People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 9 *

Saat Kuwaron Me Ek Kuwari
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farishtay/Saat-Kunwaron-Mein-
ek laga do laga teen laga char laga pach laga chhah laga sat
sat kuwaro me ek kuwari laz ki mari mai bechari
mai mar jawa mere piche pad gayi dunia sari
sat kuwaro me ek kuwari laz ki mari mai bechari
mai mar jawa mere piche pad gayi dunia sari

koi mera ghunghata khole koi prem ki batiya bole
koi mera ghunghata khole koi prem ki batiya bole
idhar udhar se lapte shole lapte shole
beech me choti chingari
sat kuwaro me ek kuwari laz ki mari mai bechari
haye haye rabba mere piche pad gayi dunia sari

tadpaungi tarsaungi hath kisi ke na aaungi
tadpaungi tarsaungi hath kisi ke na aaungi
nagin banke lahraungi lahraungi chal jawangi ban ke katari
sat kuwaro me ek kuwari laz ki mari mai bechari
mai mar jawa mere piche pad gayi dunia sari

mai apne sajan ki dulhan ye rang rup jawani uljhan
ban gayi meri jan ki dusman meri surat pyari pyari
mai apne sajan ki dulhan ye rang rup jawani uljhan
ban gayi meri jan ki dusman meri surat pyari pyari
sat kuwaro me ek kuwari laz ki mari mai bechari
mai mar jawa mere piche pad gayi dunia sari

laj ne mera rasta roka ghar se nikli khaya dhokha
laj ne mera rasta roka ghar se nikli khaya dhokha
der na kar milte hi mauka mauka ud ja bulbul aaya shikari
sat kuwaro me ek kuwari laz ki mari mai bechari
mai mar jawa mere piche pad gayi dunia sari
sat kuwaro me ek kuwari laz ki mari mai bechari
mai mar jawa mere piche pad gayi dunia sari
Jhanda Uncha Rape Hamara(Female)
Singer: Asha Bhosle
Music: Bappi Lahiri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farishtay/Jhanda-Ooncha-Rahe-
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

sada shakti barsane wala
pren sudha barsane wala
veero ko hrshane wala
maatrbhumi ka tan man sara
maatrbhumi ka tan man sara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

sawtanrta ke bhishan ran me
rakhkar josh badhe kan kan me
kaanpe shatru dekh ke man me
mit jaye bhay sankat sara
mit jaye bhay sankat sara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

is jhande ke niche nirbhay
le sawraaj yah avichal nishchay
bolo bharat maata ki jai
sawtanrta hai dhairay humara
sawtanrta hai dhairay humara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

aao pyare veero aao
desh dharam par bali bali jaao
ek sath sab milkar gaao
pyara bharat desh humara
pyara bharat desh humara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

iski sham na jane paye
chahe jaan bhale hi jaye
vishav vijay kar ke dikhlaye
tab hove pran puran humara
tab hove pran puran humara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

sada shakti barsane wala
pren sudha barsane wala
veero ko hrshane wala
maatrbhumi ka tan man sara
maatrbhumi ka tan man sara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
Is Sansar Mein Sabse Pyara Bhai-2
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farishtay/Bhai-Bahen-Ka-Pyar-
ye rishta nahi khoon ka
ye rishta hai pyar ka bahana
hamko tumse pyar nahi
ab kaha hai phir na kahana
jaan gai han jaan gai
maan gai han maan gai
jaan gai han jaan gai
maan gai han maan gai
kitna sundar kitna pyara
ye sara sansar hai
is sansar mein sabase pyara
bhai bahan ka pyar hai
kitna sundar kitna pyara
ye sara sansar hai
is sansar mein sabase pyara
bhai bahan ka pyar hai

preet hamari tut nahi sakti
ye kachhi dor nahi
jis din hum tumko na dekhe
us din hoti bhor nahi
preet hamari tut nahi sakti
ye kachhi dor nahi
jis din hum tumko na dekhe
us din hoti bhor nahi
na babul na maiya mera
tum bin koi aur nahi
ho na babul na maiya mera
tum bin koi aur nahi
sabase jyada rab se jyada
mujhe tum pe aitbaar hai
is sansar mein sabase pyara
bhai bahan ka pyar hai
kitna sundar kitna pyara
ye sara sansar hai
is sansar mein sabase pyara
bhai bahan ka pyar hai

yun hi hasti gati rahe tu
rab se roj doaa mangu
apni khushiyan tujhko du
tujhse har dukh tera mangu
yun hi hasti gati rahe tu
rab se roj doaa mangu
apni khushiyan tujhko du
tujhse har dukh tera mangu
soch rahi hun aaj ke din main
tum dono se kya mangu
aa soch rahi hun aaj ke din main
tum dono se kya mangu
teri kasam tu jaan bhi mange
to kisko inkar hai
is sansar mein sabase pyara
bhai bahan ka pyar hai
kitna sundar kitna pyara
ye sara sansar hai
is sansar mein sabase pyara
bhai bahan ka pyar hai
Tere Bina Jag Lagta Hai
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farishtay/Shadi-Se-Pehle-Mujh
ye phulo ka mausam, ye jhulo ka mausam
arey bhul na koi karna hai bhulo ka mausam

tere bina jag lagta hai suna, tere bina jag lagta hai suna
tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna
tere bina jag lagta hai suna
tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna
tere bina jag lagta hai suna

doob ke dariya me mar jaun, doob ke dariya me mar jaun
kaise main dil ki aag bujhaun, kaise main dil ki aag bujhaun
thandi aahen bharle dur se kuch bhi karle
thandi aahen bharle dur se kuch bhi karle pass magar mere aa tu na
tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna
tere bina jag lagta hai suna

abke baras ikrar karenge, abke baras ikrar karenge
agle baras hum pyar karenge, agle baras hum pyar karenge
nam na le barso ka kar wada kal parso ka
nam na le barso ka kar wada kal parso ka ek ek pal ek sal se duna
tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna
tere bina jag lagta hai suna

aa na na na na aa na na na na
choti umar ki main nar maweli
choti umar ki main nar maweli
mai kya janu ye prem paheli
mai kya janu ye prem paheli
bhul ke sari batiyaan mich le apni ankhiya
bhul ke sari batiyaan mich le apni ankhiya
tujhko dikhaun main pyar ka namuna
tere bina jag lagta hai suna
tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna
na na na
Thode Se Farishtay
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farishtay/Farishtay-Farishtay
thode se fariste thode se saitan hote hai sab insan hum bhi hai
thode de syane hote hai sab insan hum bhi hai
thode de syane hote hai sab insan hum bhi hai
thode se fariste thode se saitan hote hai sab insan hum bhi hai
fariste fariste fariste fariste

na koi chota na bada hai sabki najar par parda pada hai
na koi chota na bada hai sabki najar par parda pada hai
thode se jami thode aasmaa thode se jami thode aasmaa
hote hai sab insan hum bhi hai thode se fariste thode se saitan
hote hai sab insan hum bhi hai fariste fariste fariste fariste

fariste fariste fariste fariste fariste fariste
fariste fariste har admi ko ye gum hai yaro
kuch hai jyada kuch kam hai yaro
har admi ko ye gum hai yaro
kuch hai jyada kuch kam hai yaro
thode se garib thode dhanwan
thode se garib thode dhanwan
hote hai sab insan hum bhi hai
thode se fariste thode se saitan
hote hai sab insan hum bhi hai
fariste fariste fariste fariste
fariste fariste fariste

jab tak jiye hum ye jindagani
tute na apni dosti purani
jab tak jiye hum ye jindagani
tute na apni dosti purani
thode wafadar thode beiman
thode wafadar thode beiman
hote hai sab insan hum bhi hai
thode se fariste thode se saitan
hote hai sab insan hum bhi hai
fariste fariste fariste fariste
Apna Hai Raaj
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farishtay/Raja-Ka-Baj-Gaya-Ba
apna hai raj phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
apna hai raj phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
apna hai raj phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
cham cham nach uthe hum bandhan tut gaye
tut gayi janjire sari hum bhi chut gaye
cham cham nach uthe hu bandhan tut gaye
tut gayi janjire sari hum bhi chut gaye

sar pe pada jab janta ka danda raja ka gussa ho gaya thanda
sar pe pada jab janta ka danda raja ka gussa ho gaya thanda
tuta mahal rah gaya darwaja raja ka hamne baja diya baja
raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

humne bahut ki teri gulami barso di hamne tujhko salami
humne bahut ki teri gulami barso di hamne tujhko salami
wo din gaye ab tu bhi chala ja raja ka hamne baja diya baja
raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

denge tujhe hum sare duaye tu leke aaya thandi hawaye
denge tujhe hum sare duaye tu leke aaya thandi hawaye
banke tu badal basti pe chha ja raja ka hamne baja diya baja
pahle watan uske bad sab hai kaisi gulami sab azad hai
pahle watan uske bad sab hai kaisi gulami sab azad hai
logo suno ye khabar ek raja ka hamne baja diya baja
raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
Is Sansar Mein Sabse Pyara Bhai-1
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farishtay/Bhai-Bahen-Ka-Pyar-
ye rishta nahi khun ka
ye rishta hai pyar ka bahna
hamko tumse pyar nahi hai
ab kaha hai fir mat kahna
jan gayi ha jan gayi man gayi ha man gayi
jan gayi ha jan gayi man gayi ha man gayi

kitna sundar kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar
kitna sundar kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar

preet hamari tut nahi sakti ye kachi dor nahi
jis din ham tumko na dekhe us din hoti bhor nahi
preet hamari tut nahi sakti ye kachi dor nahi
jis din ham tumko na dekhe us din hoti bhor nahi
na babul na mayya mera tum bin koi or nahi
na babul na mayya mera tum bin koi or nahi
sabse jyada rab se jyada mujhe tumpe etbar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar
kitna sundar kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar

yu hi hasti gati rahe tu rab se roz dua mangu
apni khusiya tujhko du
tujhse har dukh tera mangu
yu hi hasti gati rahe tu rab se roz dua mangu
apni khusiya tujhko du
tujhse har dukh tera mangu
soch rahi hu aaj ke din mai tum dono se kya mangu
soch rahi hu aaj ke din mai tum dono se kya mangu
teri kasam tu jan bhi mange to kisko inkar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar
kitna sundar kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar
Is Sansar Mein Sabse Pyara Bhai
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farishtay/Bhai-Bahen-Ka-Pyar-
ye rista nahi khun ka , ye rista hai pyar ka bahna
hum ko tumse pyar nahi ab kaha hai phir mat kahna
jan gayi ha jan gayi, man gayi ha man gayi
jan gayi ha jan gayi, man gayi ha man gayi
kitna sundar kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
kitna sundar kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai

prit hamari chut nahi sakti ye kachi dor nahi
jis din hum tumko na dekhe us din hoti bhor nahi
prit hamari chut nahi sakti ye kachi dor nahi
jis din hum tumko na dekhe us din hoti bhor nahi
na babul na mayya mera tum bin koi or nahi
na babul na mayya mera tum bin koi or nahi
sabse jyada rab se jyada mujhe tum pe etbar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
kitna sunder kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai

yuhi hasti gati rahe tu rab se roj dua mangu
apni khusiya tujhko du tujhse har dukh tera mangu
yuhi hasti gati rahe tu rab se roj dua mangu
apni khusiya tujhko du tujhse har dukh tera mangu
soch rahi hu aj ke din mai tum dono se kya mangu
soch rahi hu aj ke din mai tum dono se kya mangu
teri kasam tu jan bhi mange to kisko inkar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
kitna sunder kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai

diwali me deep jalaye sang rang khel holi me
bichad na jana tum mujhse jiwan ki ankh micholi me
diwali me deep jalaye sang rang khel holi me
bichad na jana tum mujhse jiwan ki ankh micholi me
bichadenge par pahle tujhko bithlayenge doli me
bichadenge par pahle tujhko bithlayenge doli me
bane tu dulhan bas us din ka hamko intzar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
kitna sunder kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
Jhanda Uncha Rape Hamara
Singer: Shabbir Kumar
Music: Bappi Lahiri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Farishtay/Jhanda-Ooncha-Rahe-
jhanda uncha rahe hamara
vijayi vishw tiranga pyara
jhanda uncha rahe hamara
vijayi vishw tiranga pyara

sada shakti sarsane wala
prem sudha barsane wala
viro ko harshane wala
matrbhumi ka tan man sara
matrbhumi ka tan man sara
jhanda uncha rahe hamara
vijayi vishw tiranga pyara

is jhande ke niche nirbhay
le swraaj yah abhichal nishchay
bolo bhaarat mata ki jai
sawtantrta hain deh hamara
sawtantrta hain deh hamara
jhanda uncha rahe hamara
vijayi vishw tiranga pyara
jhanda uncha rahe hamara
vijayi vishw tiranga pyara
jhanda uncha rahe hamara
vijayi vishw tiranga pyara