sapno ka baadal tujhe bulaye
jeene ki khwahish ko yeh jhulaye
ho sapno ka baadal tujhe bulaye
jeene ki khaahish ko yeh jhulaye
tera har kadam jo
tera har kadam jo khuddari ka ho
aise me yeh safar sone pe suhaga ho
sapno ka baadal tujhe bulaye
jeene ki khaahish ko yeh jhulaye
kathin hai agar rasta tu fikar na kar
kathin hai agar rasta tu fikar na kar
udne ki koshish me nikal aayenge par
khuli aankho se dekh tu sapna
khuli aankho se dekh tu sapna
sar utha ke jee
sar utha ke, sar utha ke jee
sar utha ke, sar utha ke jee
sar utha ke, sar utha ke jee
sar utha ke jee
sapno ko ginte ginte subah jo ho gayi
apne hi saaye me dhundhu chhaiya sapne dekhne
ho sapno ko ginte ginte subah jo ho gayi
apne hi saaye me dhundhu chhaiya sapne dekhne
suraj ki tapish mein meri chandini kho gayi
pal bhar ki bhi na chhutti thoda pichhe mudke dekhne
sapno ko ginte ginte subah jo ho gayi
ho apna apna mitha sapna satrangi ke neeche dafnaa
ho apna apna mitha sapna satrangi ke neeche dafnaa
hai pada din bhar woh dekhe nanhe kandhon ki kamaan
hai bojhil bojhil aasmaan
peeth hi tuti kismat ruthi chuhon ki is race me
sapnon ko ginte ginte subah jo ho gayi
apne hi saaye main dhundhu chhaiya sapne dekhne
ghoom ghoom ghoom ghoom ghoom ghoom ghoom ghoom
ghoom gayi re ghoom gayi, ghoom gayi re ghoom gayi
ghoom gayi re ghoom gayi
are ghoom gayi duniya apni apne hi sar pe ha re ha
are jhoom gayi re jhoom gayi
are jhoom gyi duniya apni apne hi dar pe ha are ha
chaabi ko tu aise ghuma le, ghuma le ha
raftar me fir main aur tu teji kamaa le ha
chaabi ko tu aise ghuma le, ghuma le ha
raftar me fir main aur tu teji kamaa le ha
din me taare main dikhau, khajane ko chun ke laau
ghoom gayi re ghoom gayi
are ghoom gayi duniya apni apne hi sar pe ha re ha
sapno ko thodi si hawa kya di vo udd gaye ha ha ha
apno ko thodi si wafa kya di vo jud gaye ha ha ha
din me taare main dikhau, khajane ko chun ke laau
ghoom gayi re ghoom gayi
are ghoom gyi duniya apni apne hi sar pe ha re ha
are jhoom gayi re jhoom gayi
are jhoom gayi duniya apni apne hi dar pe re ha are ha
chaabi ko tu aise ghuma le, ghuma le ha
raftar me fir main aur tu teji kamaa le ha
chaabi ko tu aise ghuma le, ghuma le ha
raftar me fir main aur tu teji kamaa le ha
din me taare main dikhau, khajane ko chun ke laau
ghoom gayi re ghoom gayi
chulhe ke angaarey jaise pehle tadpaate haatho ko
tab nasib roti hoti hai
chulhe ke angaarey jaise pehle tadpaate haatho ko
tab nasib roti hoti hai
jivan saar yahi hai manwa
tu kar, mat darr angaaro pe chalna hai sahi
yahi jivan jyoti hai
chulhe ke angaarey jaise pehle tadpaate haatho ko
tab nasib roti hoti hai
jivan saar yahi hai manwa
tu kar, mat darr angaaro pe chalna hai sahi
yahi jivan jyoti hai, yahi jivan jyoti hai
hawa hawai hawa hawai hawa hawa
hawa hawai hawa hawai hawa hawa
matwale matwale nikle tod ke sare tale nikle
lakh hajaro sapno ko bunte
matwale matwale nikle tod ke sare tale nikle
lakh hajaro sapno ko bunte
bharli udan chhune aasman
bharli udan chhune aasman
apna jaha banane nikle hai
matwale matwale nikle tod ke sare tale nikle
lakh hajaro sapno ko bunte
matwale matwale nikle tod ke sare tale nikle
lakh hajaro sapno ko bunte
ham sapno ki udan tashtari, dekho hawa kaha le gayi
mamuli ban gayi special, double mitti makhmali
ekloti anokhi express chal padi
ekloti anokhi express chal padi
hawa hawai hawa hawai hawa hawa
hawa hawai hawa hawai hawa hawa
matwale matwale nikle are tod ke sare tale nikle