People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Rone Se Bichhade
Music: Pyare Mohan
Lyricist: Hasan Kamaal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Haathon-Ki-Lakeeren/Rone-Se-B
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte dil roye ya roye ankhiya
rone se bichhde yaar nahi milte

o ho bin mange mohe mil gaya moti chain jiya ka naino ki jyoti
bin mange mohe mil gaya moti chain jiya ka naino ki jyoti
pyar bina mehaki mehaki ye duniya meri na hoti
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte
deke gaya jo darde zudayi kyu phir usiki yaad aayi
deke gaya jo darde zudayi kyu phir usiki yaad aayi
kahne ki bate hai kab aansu aaye aag jiya ki hai bhujai
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte

jake palat aati hai sadaye kisko pukare kisko bulaye
jake palat aati hai sadaye kisko pukare kisko bulaye
puri huyi hai dil ki duvaye ab ye bahare aake na jaye
puri huyi hai dil ki duvaye ab ye bahare aake na jaye
git khushi ke hardam yuhi gati rahe hawaye
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte

rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde yaar nahi milte rone se bichhde yaar nahi milte
dil roye ya roye ankhiya rone se bichhde yaar nahi milte
rone se bichhde rone se bichhde yaar nahi milte
Chalti Nahi Insaan Ki
Music: Pyare Mohan
Lyricist: Hasan Kamaal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Haathon-Ki-Lakeeren/Chalti-Na
chalti nahi insan ki halat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage hatho ki lakiro me
hatho ki lakiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

hum log khilone hai koi khel raha hai
hum log khilone hai koi khel raha hai
hai nam kabhi waqt kabhi uska khuda hai
hum chij hai kya uski karamat ke aage hatho ki lakiro me
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

khwabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
khwabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
jo jan se pyare hai bichhd jate hai ek din
takdir ki manjil to hai jazbat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

ek roz hume karke andhero ke hawale
ek roz hume karke andhero ke hawale
kho jate hai jane kaha jivan ke ujale
bas rat hi kafi hai kabhi rat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

bekar hai kamzor hai insan ki dalile
bekar hai kamzor hai insan ki dalile
hukm apna chalti hai ye hatho ki lakire
har bat huyi khtam isi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage hatho ki lakiro me
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
Bekhudi Mein Tera
Singer: Bela Sulakhe
Music: Pyare Mohan
Lyricist: Hasan Kamaal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Haathon-Ki-Lakeeren/Bekhudi-M
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
jaise pyase ke hatho me zam aa gaya
wah wah kya bat hai arey wah wah
aaj apni khabar hai na dil ka pata
aaj apni khabar hai na dil ka pata
ishq me konsa ye makam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya

chand chamka ke ye duniya lazmi
chand chamka ke ye duniya lazmi
dil mehaka ke tera salam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya

dagmagaye to baho me unki gire
hey dagmagaye to baho me unki gire
dagmagaye to baho me unki gire
aaj mera nasha mere kam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
jaise pyase ke hatho me zam aa gaya
lab pe naam aa gaya

o ruk sake ye kaha rokne se kadam
ruk sake ye kaha rokne se kadam
shok nazaro ka unki paiyam aa gaya
bekhudi me tera lab pe naam aa gaya
jaise pyase ke hatho me zam aa gaya
lab pe naam aa gaya
Ho Yeh Jawani
Music: Pyare Mohan
Lyricist: Hasan Kamaal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Haathon-Ki-Lakeeren/Ho-Yeh-Ja
ho ye jawani gulab jaisi hai gulab jaisi
kisi rangin khwab jaise khwab
jaisi aap jaisi hai
ye jawani gulab jaisi hai gulab jaisi
chaha hai mere dil ne diwanawar tumko
diwanawar tumko chaha hai mere
dil ne diwanawar tumko diwanawar tumko

kah do meri wafa ka hai eitbar tumko
kah do meri wafa ka hai eitbar tumko
ho ye khamoshi ye khamosi jawab
jaisi hai jawab jaisi hai
kisi rangin khwab jaisi rangin khwab
jaisi aap jaisi hai
rukh par jara gira lo julfo ki badliyo ko
jo kaho to mai chura lu honto ki surkhiyo ko
rukh par jara gira lo julfo ki badliyo ko
ki ye masti sharab jaisi sharab jaisi
kisi rangin khwab jaisi khwab jaise
aap jaisi hai

mehendi lagegi hatho me khankega
kangna raato me
bada maja aayega chandni raato me
pyar ki ghadiya aayegi phulo ki ladiya layegi
chedegi jo sakhiya teri ankhiya sharmayegi
mehendi lagegi hatho me khankega
kangna raato me
bada maja aayega chandni raato me

mehendi lagegi hatho me khankega
kangna raato me
bada maja aayega chandni raato me
shehnayi gunji hai shehnayi gunji hai
mere gaao me
mehendi lagegi hatho me khankega
kangna raato me
khushbu ye tere badan ki mahki hui hawa me
khushbu ye tere badan ki mahki hui hawa me
shokhi teri teri ada bahki fija hai
ho ye hasi rut shabab jaisi hai
kisi rangin khawab jaisi hai
Hai Tuhi Zindagi Meri
Singer: Bela Sulakhe
Music: Pyare Mohan
Lyricist: Hasan Kamaal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Haathon-Ki-Lakeeren/Hai-Tuhi-
hai tu hi zindagi meri malik bhala kare
hai tu hi zindagi meri malik bhala kare
paye har khusi har ghadi dil ye dua kare
hai tu hi zindagi meri malik bhala kare
malik bhala kare

raaho me har kadam pe tujhe phul hi mile
raaho me har kadam pe tujhe phul hi mile
kate agar chubhe to mere pao me chubhe
ho mere pao me chubhe
jab tu hase to sath zamana hasa kare
paye har khusi har ghadi dil ye dua kare
malik bhala kare malik bhala kare

dam se tere karar mile zindagi mile
dam se tere karar mile zindagi mile
tujh se najar najar ko nayi rosni mile
nayi rosni mile
takdir mahrba rahe itna khuda kare
paye har khusi har khadi dil ye dua kare
malik bhala kare malik bhala kare