tere chehre ko mila rang gulabo wala
tere chehre ko mila rang gulabo wala
hai nasha teri nigaho me sharabo wala
tere chehre ko mila rang gulabo wala
hai nasha teri nigaho me sharabo wala
tere chehre ko mila rang
dil-e-betaab thahar aur jara der thahar
dil-e-betaab thahar aur jara der thahar
silsila tut hi jayega hizabo wala
silsila tut hi jayega hizabo wala
tere chehre ko mila rang gulabo wala
dil ki har baat ka ijhaar jaruri to nahi
dil ki har baat ka ijhaar jaruri to nahi
teri nazro ne kiya kaam jawabo wala
teri nazro ne kiya kaam jawabo wala
hai nasha teri nigaho me sharabo wala
tere chehre ko mila rang
wahi surat hai wahi soch me dubi aankhe
wahi surat hai wahi soch me dubi aankhe
hubahu tu mera mehbub hai khwabo wala
hubahu tu mera mehbub hai khwabo wala
tere chehre ko mila rang gulabo wala
ek muddat se hai aawara tabiyat apni
ek muddat se hai aawara tabiyat apni
dil ka andaz wahi khana kharabo wala
dil ka andaz wahi khana kharabo wala
hai nasha teri nigaho me sharabo wala
tere chehre ko mila rang
dil ke har dard ko
hans hanske saha hai humne
dil ke har dard ko
hans hanske saha hai humne
hai sabak ye bhi
mohabbat ki kitabo wala
hai sabak ye bhi
mohabbat ki kitabo wala
pyar karna bahut jaruri hai
kisi pe marna bahut jaruri hai
pyar karna bahut jaruri hai
kisi pe marna bahut jaruri hai
oye mikanto tu nahi jaanto
oye mikanto tu nahi jaanto
pyar se darna bahut jaruri hai
bach ke rahna bahut jaruri hai
pyar se darna bahut jaruri hai
bach ke rahna bahut jaruri hai
oye mikanto tu nahi jaanto
oye mikanto tu nahi jaanto
pyar kisi se jo karta hai
maut se pahle wo marta hai
phir raato ko taare ginta hai
din ko aahe bharta hai
oye mikanto tu nahi jaanto
oye mikanto tu nahi jaanto
dharti ko hain gagan jaruri
aankho ko hai kiran jaruri
saanso ko hai pawan jaruri
jeene ko pyar jaruri hai
oye mikanto tu nahi jaanto
oye mikanto tu nahi jaanto
pyar karna bahut jaruri hai
kisi pe marna bahut jaruri hai
pyar se darna bahut jaruri hai
bach ke rahna bahut jaruri hai
oye mikanto tu nahi jaanto
oye mikanto tu nahi jaanto
pyar se milti hai nakami
pyar me hoti hai badnami
pyar me ijjat ki nilami
pyar to ik pagalpan hai
oye mikanto tu nahi jaanto
oye mikanto tu nahi jaanto
pyar hai masti ki madhushala
pyar hai amrit ka ek pyala
agar kisi ka pyar mile
to jee uthta hai marne wala
oye mikanto tu nahi jaanto
oye mikanto tu nahi jaanto
pyar karna bahut jaruri hai
kisi pe marna bahut jaruri hai
pyar karna bahut jaruri hai
kisi pe marna bahut jaruri hai
pyar ki jai ho oye mikanto
pyar ki jai ho oye mikanto
maine tumko dil diya hai jaanam
maine tumko pyar kiya hai jaanam
pyar tera hi, dil me samaya
dil me tha, lab pe na aaya
i love you, i love you
yaado ko teri dil me sajaya
khokar tujhko gham tera paya
tere bina main rah na sakunga
tera bichhadna sah na sakunga
pyar tera hi, dil me samaya
dil me tha, lab pe na aaya
i love you, i love you
nikle na dil se chahat teri
chhini jahan ne jannat meri
pyar ki dekho ye majburi
jism-o-jan me ho gayi duri
pyar tera hi, dil me samaya
dil me tha, lab pe na aaya
maine tumko dil diya hai jaanam
maine tumko pyar kiya hai jaanam
pyar tera hi, dil me samaya
dil me tha, lab pe na aaya
i love you, i love you
i love you
maine tumko dil diya hai janam
maine tumko pyar kiya hai janam
pyar tera hi dil me samaya
dil me tha lab pe na aaya
i love you i love you
maine tumko dil diya hai janam
maine tumko pyar kiya hai janam
pyar tera hi dil me samaya
dil me tha lab pe na aaya
i love you i love you
i love you
chahtein ho tum to neelgagan ke
paas rahunga saya banke
pass mere tum harpal rahna
pyar hai mujhse hardam kahna
pyar tera hi dil me samaya
dil me tha lab pe na aaya
i love you i love you
maine tumko dil diya hai janam
maine tumko pyar kiya hai janam
pyar tera hi dil me samaya
dil me tha lab pe na aaya
i love you i love you
i love you
nikle na dil se chahat teri
kadmo me teri jannat meri
jode me tere dil ko sajaya
jannat kya jab tujhko paya
pyar tera hi dil me samaya
dil me tha lab pe na aaya
i love you i love you
maine tumko dil diya hai janam
maine tumko pyar kiya hai janam
pyar tera hi dil me samaya
dil me tha lab pe na aaya
i love you i love you
i love you i love you
i love you i love you
aa aa oo aa oho aa aa
kya baat hai, kya baat hai
kya baat hai meri aankho me, kyun inke sabhi deewane huye
kya baat hai meri aankho me, kyun inke sabhi deewane huye
jo aata hai peene aata hai
aankhe na hui paimaane huye, aankhe na hui paimaane huye
kya baat hai, kya baat hai meri aankho me
mahaka sa badan hasta chehara, sharmili najar maasum ada
mahaka sa badan hasta chehara, sharmili najar maasum ada
mahaka sa badan hasta chehara, sharmili najar maasum ada
kuch maine, kuch maine, kuch maine banaaye deewane
kuch log mere deewane huye
kuch maine banaaye deewane, kuch log mere deewane huye
jo aata hai peene aata hai
aankhe na hui paimaane huye, aankhe na hui paimaane huye
kya baat hai, kya baat hai meri aankho me
kyun inke sabhi deewane huye
masti me dhali jaati hai sada
jaadu sa mere nagmo ne kiya
masti me dhali jaati hai sada
jaadu sa mere nagmo ne kiya
masti me dhali jaati hai sada
jaadu sa mere nagmo ne kiya
wo dil jo, wo dil jo
wo dil jo kai najaro se bache aakhir to mere najaraane hue
wo dil jo kai najaro se bache aakhir to mere najaraane hue
jo aata hai peene aata hai
aankhe na hui paimaane huye, aankhe na hui paimaane huye
kya baat hai, boliye na, kya baat hai meri aankho me
kyun inke sabhi deewane huye
kya baat hai meri aankho me
kyun inke sabhi deewane huye
kaha chali ae nazni
chehre ki subah mere naam
julfo ki shaam meri shaam
lekar inhe na ja kahi
kaha chali ae nazni
chehre ki subah mere naam
julfo ki shaam meri shaam
lekar inhe na ja kahi
maan meri jaan, maan meri jaan
haye maan meri jaan
kaha chali ae nazni
chehre ki subah mere naam
julfo ki shaam meri shaam
lekar inhe na ja kahi
maan meri jaan, maan meri jaan
haye maan meri jaan
ae gulbahaar gulchaman chume sada tera badan
mausam hai kya bahaar kya tera hi rang beraham
ae gulbahaar gulchaman chume sada tera badan
mausam hai kya bahaar kya tera hi rang beraham
angaadayi le jaha jaha khilati bhanak wahi wahi
maan meri jaan, maan meri jaan
haye maan meri jaan
kaha chali ae nazni
chehre ki subah mere naam
julfo ki shaam meri shaam
lekar inhe na ja kahi
maan meri jaan, maan meri jaan
haye maan meri jaan
jaise hi lau ke rang se jagmag hai ungaliya teri
roshan tere jamaal se hai shamme jindagi meri
jaise hi lau ke rang se jagmag hai ungaliya teri
roshan tere jamaal se hai shamme jindagi meri
ikraar kar raha hu mai tujhsa koi kahi nahi
maan meri jaan, maan meri jaan
haye maan meri jaan
kaha chali ae nazni
chehre ki subah mere naam
julfo ki shaam meri shaam
lekar inhe na ja kahi
maan meri jaan, maan meri jaan
haye maan meri jaan
haye meri jaan
kuch bol jara
dil khol jara
o gussa chhod bhi de
dilo ko jod bhi de
haye meri jaan, haye meri jaan
haye meri jaan re
haye meri jaan, haye meri jaan
haye meri jaan re
haye meri jaan, haye meri jaan
haye meri jaan re
haye meri jaan, haye meri jaan
haye meri jaan re
haye meri jaan, haye meri jaan
haye meri jaan, haye meri jaan
haye meri jaan mar gaya main tere bina re
haye meri jaan mar gayi main tere bina re
haye meri jaan mar gaya main tere bina re
are re re re
haye meri jaan mar gayi main tere bina re
waah meri jaan are haye meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan mar gaya main tere bina re
oye oye
haye meri jaan mar gayi main tere bina re
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
sona nahi chandi nahi moti nahi de
dil main tera maangu dil yaar hasi de
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
ho naina mere dil na mera ja na meri hai
main bhi teri dil bhi tera ja bhi teri hai
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri ja naach jara aaj khushi se
haye meri ja dhum macha aaj khushi se
haye meri ja naach jara aaj khushi se
haye meri ja dhum macha aaj khushi se
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan mar gaya main tere bina re
haye meri jaan mar gayi main tere bina re
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan mere ja main karti rahungi
tujh pe marti hu main tujh pe marti rahungi
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan meri ja main karta rahunga
tujh pe marta hu main tujh pe marta rahunga
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri ja naach jara aaj khushi se
haye meri ja dhum macha aaj khushi se
haye meri ja naach jara aaj khushi se
oye oye
haye meri ja dhum macha aaj khushi se
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan mar gaya main tere bina re
haye meri jaan mar gayi main tere bina re
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan waah meri jaan
haye meri jaan, haye meri jaan
haye meri jaan, haye meri jaan
haye meri jaan, haye meri jaan
haye meri jaan, haye meri jaan
ae jaanam
jism agar hum tu hai jaanam
jee na sakenge tere bina hum
haye meri jaan
o jism agar hum tu hai jaanam
jee na sakenge tere bina hum
haye meri jaan
main diwani tu diwana
tu diwani main diwana
janejana haye meri jaan
jism agar hum tu hai jaanam
jee na sakenge tere bina hum
haye meri jaan
haye meri jaan
dekh ke tujhko mach jati hai
armano me hulchal
dil to chahe lipti rahu main
sine se tere harpal
dil me utha dete hai tufan naina tere chanchal
baaho me tujhko bhar lene ko dil ho jaye bekal
is ada ka is wafa ka
is ada ka is wafa ka
dil nishana haye meri jaan
jism agar hum tu hai jaanam
jee na sakenge tere bina hum
haye meri jaan, haye meri jaan
haye meri jaan
kismat ne manjuri dedi
tujhko chuna maine saajan
sath tere jo ik pal gujre
wo ik pal ik jivan
dil to kahe tera rup kya
tujhko aankho me bhar lu
ek janam me sau janmo
ka pyar tujhe main kar lu
tere tan ki is shama ka
tere tan ki is shama ka
main parwana
haye meri jaan
jism agar hum tu hai jaanam
jee na sakenge tere bina hum
haye meri jaan
main diwani tu diwana
tu diwani main diwana
janejana haye meri jaan
jism agar hum tu hai jaanam
jee na sakenge tere bina hum
haye meri jaan
ho haye meri jaan
haye meri jaan
ghunghat mera jane kya hua
mai to kahu tune chori kiya
nahi nahi maine nahi nahi nahi tune kiya
nahi nahi maine nahi chori to kya sina jori kiya
payal teri alpat ye rahi
ab kya kahu tune kaisa diya
nahi nahi maine nahi nahi nahi tune diya
nahi nahi maine nahi
kya jane tu tune kya kya diya
kya jane tu tune kya kya diya
jhumka mera uljha bindiya meri chuti
chunari udhar sarki chudi idhar tuti
palhe to baho me bekhud kiya tune
phir mujhse apne nam sab le liya tune
nahi nahi maine nahi nahi nahi tune liya
nahi nahi maine nahi man hi nahi tan bhi le liya
ghunghat mera jane kya hua
mai to kahu tune chori kiya
nahi nahi maine nahi nahi nahi tune kiya
nahi nahi maine nahi
chori to kya sina jori kiya chori to kya sina jori kiya
jab tak na chun dalu sare badan ke phul
dali baharo ki bankar tu mujhpar jhul
chadar bina chanda jaise khule tan hoye
waise jagaya hai chanda saman piya mohe
nahi nahi maine nahi nahi nahi tune piya
nahi nahi maine nahi o jane ja tune kya na kiya
o jane ja tune kya na kiya ghunghat mera jane kya hua
mai to kahu tune chori kiya nahi nahi maine nahi
nahi nahi tune kiya nahi nahi maine nahi
chori to kya sina jori kiya payal teri alpat ye rahi
ab kya kahu tune kaise diya nahi nahi maine nahi
nahi nahi tune diya nahi nahi maine nahi
kya jane du tune kya kya diya
chori to kya sina jori kiya