People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Pal Beet Gaya
Lyricist: Javed Akhtar
Album: Dastak(1996)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dastak/Pal-Beet-Gaya/ETo9fBFX
pal beet gaya ye to dhundenge hum isko fir jindagi me
pal beet gaya ye to dhundenge hum isko fir jindagi me
kal hona hai jo bhi ho aao ke is pal ko to
hum dono jee le ji bhar ke jee le
hum dono jee le ji bhar ke jee le
pal beet gaya ye to dhundenge hum isko fir jindagi me
kal hona hai jo bhi ho aao ke is pal ko to
hum dono jee le ji bhar ke jee le
hum dono jee le ji bhar ke jee le

sawere hi sawere khyal dil me mere
na jane aaj kaise kaise aaye
jo sath mai hu tere jo baho ke hai ghere
to kyu ye tera dil ghabraye
sawere hi sawere khyal dil me mere
na jane aaj kaise kaise aaye
jo sath mai hu tere jo baho ke hai ghere
to kyu ye tera dil ghabraye
hal kya is pyar ka ho jina hai ab hamko gam ya khushi me
kal hona hai jo bhi ho aao ke is pal ko to
hum dono jee le ji bhar ke jee le
hum dono jee le ji bhar ke jee le

ye dil darta hai ke isne suna hai
hai sari khushiya aani jani
lekin jo mera dil hai tu uski manjil hai
ki puri hoti hai yahi kahani
ye dil darta hai ke isne suna hai
hai sari khushiya aani jani
lekin jo mera dil hai tu uski manjil hai
ki puri hoti hai yahi kahani
chal tune kaha ye to bhul gayi gam ko mai ek ghadi me
kal hona hai jo bhi ho aao ke is pal ko to
hum dono jee le ji bhar ke jee le
hum dono jee le ji bhar ke jee le
pal beet gaya ye to dhundenge hum isko fir jindagi me
kal hona hai jo bhi ho aao ke is pal ko to
hum dono jee le ji bhar ke jee le
hum dono jee le ji bhar ke jee le
hum dono jee le ji bhar ke jee le
Milne SE Pehale
Lyricist: Javed Akhtar
Album: Dastak(1996)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dastak/Milne-Se-Pehle/EjpZWSZ
milne se pehle janeja hum dono hi ko tha ghuman
hai pyar bas ek dasta duniya mein hota hai kaha
phir hum mile to ye gul khile aise huye kuchh silsile
hum dono ne milke kaha ha pyar ka humko yaki ab aa gaya

dono mile to kho gaye, dono deewane ho gaye
dono mile to kho gaye, dono deewane ho gaye
ab hum hai aur jajbaat hai, ab hatho mein ye hath hai
ab aankhon mein ye khwab hai, ab dhadkane betab hai
ab sine mein armaan hai, ab dil mein ye tufan hai
ab pyar hi hai jindagi, ab pyar hi hai har khushi
ab pyar hi har baat hai, ab pyar hi din raat hai
hai pyar nas-nas mein chhupa, hai pyar rag-rag mein basa
hai pyar jaise ek nasha jo dono par hai chha gaya
milne se pehle janeja hum dono hi ko tha ghuman
hai pyar bas ek dasta duniya mein hota hai kaha
phir hum mile to ye gul khile aise huye kuchh silsile
hum dono ne milke kaha ha pyar ka humko yaki ab aa gaya

sun pyar ki aawaz sun, gunja hai dil ka saaj sun
sun pyar ki aawaz sun, gunja hai dil ka saaj sun
gunji hui hai har disha, gunji hui hai parbat ki hawa
gunji jami, gunja gagan, gunji huwa hai har chaman
gunji hui hai wadiya, gunji fiza, gunja sama
gunja hua ye geet hai, tere meri jo preet hai
sabse badi sachchai hai jo jindagi ne payi hai
tera mera jo pyar hai, jo pyar ka ikraar hai
pake use jaise ye dil hai apni manjil pe aa gaya
milne se pehle janeja hum dono hi ko tha ghuman
hai pyar bas ek dasta duniya mein hota hai kaha
phir hum mile to ye gul khile aise huye kuchh silsile
hum dono ne milke kaha ha pyar ka humko yaki ab aa gaya
Piya O Piya
Singer: Hema Sardesai
Lyricist: Javed Akhtar
Album: Dastak(1996)
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dastak/Piya-Piya/OxEhbit1XHc
piya o piya o piya
ye kya kar diya kar diya
wah wah wah wah wah wah
mithi mithi haye ek uljhan hai
pighala pighala mera tan hai
o piya o piya
ye kya kar diya kar diya
wah wah wah wah wah wah

aarzoo aise ghere hai haye mere badan ko
ha saap jaise aake lipte raat mein chandan ko
aarzoo aise ghere hai haye mere badan ko
saamp jaise aake lipte raat mein chandan ko
halki halki haye behoshi hai haye
gehri gehri haye khamoshi hai
piya o piya ye kya kar diya
wah wah wah wah wah wah
Jaadu Bhari Aankho Waali
Singer: Udit Narayan
Lyricist: Javed Akhtar
Album: Dastak(1996)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dastak/Jadoo-Bhari/Qx0vHAQFZw
mujhko jab aise dekhti ho tum, rang bhar jate hai fijao me
kasmasati hai aarju dil me, git ghul jate hai hawao me
jadu bhari aankho wali suno, jadu bhari aankho wali suno
tum aise mujhe dekha naa karo, tum aise mujhe dekha naa karo
jadu bhari aankho wali suno, jadu bhari aankho wali suno
tum aise mujhe dekha naa karo, tum aise mujhe dekha naa karo

phir mai koyi ummid karu, phir mujhe koyi arman ho
phir mai koyi ummid karu, phir mujhe koyi arman ho
tum shayad meri ban jao, phir dil ko aisa guman ho
par aisa naa hota achha hai, inn bato me kya rakha hai
mujhko aisi ummid naa do
jadu bhari aankho wali suno, jadu bhari aankho wali suno
tum aise mujhe dekha naa karo, tum aise mujhe dekha naa karo

phir dhadkan me tum bas jao, phir koyi ghazal mai gau
phir dhadkan me tum bas jao, phir koyi ghazal mai gau
phir chand me tumko mai dekhu, phulo me tumko pau
par aisa naa hota achha hai, iska anjam jo hota hai
woh dard hi deta hai dil ko
jadu bhari aankho wali suno, jadu bhari aankho wali suno
tum aise mujhe dekha naa karo, tum aise mujhe dekha naa karo
Sheeshe Bani Ek Ladki
Singer: Kumar Sanu
Lyricist: Javed Akhtar
Album: Dastak(1996)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dastak/Sheeshe-Se/RgMlSQNFGmk
shishe se bani ik ladki, patthar ke nagar me aayi
shishe se bani ik ladki, patthar ke nagar me aayi
vo dhudh rahi thi moti, aur patthar se takrayi
shishe se bani ik ladki, patthar ke nagar me aayi
shishe se bani ye ladki, is baat se hai anjaani
shishe se bani ye ladki, is baat se hai anjaani

jab ret chamkati hai to, lagti hai dur se pani
ye phul hai sab kagaz ke, lekin vo samajh na payi
shishe se bani ik ladki, patthar ke nagar me aayi
vo dhudh rahi thi moti, aur patthar se takrayi
shishe se bani ladki se, kah do ki na bad me rona
shishe se bani ladki se, kah do ki na bad me rona

kuchh log jo hai pital ke, kahte hai vo khud ko sona
ye jhuth kaa pul tutega, aur gahri hai gam ki khayi
ye jhuth kaa pul tutega, aur gahri hai gam ki khayi
shishe se bani ik ladki, patthar ke nagar me aayi
vo dhudh rahi thi moti, aur patthar se takrayi
Tumhe Kaise Mai Batau-1
Singer: Abhijit
Lyricist: Javed Akhtar
Album: Dastak(1996)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dastak/Tumhen-Kaise---1/XQYne
tumhe kaise mai batau, tumhe kaise mai kahu
mere bas me agar ho to, mai bas itna hi karu
tumhe din bhar, tumhe har pal, dekhta hi mai rahu
tumhe dekhu, tumhe chahu, tumhe pooju har pal
tumhe sochu, tumhe samjhu, tumhe mangu har pal
tumhe mai gungunau, tumhe gau har pal
mai tumhara hu, aisa diwana meri ja

mera marna bhi tumhi ho, mera jina bhi ho tum
meri madira bhi tumhi ho, mera pina bhi ho tum
meri chandi bhi tumhi ho, mera sona bhi ho tum
mera hasna bhi tumhi ho, mera rona bhi ho tum
meri sari sanso me, tum jaise ho ghuli
meri aankhe tumhe dekhe, chahe band ho ya khuli
mai tumhara hu, aisa diwana meri ja

mere dil me hai ye arma, tumhe ek din pau
is ambar se bhi aage, tumhe lekar jau
jaha raho me ho bikhre, sab chand or tare
jaha geeto ke bahte ho, mithe dhare
jaha khwabo ki duniya, kabhi soi nahi ho
jaha tum ho jaha mai hu, or koi nahi ho
mai tumhara hu, aisa diwana meri ja
Tumhe Kaise Mai Batau
Singer: Abhijit
Lyricist: Javed Akhtar
Album: Dastak(1996)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dastak/Tumhen-Kaise/MhoDXzVHZ
tumhe kaise mai batau tumhe kaise mai kahu
mere bas me agar ho to mai bas itna hi karu
tumhe din bhar to har pal dekhta hi mai hu
tumhe dekhu tumhe chahu tumhe pooju har pal
tumhe sochu tumhe samjhu tumhe mangu har pal
tumhe mai gungunau tumhe gau har pal
mai tumhara hu aisa diwana meri ja

mera marna bhi tumhi ho mera jina bhi ho tum
meri madira bhi tumhi ho
mera pina bhi ho tum
meri chandi bhi tumhi ho
mera sona bhi ho tum
mera hasna bhi tumhi ho
mera rona bhi ho tum
meri sari sanso me
tum jaise ho ghuli
meri aankhe tumhe dekhe
chahe band ho khuli
mai tumhara hu aisa diwana meri ja

mere dil me hai ye armaa
tumhe ek din pau
is ambar se bhi aage tumhe lekar jau
jaha raho me ho bikhre sab chand or tare
jaha geeto me bahte ho meethe dhare
jaha khwabo ki dunia kabhi soi nahi ho
jaha tum ho jaha mai hu or koi nahi ho
mai tumhara hu aisa diwana meri ja