People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Jise Ye Duniya Thukhraaye
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darpan(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darpan/Jise-Yeh-Duniya-Thukra
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye
tere saparsh se madira bhi ganga jal ban jaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye

jiwan tufani dhara aur tera naam kinara
jiwan tufani dhara
jiwan tufani dhara aur tera naam kinara
ruthe majhi tuti naiya tu hi paar lagaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye

jag khoya rang raliyo me
hamko feka galiyo me
jag khoya rang raliyo me
jag khoya rang raliyo me
hamko feka galiyo me
tuta sapna futa darpan aankho ko na bhaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye

hum sikh rahe hai jina apne jakhmo ko sina
hum sikh rahe hai jina
hum sikh rahe hai jina apne jakhmo ko sina
humne dukh ke kaante chunkar
sukh ke phul khilaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye
tere saparsh se madira bhi ganga jal ban jaye
jise ye duniya thukraye use tu hi bas apnaye
Darpan Jhut Na Bole
Singer: Manna Dey
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darpan(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darpan/Darpan-Jhoot-Na-Bole/J
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
jo sach thaa tere saamane aayaa
has le chaahe ro le
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
darpan juth naa bole

bandhan todaa jaa sakta hai
jag ko choda jaa sakta hai
bandhan todaa jaa sakta hai
jag ko choda jaa sakta hai
apne aapse bhaag rahe ho
apne aapse bhaag rahe ho
tum ho kitne bhole
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole

dur kinaara tuti naiyaa
lekin puchhe ye purvaiyaa
dur kinaara tuti naiyaa
lekin puchhe ye purvaiyaa
apne aap bane tum maanjhi
apne aap bane tum maanjhi
phir kaahe man dole
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole

aisi hai jiwan ki batiyaa
yaa to ye man mich le ankhiyaa
aisi hai jiwan ki batiyaa
yaa to ye man mich le ankhiyaa
ya phir naa ghabhraye jab
sacchayi ghunghat khole
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
jo sach thaa tere saamane aayaa
has le chaahe ro le
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
darpan juth naa bole, darpan juth naa bole
Chali Mere Dulhan Ki Doli
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darpan(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darpan/Chali-Meri-Dulhan-Ki-D
chali meri dulhan ki doli
hoye chali meree dulhan ki doli
sath hai jivansathi kya karne hain barati
chali meree dulhan ki doli
hoye chali meri dulhan ki doli

mast pavan ke ye jhonke
sang ban ke aaj kaha re chale
babul ke ghar se gori ko le ke
sajan ke dwar chale
sang yeh badriya bhi ho li ho li
chali meree dulhan ki doli
hoye chali meri dulhan ki doli

duniya divani kehti thi
patjhad me phul nahi khilate
hatate nahi parvat raste se
dharti aakash nahi milate
duniya hai yeh kitni bholi-bhali
chali meree dulhan ki doli
hoye chali meri dulhan ki doli

phulo ke nahi armano ke
main haar tujhe pahanaunga
kaliyo se nahi aashao se
main teree sej sajaunga
mere hamrahi hamjoli hamjoli
chali meree dulhan ki doli
hoye chali meri dulhan ki doli
Jal Gayi Jal Gayi Duniya Jal Gayi
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darpan(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darpan/Jal-Gai-Jal-Gai-Yeh-Ja
are jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
ae he jalne de duniya jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
are jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
ae he jalne de duniya jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de

ho ya ya ya ya jab ye nain ishara karte hai
ho ya ya ya ya jab ye nain ishara karte hai
ho ya ya ya ya chup ke log najara karte hai
maja bhi lete hai khfa bhi hote hai
logo ki jaan niklne de
ye prem ka riksha chalne de
logo ki jaan niklne de
ye prem ka riksha chalne de
jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de

o ya ya ya ya piya re preet me duniya chodi hai
o ya ya ya ya piya re preet me duniya chodi hai
ho ya ya ya ya piya ri khub hamari jodi hai
dukho ki rato ko gamo ki bato ko
khushiyo me aaj badlne de
ye prem ka riksha chalne de
khushiyo me aaj badlne de
ye prem ka riksha chalne de
jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
ae he jalne de duniya jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de

ho ya ya ya ya jivan ke ye khel tamashe hai
ho ya ya ya ya jivan ke ye khel tamashe hai
ho ya ya ya ya hum dono janam ke pyase hai
gulabi aankhon se sharabi ho ho ke
girne de aur sambhalne de
ye prem ka riksha chalne de
girne de aur sambhalne de
ye prem ka riksha chalne de
jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
are jal gai jal gai jal gai duniya jal gai
ae he jalne de duniya jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
duniyan jalti hai jalne de
ye prem ka riksha chalne de
Tere Pyar Ka Kya Jawab Doo
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darpan(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darpan/Tere-Pyar-Ka-Kya-Jawab
tere pyar ka kya jawab du
mai ye sochti hu mai kya kahu
inkar karne ka hak to hai
ikrar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi

tujhe dar nahi hai samaj ka
tujhe dar nahi hai samaj ka
kisi rasam ka ya riwaz ka
mere dil ke jakham siyega tu
mai jahar bhi hu to piyega tu
teri baat sach hai magar
mujhe atbaar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi

meri aarzu to wo kar sake
meri aarzu to wo kar sake
meri mang koi na bhar sake
meri jindagi to na khil sake
mai jo maut mangu na mil sake
yahi faisla hai nasib ka
takraar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi

mujhe bhul ja mujhe jaan le
mujhe bhul ja mujhe jaan le
meri bebasi pahchan le
na mai soj hu na mai saaz hu
mai kisi gunah ka raaz hu
khamosh rahne ka hak to hai
khamosh rahne ka hak to hai
izhaar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
mujhe pyar karne ka hak nahi
Bhuja Do Deepak Hu
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darpan(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darpan/Bujha-Do-Deepak/KSA9Ww
bujha do dipak, hu andhera kar do - (2)
utha do ghunghat hay savera kar do
bujha do dipak hu
bujha do dipak

sharam key mare hatho se yeh chehra dhanp key - (2)
naa dur dur jao, darr se kanp kanp key
kee abb aao pas, meree pyas toh mita do

koyee gham hai toh hay woh meraa kar do
bujha do dipak

badal lo rup apna aaj mere pyar se - (2)
saja do meree sunee sej ko bahar se
khushee key phul gham kee dhul peh bichha key

ise khushiyo kaa hay basera kar do
bujha do dipak
Ek Gagan Ka Raja
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Darpan(1970)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darpan/Ek-Gagan-Ka-Raja/NFpSZ
ek gagan ka raja ek chaman ki rani in
dono ke pyar ki sunau mai kahani
ek gagan ka raja ek chaman ki rani in
dono ke pyar ki sunau mai kahani

ek ka nam chanda ek ka nam chakori in
dono ke pyar ki sunau mai kahani
ek gagan ka raja chandani rato me bato bato me
chandani rato me bas ye dono sama gaye ek duje ki aankho me
chandani rato me wo bhi pagal premi ye bhi prem diwani
in dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja

fir wo din aaya sabne samjhaya fir wo din aaya
dekho dharti gagan nahi milte kyu dhokha khaya fir wo din aaya
jhuthi aas lagai sachi bat na mani in
dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja

aage sun haye naina bhar aaye aage sun haye
ek din dono bichhad gaye aakash me badal chaye
aage sun haye chham chham barse naina
rim jhim barsa pani in dono ke pyar ki sunau mai kahani
ek ka nam chanda ek ka nam chukari
in dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja