People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Sanam Ho Khuda Ho
Music: Ram Lakshman
Lyricist: Mahendra Dehlvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dard-E-Dil/Sanam-Ho-Khuda-Ho/
sanam ho khuda ho suno mere kya ho
darde dil ki tum dawa ho jane jana jane wafa ho
darde dil ki tum dawa ho jane jana jane wafa ho
sanam ho khuda ho suno mere kya ho
darde dil ki tum dawa ho jane jana jane wafa ho
darde dil ki tum dawa hojane jana jane wafa ho

yar mangne jane wo aa jaye yar mangne jane wo aa jaye
khol di hai dilade talya nu sona chandi to har koi pa jaye
yar milde nasiba walya nu tum sath ho to algta hai
ek sath mera saya hai tum hi jaha me apne ho
baki jaha paraya hai sanam ho khuda ho suno mere kya ho
dard e dil ki tum dawa ho jane jana jane wafa ho
darde dil ki tum dawa ho jane jana jane wafa ho

tera sath na chute ranjhya we tera sath na chute ranjhya we
chahe jism se jan chut jaye ho mera pyar na ruthe hiriye
ho jag ruth jaye rab ruth jaye jannat ho teri baho ki
duja na asra mangu mahbub pa liya tujhsa
malik se or kya mangu sanam ho khuda ho suno mere kya ho
dard e dil ki tum dawa ho jane jana jane wafa ho
darde dil ki tum dawa ho jane jana jane wafa ho
Ek Nazar Dekhna Hai
Music: Ram Lakshman
Lyricist: Mahendra Dehlvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dard-E-Dil/Ek-Nazar-Dekhna-Ha
ik nazar dekhna hai bas mujhko parda-e-husn toot jayega
jo nigaho se door baitha hai wo nigaho ke pass aayega

yaar mera are pyaar mera
yaar mera bach ke kaha jayega
are pyaar mera bach ke kaha jayega
ho meri aawaz se naazo andaaz se
raks karta hua bas me aayega
yaar mera bach ke kaha jayega
o pyaar mera bach ke kaha jayega

kisko bachne ki ab aarzu hai yaha
door jaane ki hasrat kise hai miya
ham to jalwa dikhane ko betaab the
tune aawaz di aa gaye ham yaha
tere aaghosh me chaand muskayega
yaar tera bach ke kaha jayega
haye pyaar mera bach ke kaha jayega
yaar tera bach ke kaha jayega
are pyaar mera bach ke kaha jayega

raasta mere kunche ka dushwar hai
beech me is zamaane ki diwaar hai
ishk kya hai jo duhswariyo se dare
ghut ke mar jaaye chup chup ke aahe bhare
sar pe bandhe kafan mai yaha aa gya
yaar ka tune deedar to paa liya
hai dua yaar ka dar salamat rahe
laakh sajde kare sar salamat rahe
pyaar kya hai jamane ko dikhlayenge
jaan dekar bhi ham tujhko paa jayenge
ye jo hoga sitam apni dohrayi ka
yaar tera bach ke kaha jayega
haye pyaar mera bach ke kaha jayega
arey yaar tera bach ke kaha jayega
ho pyaar mera bach ke kaha jayega
Tina Mushkil Kardiya Jeena
Music: Ram Lakshman
Lyricist: Mahendra Dehlvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dard-E-Dil/Tina-Mushkil-Kar-D
tina mushkil kar diya jina ho tina mushkil kar diya jina
itna batade mujhse pahle kis kis
itna batade mujhse pahle kis kis ka dil china
tina mushkil kar diya jina

iska bhi china dil uska bhi china dil
naam kis kis ka batau kis kis
naam kis kis ka batau dewane
are ab na mai dil kabhi du na kisi ko
dur se hi ankhiya ladau mastane
tina mushkil kar diya jina
itna batade mujhse pahle kis kis
itna batade mujhse pahle kis kis ka dil china
ho tina mushkil kar diya jina

kaise tujhe du dil dekhi hai mahfil
mil mujhe kahi pe akele kis kis
mil mujhe kahi pe akele dil lele
are hogi badi muskil yaha jo mai du dil
yaha to hai aashiko ke mele albele
ho tina mushkil kar diya jina
are tina hi tina are tina hi tin
Hathkadiya Lagva Doongi
Music: Ram Lakshman
Lyricist: Mahendra Dehlvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dard-E-Dil/Hathkadiyan-Lagva-
hathkadiya lagwa dungi chabile tohe jane na dungi
chabile tohe jane na dungi tujhe kaid mai karwadungi
rasila tujhe jane na dungi re jane na dungi
hathkadiya lagwa dungi chabile tohe jane na dungi
chabile tohe jane na dungi

katil naina me dal ke kajal chankaungi jab apni payal
tu kya hai teri hasti hi kya hai jane kitne dil honge ghayal
tirchi najar se karke ishara churiya chalwa dungi
hathkadiya lagwa dungi chabile tohe jane na dungi
tujhe kaid mai karwadungi rasila tujhe jane na dungi re
jane na dungi

dekh re meri gali me na aana baka sipahiya hai mera diwana
ho mujhko samjh na tu aisi waisi
chahu to dikhla dungi chutki me thana
nam ki teri rapat likhwake tujhko bandhwa dungi
rasila tujhe jane na dungi chabile tohe jane na dungi
tujhe kaid mai karwadungi rasila tujhe jane na dungi re
jane na dungi
Jhatak Ke Daaman
Singer: Nitin Mukesh
Music: Ram Lakshman
Lyricist: Mahendra Dehlvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dard-E-Dil/Jhatak-Ke-Daman/IQ
jhatak ke daaman dikha ke aankhe chali wo jaane kaha
karega peecha wahi diwana pyari na ho jise jaa
kudi ik chali hawao ki tarah galiyo me jaane ab kya hoga
kudi ik chali hawao ki tarah galiyo me jaane ab kya hoga
gussa mukhde pe labo pe gaali dilwalo ka bura hoga
ho kudi ik chali

ik to hasi hai bala ki yaaro uspe nasha hai jawani ka
kaise koi roke tinke se rukh dariyaao ke paani ka
naam to jawani hai rawani ka
kudi ik chali hawao ki tarah galiyo me jaane ab kya hoga
gussa mukhde pe labo pe gaali dilwalo ka bura hoga
ho kudi ik chali

kisko pata hai ye haseen laila majnu kise bana daale
badi badi aankho se dekhe jisko rasta use bhula daale
rang chehre ka uda daale
kudi ik chali hawao ki tarah galiyo me jaane ab kya hoga
gussa mukhde pe labo pe gaali dilwalo ka bura hoga
Bheega Bheega Mausam Hai
Music: Ram Lakshman
Lyricist: Mahendra Dehlvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dard-E-Dil/Bheega-Bheega-Maus
bheega bheega masuam hai dildara
bas me nahi hai dil aawara
ulfat ki nadiya chadne lagi hai
doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara
bheega bheega masuam hai dildara
bas me nahi hai dil aawara
ulfat ki nadiya chadne lagi hai
doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara

aanchal mera udne laga masti me hu mai mere piya
tu jal gayi mai jal gaya shole pade ke paani pada
ho ye kaisi aag lage paani me
haye ham lut gaye hai jawani me
arey ham lut gaye hai jawani me
bheega bheega masuam hai dildara
bas me nahi hai dil aawara
ulfat ki nadiya chadne lagi hai
doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara

hai aasma pe badliya or uspe ham tum dono jawa
milta nahi apna nisha ham kho gaye hai jaane kaha
ho ye na pucho ham kaha kho gaye
haye ik duje me ham gum ho gaye
arey ik duje me ham gum ho gaye
bheega bheega masuam hai dildara
bas me nahi hai dil aawara
ulfat ki nadiya chadne lagi hai
doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara
doob jayenge ham yaara doob jayenge ham yaara