Money doesn't excite me-my ideas excite me. -Walt Disney
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Naujawan Naujawan
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farz-Aur-Kaanoon/Naujawan-Nau
nawjava nawjava kya tere gaon me
nawjava nawjava kya tere gaon me
mehmaano se ye saluk kiya jata hai
nawjava nawjava kya tere gaon me
nawjava nawjava kya tere gaon me
mehmaano se ye saluk kiya jata hai
ae hasin, ae hasin, ae hasin janeman pyar me
hum diwane, yu hi dil liya diya diya liya karte hain
ae hasin, ae hasin, ae hasin

ye acchi jabardasti hai, jane kaisi basti hai
ye acchi jabardasti hai jane kaisi ye basti hai
are apne gaon ke kuae ke pani me aisi masti hai
apne gaon ke kuae ke pani me aisi masti hai
aisi masti hai, aisi masti hai, aisi masti hai
baat kuch aur hai paani ke naam se
sab log yaha kuch aur piya karte hain
ae hasin, ae hasin, ae hasin janeman pyar me
hum diwane, yu hi dil liya diya diya liya karte hain
ae hasin, ae hasin, ae hasin

ek to karte ho tum chori uspe hai ye sina zori
ek to karte ho tum chori uspe hai ye sina zori
naino ki hathkadiya daal kar thane me le chal mujhko gori
thane me le chal, thane me le chal, thane me le chal
thane ka kaam kya aise dil fek ko
sarkaar saja hum aap diya karte hai
ae hasin, ae hasin, ae hasin janeman pyar me
hum diwane, yu hi dil liya diya diya liya karte hain
ae hasin, ae hasin, ae hasin
nawjava nawjava kya tere gaon me
mehmaano se ye saluk kiya jata hai
ae hasin, ae hasin, nawjava nawjava
ae hasin, ae hasin, nawjava nawjava
Mere Ghar Ka Kiraya Do
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farz-Aur-Kaanoon/Mere-Ghar-Ka
mere ghar ka kiraya do janab
mere ghar ka kiraya do janab
mera kar do barabar hissab
mere ghar ka kiraya do janab
mera kar do barabar hissab

mai tere ghar me raha tu mere dil me rahi
mai ghar me raha tu dil me rahi
bas ho gaya barabar hissab
ho tera nahi jawab

mere dil ka kiraya do janab
mere dil ka kiraya do janab
mera kar do barabar hissab
mere dil ka kiraya do janab

socha tha humne tum ho deewane
ho socha tha humne tum ho deewane
nikle magar tum kitne sayane
tum padhe jitne ye fasane
humne hi likhi hai wo kitab
ho mere dil ka kiraya do janab
ho mera kar do barabar hissab

is lene dene pe raakh daalo
is lene dene pe raakh daalo
choda gile bas gale se laga lo
thahro zara is dil ko sambhalo
apni niyat karo na kharab
ho mere dil ka kiraya do janab
ho mera kar do barabar hissab

mere dil ka kiraya do janab
mere dil ka kiraya do janab
mera kar do barabar hissab
Jab Tak Pyar Nahin Hota
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farz-Aur-Kaanoon/Jab-Tak-Pyar
oho jab tak pyar nahi hota oho jab tak pyar nahi hota
tab tak pyar karoge accha ji ye to bolo mujhe
tum kab tak pyar karoge tum kab tak pyar karoge
ye to nahi mai keh sakta kyun mai kab tak pyaar karunga accha
ha jab tak tum raho pyar ke kabil
tab tak pyaar karunga mai tab tak pyaar karunga
jab tak pyar nahi hota tab tak pyar karoge
accha ji ye to bolo mujhe tum kab tak pyar karoge

jab tak hai ye nain gulabi oho
jab tak hai ye nain gulabi
jab tak hai ye chaal sharabi han ha
jab tak hai ye chehra kitabi
ye kehne me kya kharabi
mai tab tak pyaar karunga
jab tak tum ho pyar ke kabil
tab tak pyaar karunga mai
tab tak pyaar karunga

dekho chhodo meri baiyaan haan
dekho chhodo meri baiyan hat dekho chhodo meri baiyan
tum kitne khudgarz ho saiyan
pyar tumhara dhoop aur chaiyaan
tum to mujse bas apne matlab tak pyar karoge
accha ji ye to bolo mujhe tum kab tak pyar karoge
tum kab tak pyar karoge

tumne bura kyu maan liya hai maine tumhe pehchaan liya
tumne bura kyu maan liya hai maine tumhe pehchaan liya
kya ye tumne jaan liya jab tak pyaar hai duniya me
mai tab tak pyar karunga jab tak pyaar hai duniya me
mai tab tak pyar karunga jab tak pyaar hai duniya me
mai tab tak pyar karungi mai tab tak pyar karunga
Dilko Zara Sambhalo
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farz-Aur-Kaanoon/Dil-Ko-Zara-
dilo ko zara sambhalo gam na gale laga lo
dilo ko zara sambhalo gam na gale laga lo
tumko dekh nahi sakta mai rote hue
tumko dekh nahi sakta mai rote hue
dilo ko zara sambhalo gam na gale laga lo

thoda sa sindur liya jivan bhar ka sath diya
in hatho me hath diya tere lie kya kaya na kiya
mai tumse sharminda hu ab tak kyu mai zinda hu
zinda hu sharminda hu zinda hu sharminda hu
ye aansu kyu aae mere hote hue
tumko dekh nahi sakti mai rote hue
tumko dekh nahi sakti mai rote hue
dilo ko zara sambhalo gam na gale laga lo

pal bhar chain pau na mai acha ho mar jau mai
pal bhar chain pau na mai acha ho mar jau mai
kaise use bhulau mai jiski yaad satae jagte sote hue
tumko dekh nahi sakta mai rote hue
tumko dekh nahi sakta mai rote hue
dilo ko zara sambhalo gam na gale laga lo

is ghar se anjana hu mai to ek begana hu
is ghar se anjana hu mai to ek begana hu
kaisa mai diwana hu kaisa mai diwana hu
tumko dekh nahi sakta mai rote hue
tumko dekh nahi sakta mai rote hue
dilo ko zara sambhalo gam na gale laga lo
tumko dekh nahi sakta mai rote hue
tumko dekh nahi sakta mai rote hue