People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 8 *

Naino Ke Teer
Music: Nissar Bazmi
Lyricist: Saba Afghani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Halla-Gulla/Nainon-Ke-Tir-Jid
ho ho
naino ke teer jidhar tut pade
haay thaam ke dil baith gaye bade bade
nagar nagar dagar dagar idhar udhar
nagar nagar dagar dagar idhar udhar

aisi tiro se to na hum ghabraaye
aisi tiro se to na hum ghabraaye
ho dekhi hai humne badi badi adaaye
ho badi badi adaaye
ho badi badi adaaye
aisa na ho ki abhi hosh chale jaaye
aisa na ho ki abhi hosh chale jaaye
vo kaise, naino ke teer jidhar tut pade
thaam ke dil baith gaye bade bade
nagar nagar dagar dagar idhar udhar
nagar nagar dagar dagar idhar udhar

aise kaha se aaye tum matwaale
aise kaha se aaye tum matwaale
ho humko jo dekho vo dil apna sambhale
aji dil apna sambhale
aji dil apna sambhale
kis ki majaal hai jo hum pe najar daale
kis ki majaal hai jo hum pe najar daale
kyu, naino ke teer jidhar tut pade
thaam ke dil baith gaye bade bade
nagar nagar dagar dagar idhar udhar
nagar nagar dagar dagar idhar udhar

lute jo koi hume khud lut jaaye
lute jo koi hume khud lut jaaye
ho aise to gale pade koi na haay
ho gale pade na haay
ho gale pade na haay
jaise ko taisa tabhi maja aaye
jaise ko taisa tabhi maja aaye
ab na kahna, naino ke teer jidhar tut pade
thaam ke dil baith gaye bade bade
nagar nagar dagar dagar idhar udhar
nagar nagar dagar dagar idhar udhar
Matlab Ki Is Duniya
Music: Nissar Bazmi
Lyricist: Saba Afghani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Halla-Gulla/Chalti-Ka-Naam-Ga
matlab ki is duniya ka hai ye kaisa dastur
ho dukh me ho to paas rahe
aur sukh me ho to dur

jag me chalti ka naam gaadi
jo nikal gaye aji vo sambhal gaye
baithe rah gaye anadi
jag me chalti ka naam gaadi
jo nikal gaye aji vo sambhal gaye
baithe rah gaye anadi

honi thi ho chuki ab kyu pachhataao ji
dil ko samjhaao ji
honi thi ho chuki ab kyu pachhataao ji
dil ko samjhaao ji
rang birangi hai ye duniya
rang birangi hai ye duniya
tum bhi jamane ke sath chalo nahi ruko
o ji nahi ruko, badhte jaao gaadi
jag me chalti ka naam gaadi
jo nikal gaye aji vo sambhal gaye
baithe rah gaye anadi

jag me chalti ka naam gaadi
jo nikal gaye aji vo sambhal gaye
baithe rah gaye anadi
jag me chalti ka naam gaadi
jo nikal gaye aji vo sambhal gaye
baithe rah gaye anadi

accha ji shukariya mushkil to kat gayi
kaaya palat gayi
accha ji shukariya mushkil to kat gayi
kaaya palat gayi
manjil apni ab hai pana
manjil apni ab hai pana
kismat se fir humko chain mile ya na mile
haan mile ya na mile
hum naachenge pichhadi
jag me chalti ka naam gaadi
jo nikal gaye aji vo sambhal gaye
baithe rah gaye anadi

mitti banti hai to himaat hai maut ki
phulo ki khaak ki
mitti banti hai to himaat hai maut ki
phulo ki khaak ki
saare dhandhe hai bani ke
saare dhandhe hai bani ke
ichha ho bhari to jhuke jhuke kadam mile
ho jo kadam mile, chahe ho sej ya sawari
jag me chalti ka naam gaadi
jo nikal gaye aji vo sambhal gaye
baithe rah gaye anadi
Mai Hu Banka Chabila
Music: Nissar Bazmi
Lyricist: Saba Afghani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Halla-Gulla/Main-Hoon-Banka-C
mai hu banka chhabila jawan re
mai hu banka chhabila jawan re
mai albeli nar chhabile bachke raho
mai albeli nar chhabile bachke raho
jaye khali na mere baan re
jaye khali na mere baan re
kar dunga bekar chhabili bachke raho
kar dunga bekar chhabili bachke raho

aaja sunau tuhje geet rasile
geet rasile
aati hai laz mohe rang rangile
mohe rang rangile
aati hai laz mohe rang rangile
dono mile to fir kya baat re
baat hai ye bekar chhabile bachke raho
baat hai ye bekar chhabile bachke raho

aisi akad se kabhi kaam chale na
kaam chale na
paya hai rup to kyu naaj kare na
ji naaj kare na
paya hai rup to kyu naaj kare na
do din ki hai ye chand raat
chhodo ye takrar chhabile bachke raho
chhodo ye takrar chhabile bachke raho

kahna na mana to fir hath malegi
hath malegi
kuch bhi ho meri yahi aan rahegi
yahi aan rahegi
kuch bhi ho meri yahi aan rahegi
ab naahi hogi mulaakat re
tumse gayi mai haar chhabile bachke raho
tumse gayi mai haar chhabile bachke raho
mai hu banka chhabila jawan re
mai hu banka chhabila jawan re
mai albeli nar chhabile bachke raho
mai albeli nar chhabile bachke raho
Koi Tirchi Nazar
Music: Nissar Bazmi
Lyricist: Saba Afghani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Halla-Gulla/Teri-Bhi-Chup-Aur
koi tirchi najar se
dekh raha hai chhup chhup
teri bhi chup aur meri bhi chup
teri bhi chup aur meri bhi chup
koi tirchi najar se
dekh raha hai chhup chhup chhup chhup
teri bhi chup aur meri bhi chup
teri bhi chup haan meri bhi chup

rang rangili sham suhani
tujhe sunaye nayi kahani
pachhtayegi jiwan bhar
jo karegi aana kani
chhod de apni ye nadani
chhod de apni ye nadani
aaja gupchup aaja gupchup
aaja gupchup
koi tirchi najar se dekh raha hai
chhup chhup chhup chhup
teri bhi chup aur meri bhi chup
teri bhi chup aur meri bhi chup

apne sar ki khair mana le
tan ke ujale man ke kale
tere jaise lakho firte pyar jatane wale
chota muh or bade niwale
chota muh or bade niwale
ho ja gupchup ho ja gupchup
ho ja gupchup
koi tirchi najar se dekh raha hai
chhup chhup chhup chhup
teri bhi chup aur meri bhi chup
teri bhi chup aur meri bhi chup

rup dhalega dhup ke jaise
lathi leke chalogi aise
tum jaiso se aankh milake
baat banegi kaise
jaisi tum ho hum bhi waise
jaisi tum ho hum bhi waise
baitho gupchup baithp gupchup
baitho gupchup
koi tirchi najar se dekh raha hai
chhup chhup chhup chhup
teri bhi chup aur meri bhi chup
teri bhi chup aur meri bhi chup
teri bhi chup aur meri bhi chup
teri bhi chup aur meri bhi chup
Dil Pukara Aa Na
Music: Nissar Bazmi
Lyricist: Saba Afghani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Halla-Gulla/O-Dil-Pukare-Aa-J
dil pukare aa na tadpana
hun tera diwana jaise ke parwana
aana bhatak na jana
bhatak na jana

pani ko pyasa pukare
ulte tarike tumhare
duniya me aisa na hua hai na hoga kabhi
chalo yu na chaal na bichhao jaal
bano yu na ga ga ke gana
bhatak na jana, bhatak na jana

teri ada pe mite hai
dar pe tere aa date hai
tujhko na chhodenge
apna banaye bina
na rukega waar teri hogi haar
na milega ja ja thikana
bhatak na jana, bhatak na jana

aisi na bate karo ji
duniya se kuch to daro ji
apna bana lo to hamko jamane se kya
kya ye sach hai baat aji le lo hath
jara dil bhi aa aa milalo
bhatak na jana, bhatak na jana
dil pukare aa na tadpana
hun tera diwana jaise ke parwana
aana bhatak na jana
bhatak na jana
Dil Dhadka Mai Fadka
Music: Nissar Bazmi
Lyricist: Saba Afghani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Halla-Gulla/Dil-Dhadka-Main-F
dil dhadka mai fadka shola ulfat ka
teri aankh mili or bhadka dil dhadka

maine teri chedi sajan
pyar ka sargum
o sajan pyar ka sargum
gaaye piya mora jiya
nachu mai cham cham
ho piya nachu mai cham cham

tu bhi koi geet suna jhum ke balam
jhum ke balam o jhum ke balam
najuk se dil ko mere
najuk se dil ko mere na tadpa
dil dhadka mai fadka shola ulfat ka
teri aankh mili or bhadka dil dhadka

aisa chala mujhpe
tere naino ka jadu
ho tere naino ka jadu
kar hi liya tune
meri duniya pe kabu
ho meri duniya pe kabu
ek najar se hi ye dil jeet gayi tu
ho ye dil jeet gayi tu, jeet gayi tu
dar mujhko ab na raha
dar mujhko ab na raha gadbad ka
dil dhadka mai fadka shola ulfat ka
teri aankh mili or bhadka dil dhadka

dil me kahi kho ja balam
pyar kare hum
o balam pyar kare hum
tumse mile hum to sanam
dil ke mite gum
o sanam dil ke mite gum
man ki lagan dekho sajan
hona kabhi kam
ho sajan hona kabhi kam, ho hona kabhi kam

mausam na aaye kabhi
mausam na aaye kabhi patjhad ka
dil dhadka mai fadka
dil dhadka mai fadka
Yu Na Chedo Balam
Music: Nissar Bazmi
Lyricist: Saba Afghani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Halla-Gulla/Yun-Na-Chhero-Bal
yu na chedo balam koi na aa jaye
yu na chedo balam koi na aa jaye tumko nahi sharam
tumko nahi sharam mohe laz aaye
yu na chedo balam koi na aa jaye

ek to sataye mohe bairi hawaye
aachal udaye kabhi late bikhraye
duje tum to piya mohe na satao piya
mohe na satao tumko to aaye maja
mora jiya jaye balam mora jiya jaye
yu na chedo balam koi na aa jaye

ghunghat se rup gori tera pukare
naina bulaye tere karke ishare
ye sharmili ada kise na lubhaye bata kise na lubhaye
aise me dur bhala kaise raha jaye ho kaise raha jaye
yu na chedo balam koi na aa jaye

kyu aaj pyar bhari karte ho bate
samjhi mai khub sanam tumhari ghate
dekho mori kasam aise na banao mohe
aise na banao kar du shor abhi
pas jo tum aaye ho pas jo tum aaye
yu na chedo balam koi na aa jaye
yu na chedo balam koi na aa jaye
Jaane Kya Baat Huyi
Music: Nissar Bazmi
Lyricist: Saba Afghani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Halla-Gulla/Jane-Kya-Baat-Huy
ho ho ho ho
jaane kya baat hui nain jhuke
uthne lage aaj kadam ruke ruke
o jaane kya baat hui nain jhuke

ho o dhadkan kuch aisi badhi jiya ghabraaye
baat ki naa jaaye chain bhi na aaye
jaadu ke teer koi chalaye
rah rah ke ye kahun haay
o jaane kya baat hui nain jhuke
uthne lage aaj kadam ruke ruke
o jaane kya baat hui nain jhuke

ho o ulfat ke dhang hai
ye milan ki nishani
kab talak akele beetegi jawani
mushkil hai pyaar ki ye paheli
pichhe na tu pachhtaaye
o jaane kya baat hui nain jhuke
uthne lage aaj kadam ruke ruke
o jaane kya baat hui nain jhuke

ho tumne ye bhed mere kaise bhala paaye
nain jab milaaye to samajh me aaye
dil apne baat kaise sunaaye
hum hai to kyu ghabraaye
o jaane kya baat hui nain jhuke
uthne lage aaj kadam ruke ruke
o jaane kya baat hui nain jhuke
uthne lage aaj kadam ruke ruke
o jaane kya baat hui nain jhuke