori
main to hu teri prem chakori
ab jo tera haal hai, wahi mera haal hai
ab jo tera haal hai, wahi mera haal hai
ab jo tera haal hai, wahi mera haal hai
hua ye kamal hai, harpal nayi khushi hai
chahat hai zindagi hai, harpal nayi khushi hai
chahat hai zindagi hai
aane laga jeene ka maja
dil tujhe main dungi chori chori
main to hu teri prem chakori
teri ada ke shole, meri najar me dole
teri ada ke shole, meri najar me dole
tujhpe hua hu main fida
dil tujhe main dungi chori chori
main luta tere pyar me gauri
main tera murga tu meri murgi
ha ha main tera murga tu meri murgi
ruth ke na jaa ruk bedardi
dil ko jalaye phir maska lagaye
pichhe pichhe aaye ab kahe ko manaye
janu mein to janu tera kehna na manu
tera pyar balam hai arji chal hat
main tera murga tu meri murgi
ruth ke na jaa ruk bedardi ha
filmi hero ki tarah
romance karu main
mithun chakravarty banke
dance karu mein
filmi heero ki tarah
romance karu main
mithun chakraborty banke
dance karu mein
hey i am a disco dancer dance kar
i am a disco dancer romance kar
shilpa shirodkar banke road par
banaungi main teri bhurji chal fut
main tera murga tu meri murgi
ruth ke na jaa na jaa ruk bedardi ha
meri zindagi hai jana tu meri jaan hai
mere sone wale ando ki tu khan hai
are samjho na
meri zindagi hai jana tu meri jaan hai
mere sone wale ando ki tu khan hai
gutar gutum gutar gutum
gutar gutum gutar gutum hey
chad gaya upar re
atariya pe lotan kabutar re
gutar gutum gutar gutum
gutar gutum gutar gutum
tune bhari jawani mein
meri halat kaisi kardi chal fut
main tera murga tu meri murgi
ruth ke na jaa ruk bedardi ha
tujhe tv main dilaunga maan bhi jaa
naya freez le aaunga maan bhi jaa
tujhe tv main dilaunga maan bhi jaa
naya freez le aaunga maan bhi jaa
cinema dikhaunga bacche bhi khilaunga
nakhre uthaunga maan bhi jaa
sukh dukh dono mausam ke
hum saathi sath janam ke
ab maan bhi jaao dilbar
zid chhod de ab tu bas kar
agar phir bhi tu na mani mar jaunga o jani
teri zid ke aage haar gayi
na kar tu gunda gardi aana
tu mera murga ha main teri murgi
ruth ke na jaa aa aa ruk bedardi
ae ae come on come on
everybody sing and enjoy
aauch aagaya re
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
munda koi na fasa
yaar itne saal mein
saal mein saal mein saal mein
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
are gore gore gal gal pe
kala kala til haye
shayar pe likhe shayari
aashiq dede dil are waah
in aankho ki neende leke are waah re
in aankho ki neende leke
mera chain chura ke
na jaane wo katil mera
kaha chhupa hai jaake
main to dubi rehti hu
uske khayal mein
main to dubi rehti hu
uske khayal mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
munda koi na fasa
yara itne saal mein
saal mein haye saal mein saal mein
are jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
o meri jaan ka dushman ban gaya
mera yeh joban
koi na suljhaye aake
meri yeh uljhan
uske pyar mein pagal hoke
uske pyar mein pagal hoke
ban gayi main deewani
aise hi na dhal jaaye
meri bharpur jawani
pana hai pana use
to har haal mein
are pana hai pana use
to har haal mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein
munda koi na fasa
yaro itne saal mein
saal mein haye saal mein saal mein
jhumri talaiya se
pahunchi nainital mein
khabar mili milega
wo mujhko bhopal mein