People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Subah Hoti Hai To Kahte Hai
Music: Sonik Omi
Lyricist: Gauhar Kanpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Faqeer-Badshah/Subah-Hoti-Hai
subah hoti hai to kahte hai ki kal raat ki tauba
sham hoti hai to kahte hai kis baat ki tauba
tauba tauba tauba
tauba tauba tauba, tauba tauba tauba
tauba tauba tauba, tauba tauba tauba

o sharabi chhod de peena fod de bottel, fod de meena
o sharabi chhod de peena fod de bottel, fod de meena
kahta hai shabab
jisne pee li sharab uska khana kharab
jisne pee li sharab uska khana kharab, o sharabi

bottel me bhari aag naye gul khilati hai
bottel me bhari aag naye gul khilati hai
ijjat utaar leti hai nanga nachati hai
chakkar me agar sharab ke tu jinda rahega
to khud hi apne aap se sharminda rahega
nadan agar tune meri baat na mani
ek din tujhi pe royegi ye teri jawani, kyu maut ko
kyu maut ko hontho se lagata hai meri ja
kyu jaan ke tu jaan ganwata hai meri ja
ha ganwata hai meri ja, ho ganwata hai meri jaan
jisne pee li sharab uska khana kharab, kharab
jisne pee li sharab uska khana kharab, o sharabi

kis baat ka hungama hai thodi si humne pee hai
saka to nahi daala chori to nahi ki hai
jis chiz ne duniya me bada kaam kiya hai
duniya ne usi chiz ko badnaam kiya hai
insaa ki jawani ko jaga de ye wo shay hai
murdo ko phir se jinda bana de ye wo shay hai
iski to zamane me hai rangi kahani
ye sham ki shahjadi ye hi raat ki rani
apni yahi, apni yahi hai jaan yahi zindagi huyi
chhuthi nahi hai munh se ye tafir lagi huyi
ha ha tafir lagi huyi, ye hi tafir lagi huyi
jisne chhodi sharab uska khana kharab
hoye jisne chhodi sharab uska khana kharab
pee sharabi p jara jam ke pee ha

maikharo ne suraj ko nikalte nahi dekha
maikharo ne suraj ko nikalte nahi dekha
phulo ki hansi kaliyo ko khilte nahi dekha
pee le to nahi rahta inhe ghar ka pata yaad
na apni khud yaad inhe aur na khuda yaad
in logo ka dophar me hota hai savera
chehre pe hai fitkaar na hust ka hai dera, beimano ka
beimano ka imaan hai bas peena peelana
inke liye dojakh ne na jannat me thikana
ha na jannat me thikana, ho na jannat me thikana
ari o chhokariyo galib kahin hai
zahid sharab peene de maszid me baithakr
ya u jagah bata jaha par khuda na ho
humar matlab bhagwan

e kaun si
e kaun si mehfil hai zamane se nirali
kawali ke parde me jaha chalti hai gaali, uljhaya hai
uljhaya hai kis vaaste launde ko takht pe
hum dost the jo daud pade thik wakht pe, ae chhokri
ae chhokri humka na dikha apne ye tevar
lohe ka jigar rakhte hai hum taxi driver, hum kaahe ko
hum kaahe ko peete hai tumka e batayi de
funki? me ek hasina dui dikhayi de
dui tho dui dikhayi de, ari ha dui dikhayi de

ambar ki juba me inhe sab kahte hai bevda
badbu na jaye sent maare ya mare kewda
lahrake dagmagake yu chalte hai sharabi
jaise ki bailgadi me ho koi kharabi
jana hai idhar aur udhar jate hai bevde
chalte huye patri se utar jate hai bevde
do aadmi inko ghar tak pahunchane ko jaye
warna gattar ka pani peeke dubki lagaye
besharmo ko ijjat ka bhi ehsaas nahi hai
ijjat are ijjat yo inke pass nahi hai

hum jaante hai sharmo haya kaun chiz hai
hum jaante hai sharmo haya kaun chiz hai
ijjat ki humko tumse jyada tamiz hai
do ghunt chuha peele to billi ko de gaali
chuhe ki isi baat pe sab dete hai taali
gidad jo peele sher se takrane ko jaye
gidad ma chhupe sher ko e chiz jagaye
hum log ise kahte hai langur ke beti
ari lagur na hi e to hai, ari ha e to hai
ari ha e to hai, angur ki beti
ye akal ke andhe nahi sudhrenge umar bhar
gham ho khushi ho peete hai bottel nichod kar
koi mauka ho na ho
peena peelana chahiye
jinda rahne ke liye kuch to bahana chahiye samjhi
ho aashiqi najro se dekho
hai najare aur bhi jinda rahne ke liye
ab hai sahare aur bhi
tod de paimana bottel aur meena fod de
agar teri najro se mil jaye
to peena chhod de, sacchi ha ji
jisne pee li sharab uska khana kharab
jisne pee li sharab uska khana kharab
o jisne pee li sharab uska khana kharab
Maine Rakh Di Nishane
Singer: Asha Bhosle
Music: Sonik Omi
Lyricist: Kulwant Jani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Faqeer-Badshah/Maine-Rakh-Di-
maine rakh di nishane pe jaan
maine rakh di nishane pe jaan
sambhalo jara teer kaman
shauk se lo mera imtihaan
shauk se lo mera imtihaan
sambhalo jara teer kaman
teer kaman raja teer kaman
teer kaman raja teer kaman
maine rakh di

tan badan pe sitare sajakar
aa gayi hu main mehfil me dekho
mere hontho pe beshak hansi hai
tees hai dard ki dil me dekho
phir bhi bolegi bolegi bolegi na
phir bhi bolegi
ho phir bhi bolegi na ye jaban
ho phir bhi bolegi na ye jaban
sambhalo jara teer kaman
maine rakh di

chiz hu aaj se main bazari
meharbano pass mere aao
chand sikko ki jhankar pe tum
mere jalwo ki kimat lagao
maine khud hi saja li saja li saja li
maine khud hi
ha maine khud hi saja li dukan
maine khud hi saja li dukan
sambhalo jara teer kaman
maine rakh di nishane pe jaan
sambhalo jara teer kaman
teer kaman raja teer kaman
teer kaman raja teer kaman
maine rakh di
Beet Gayi Hai Kitne Zamane
Singer: Asha Bhosle
Music: Sonik Omi
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Faqeer-Badshah/Beet-Gaye-Hain
beet gaye hai kitne zamane
beet gaye hai kitne zamane
kaun hu main ye koi na jane
beet gaye hai kitne zamane
kitne zamane, kitne zamane

meri zindagi me aag lagake
soya to meri ninde churake
meri zindagi me aag lagake
soya to meri ninde churake
soya to meri ninde churake
aayi hu uski nind udane
aayi hu uski nind udane
kaun hu main ye koi na jane
beet gaye hai kitne zamane
kitne zamane, kitne zamane

baithi hu kabse aas lagaye
gin gin ke din maine bitaye
baithi hu kabse aas lagaye
gin gin ke din maine bitaye
gin gin ke din maine bitaye
kab aayenge din wo purane
kab aayenge din wo purane
kaun hu main ye koi na jane
beet gaye hai kitne zamane
kitne zamane, kitne zamane
Bahut Kala Savera Hai
Music: Sonik Omi
Lyricist: Gauhar Kanpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Faqeer-Badshah/Bahut-Kala-Sav
bahut kala savera hai
jaha hum log rahte hai
andhera hi andhera hai
jaha hum log rahte hai

hai itna bada sansaar
humara koi nahi, sahara koi nahi
hum jaye kiske dwar
humara koi nahi, sahara koi nahi
hai itna bada sansaar
humara koi nahi, sahara koi nahi

jane wale daya dhram hi
sath me tere jayega
deta ja kuch daan hume bhi
karam tere kaam aayega
dukhiyo pe ehsaan karega
daata se phal payega
kar daya hum pe ek baar
humara koi nahi, sahara koi nahi
hum jaye kiske dwar
humara koi nahi, sahara koi nahi

bhukha bachpan dar dar bhatke
andhi mamta roti hai
ratao ko hum jaagte hai phir
ho kismat apni soti hai
jane kaise jivan beete
bas ye chinta hoti hai
ho kaise beda paar
humara koi nahi, sahara koi nahi
hum jaye kiske dwar
humara koi nahi, sahara koi nahi

hai itna bada sansaar
humara koi nahi, sahara koi nahi
humara koi nahi, sahara koi nahi
humara koi nahi, sahara koi nahi
humara koi nahi, sahara koi nahi
Aaye Hai Laaye Hai
Music: Sonik Omi
Lyricist: Gauhar Kanpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Faqeer-Badshah/Aaye-Hain-Laay
aaye hai laye hai
aaye hai laye hai
le le ye diwana
de de ye dil jana
le le ye diwana
de de ye dil jana

aaye hai laye hai
aaye hai laye hai
le le ye diwana
de de ye dil jana
le le ye diwana
de de ye dil jana

aaye hai laye hai
aaye hai laye hai

aaye hai laye hai
aaye hai laye hai
le le ye diwana
de de ye dil jana
le le ye diwana
de de ye dil jana

aaye hai laye hai
aaye hai laye hai
le le ye diwana
de de ye dil jana
le le ye diwana
de de ye dil jana

aaye hai laye hai
aaye hai laye hai
Yu Na Dekh Mujhe
Singer: Asha Bhosle
Music: Sonik Omi
Lyricist: Gulshan Bawra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Faqeer-Badshah/Yun-Na-Dekh-Mu
yun na dekh mujhe dekh na o harjai
yun na dekh mujhe dekh na o harjai
har aankh yeh mujhse kahe main hun teri soudaai
yun na dekh mujhe dekh na o harjai
har aankh yeh mujhse kahe main hun teri soudaai
yun na dekh mujhe

ye paigam nigahon ke to aksar milte rehte hain
ye paigam nigahon ke to aksar milte rehte hain
aankho ke riste sun ae pagle bante bante , bante hain
tune, tune jhuthe aas lagai
yun na dekh mujhe dekh na o harjai
har aankh yeh mujhse kahe main hun teri soudaai
yun na dekh mujhe

pyar ka koi mol nahi hai lekin duniya kya jane
pyar ka koi mol nahi hai lekin duniya kya jane
dil ka sauda dil se hoga jaan le ye itna deewane
aise aise ho jayegi ruswayi
yu na dekh mujhe dekh na o harjaayi
yu na dekh mujhe dekh na o harjaayi
har aankh ye mujhse kahe main hu teri saudayi
yu na dekh mujhe