People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Jee Bharke Dekhlu Mai Tumhe
Singer: Kishore Kumar
Music: Usha Khanna
Lyricist: Verma Malik
Album: Deedar(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deedar/Jee-Bhar-Ke-Dekh-Loon-
ji bhar ke dekh lun mai tumhe
ji bhar ke dekh lun mai tumhe, zulfe idhar kar lo
sara jahan hai udhar tum nazar jidhar kar lo
ji bhar ke dekh lun mai tumhe

surkhi tere ruksaar pe, badalegi rag bahar ke
mahak uthi fizaye bhi, zulf teri sanvar ke
apni haya ki shokhiya, ab to idhar kar lo
sara jaha hai udhar, tum nazar jidhar kar lo
ji bhar ke dekh lun mai tumhe

bhige libaas me badan, lagta hai jaise gulab ho
shishe ki palaki me koi, jaise bhari sharab ho
bahe me bahe dal kar, dil pe asar kar lo
sara jaha hai udhar, tum nazar jidhar kar lo
ji bhar ke dekh lun mai tumhe
O Tere Khetonki Rakhwali
Music: Usha Khanna
Lyricist: Verma Malik
Album: Deedar(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deedar/O-Tere-Kheton-Ki-Rakhw
o tere kheto ki rakhwali ab mai naiyo jana
o tere kheto ki rakhwali ab mai naiyo jana
kyu naiyo jana mai naiyo jana kyu naiyo jana
o mere khet pukare tujhko mosam hai suhana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana
tere kheto me o rasiya o ho o
tere kheto me o rasiya ghutne ghutne pani
o ghutne ghutne pani

masti me aakar mere kahi dub na jaye jawani
dub na jaye jawani agar fisal gaya mera pav
kya kahe zamana mai naiyo jana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana
meri dharti ki haryali mere fasal ki tu hai jawani
fasal ki tu hai jawani
tere kadmo ko chumega mere khet ka pyasa pani
khet ka pyasa pani teri rah dekhti rahe tujhe lekar jana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana

mere aankho me pad jaye aankho me pad jaye
galo pe bah gaya kajal to rang kala ho jaye
rang kala ho jaye meri utr gayi jo surfi ban jaye fasana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana
ari mar fasane ko goli tu mil ja apne beli se
mil ja apne beli se bambai ki mai surkhi lau
aur surma lau bareli se surma lau bareli se
aa dal baho me bahe chal chhod bahana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana
mere khet pukare tujhko mosam hai suhana

aaja kheto ki rani o o oye
aaja kheto ki rani ab tod na mere sapne
tod na mere sapne chal dunga chhod ke gav
mai khet bechkar apne khet bechkar apne
kheto ko aag laga de agar tu nahiyo jana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana
itni si bat pe rutha ja dekha tera pyar dekha tera pyar
sab kuch tere kadmo pe kar dungi aaj nyochhavar
kar dungi aaj nyochhavar

teri marazi jaha bhi le chal mera wahi thikana
sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana
sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana
sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana
sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana
chal phir jana chal phir jana chal phir jana chal phir jana
Qasam Hai Tujhe Mehfil Ki
Music: Usha Khanna
Lyricist: Verma Malik
Album: Deedar(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deedar/Kasam-Hai-Tujhe-Mehfil
qasam hai tujhe mahfil ki mai nachun tu pi
mai nachun tu hik
bili bili bappa ba bappa
bappa ba bappa bappa ba bappa
bappa ba bappa bappa ba bappa
pine se pilane se paimane se maykhane se
begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha
pine se pilane se paimane se maykhane se
begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha

he javani me kabhi kis kabhi kis kabhi kis
he he ho ho he he
javani me kabhi kisi se ankh na lada
ankh lad jae to bhi dil na mila
dil mil jae bhi to shor na macha
mithe-mithe vado pe tu sabko nacha
kyun kyun kya
yahan dil bhi bura hai diladar bhi bura
ikrar bhi bura hai inkar bhi bura
ikrar bhi bura hai inkar bhi bura
pine se pilaane se paimane se mayakhane se
begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha
bili bili bappa ba bappa bili bili bappa ba bappa
bili bili bappa ba bappa bili bili bappa ba bappa

are dil de koi to koi to koi to
he he ho ho he
are dil de koi to dil tod do beshaq
ankh jo milae ankhe phod do beshaq hu hu
phul na mile to tahni mod do beshaq
buri duniya hai ise chhod do beshaq
kisalie kisalie kya
nek naam bhi bura badnam bhi bura
aagaaz bhi bura hai anjam bhi bura anjam bhi bura
pine se pilaane se paimane se mayakhane se
begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha
bili bili bappa ba bappa bili bili bappa ba bappa
bili bili bappa ba bappa bili bili bappa ba bappa

yeh duniya toh hai hai hai ah ah he he ho ho heh heh
yeh dunia toh hai paglon ka shehar
chahta nahi yeh kisi ki bhi khair
ik haath dosti toh ik haath bair
uppar se apne toh andar se gair
kaise ary kaise kya
kamiyab bhi bura hai nakaam bhi bura
mehfil bhi buri hai aur jaam bhi bura jaam bhi bura
pine se pilaane se paimane se mayakhane se
begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha
pine se pilaane se paimane se mayakhane se
begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha
Teri Hothon Ko Teri Lali Ko
Singer: Mukesh
Music: Usha Khanna
Lyricist: Verma Malik
Album: Deedar(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deedar/Tere-Hothon-Ko-Teri-La
tere hontho ko teri laali ko
tere yauvan ki hariyaali ko
tere hontho ko teri laali ko
tere yauvan ki hariyaali ko
teri angdayi me mila du
teri angdayi me mila du
bolo to geet bana du
tere hontho ko teri laali ko
tere yauvan ki hariyaali ko

julfo ke aawara sawan me
julfo ke aawara sawan me
tere ang ang ke darshan me
tere man ke kore darpan me
apni tasvir saja du
apni tasvir saja du
bolo to geet bana du
tere hontho ko teri laali ko
tere yauvan ki hariyaali ko

bindiya ki chanchal chitwan se
bindiya ki chanchal chitwan se
banho ke khanakte kangan se
payal ki chhanakti chhanchhan se
apni aawaaj mila du
apni aawaaj mila du
bolo to geet bana du
tere hontho ko teri laali ko
tere yauvan ki hariyaali ko
tere hontho ko teri laali ko
tere yauvan ki hariyaali ko