Mere Hamdam Mere Kareeb Aavo
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dahleez/Mere-Hamdam-Mere-Kare
mere humdam mere karib aao
mere nagme tumhe bulate hai
mere humdam mere karib aao
mere nagme tumhe bulate hai
kaun zanjir rokti hai tumhe
kyu kadam laut laut jate hai
mere humdam mere karib aao
mere nagme tumhe bulate hai
jab dilo me nahi duri
raaz-e-dil mujhse kyu chhupati ho
apni uljhan chhupake tum mujhse
kyu meri uljhan badhati ho
kyu najar me hai khauf ke saaye
honth kyu kaanp kaanp jate hai
mere humdam mere karib aao
mere nagme tumhe bulate hai
tumko duniya se dar jo lagta hai
sabse chhupkar meri najar me raho
dil tumhare liye sajaya hai
dil me aajao apne ghar me raho
bandishe sari tod dete hai
pyar me dil jo dub jate hai
mere humdam mere karib aao
mere nagme tumhe bulate hai
kaun zanjir rokti hai tumhe
kyu kadam laut laut jate hai
mere humdam mere

Dil Bekarar Vayi Vayi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dahleez/Dil-Beqarar/NyIcSzheA
hey dil beqarar vayi vayi tujhpe nisar
vayi vayi hirni si aankho vali ho ho
dil beqarar vayi vayi tujhpe nisar
vayi vayi hirni si aankho vali ho ho
kali kali julfe teri gaal gulabi hey shawa
behki behki mast aadaye chal sharabi hey shawa
chal sharabi hey shawa teri chal sharabi hee shawa
ja ja dil ko sambhal jatta teri ye
chal jatta mujh par nahi chalne vali
dil ko sambhal jatta teri ye chal jatta mujh par nahi chalne vali
mujhko pehli bar mila aisa majnu he shawa
ek nazer me dil dede kaisa majnu hey shawa
kaisa majnu hey shawa ye kaisa majnu hey shawa
dil beqarar vayi vayi tujhpe nisar
vayi vayi hirni si aankho vali haye
tere dil me pyar hai mera ab na kar inkar dilbar janiye
tere dil me pyar hai mera ab na kar inkar dilbar janiye
oye chal gaya tujh par mera jadu kar le ab ikrar dilbar janiye
baari barsi khtan gaya te khat ke le aaya sona teri meri nahi nibhni
chahe kar kitna bhi jadu tona dil beqarar vayi vayi
tujhpe nisar vayi vayi hirni si aankho vali hey
dil ko sambhal jata teri ye chal jatta mujh par nahi chalne vali
nain mila ke rog laga ke tarsega bekar kehna man le
nain mila ke rog laga ke tarsega bekar kehna man le
nind uda ke nain chura ke chal dugi mai yaar khana maan le
baari barsi khtan gaya te khat ke le aaya gobhi
oye mere naal nibha le nahi to le jayega koi jogi
dil ko sambhal jatta teri ye chal jata mujh par nahi chalne vali
dil beqarar vayi vayi tujhpe nisar vayi vayi hirni si aankho vali hey
Tum Aaye Tho Humko
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dahleez/Tum-Aaye-To-Hum-Ko/ER
tum aaye to ham ko aaj wo phir bhula hua kissa yaad aaya
tum aaye to ham ko aaj wo phir bhula hua kissa yaad aaya
jo tut ke bhi tuta na kabhi jo tut ke bhi tuta na kabhi
dil ka vo rista yaad aaya tum aaye to ham ko aaj wo phir
is mod pe mil kar aaj hame kya janiye kya kya yaad aaya
is mod pe mil kar aaj hame kya janiye kya kya yaad aaya
halat ke hatho dil koi halat ke hatho dil koi
majbur tha kitna yaad aaya halat ke hatho dil koi
majbur tha kitna yaad aaya
tum aaye to ham ko aaj wo phir
aankho me abhi tak chubhte hai vo khawab jo milkar dekhe the
thahra hai abhi tak vakat vahi kal hamse jahan tum bichade the
kal hamse jeha tum bichade the jis raah pe dil khoya tha kabhi
jis raah pe dil khoya tha kabhi fir aaj wo
kissa yaad aaya halat ke hatho dil koi
majbur tha kitna yaad aaya tum aaye to ham ko aaj wo phir
kuch khawab ahdure rahte hai kuch jakham kabhi silte hi nahi
jewan me wefa ke kuch lamhe ho jaye to milte hi nahi
ek aisa hi apne hatho se ek aisa hi apne hatho se
khoya hua lamha yaad aaya tum aaye to ham ko aaj
wo phir bhula hua kissa yaad aaya halat ke hatho dil koi
hamrah ager tum aa jao awaj safer fir ho jaye
ye waqt mila hai muskil se ye waqt kahi na kho jaye
ye waqt kahi na kho jaye
jo vada na tum ko yaad raha jo vada na tum ko yaad raha
hamko vo vada yaad aaya halat ke hatho dil koi
majbur tha kitna yaad aaya tum aaye to ham ko aaj wo phir
ye moad na jane kaisa hai rasta hai mager manzil hi nahi
bas ek jeha arman kai sine me mere vo dil hi nahi
jo hath se chuat kar tut gaya
jo hath se chuat kar tut gaya
dil ka vahi sisa yaad aaya jo tut ke bhi tuta na kabhi
jo tut ke bhi tuta na kabhi dil ka vahi rista yaad aaya
halat ke hatho dil koi majbur tha kitna yaad aaya
tum aaye to ham ko aaj wo phir bhula hua kissa yaad aaya
yaad aaya yaad aaya
Bewafa Jaa Tera Vaada
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dahleez/Bewafa-Ja/Gh88RAJxW34
bewafa ja tera wada dekha
bewafa ja tera wada dekha
humne kal bhi tera rasta dekha
bewafa ja tera wada dekha bewafa ja
tune khayi thi najane ki kasam
umar bhar sath nibhane ki kasam
zindagi bhar na bhulane ki kasam
zindagi bhar na bhulane ki kasam
teri kasmo ka bharosa dekha
bewafa ja tera wada dekha bewafa ja
dil ko barbade tamana karke
rahe ulfat me andhera karke
kya mila pyar ko ruswa karke
kya mila pyar ko ruswa karke
humne bedard na tujhsa dekha
bewafa ja tera wada dekha bewafa ja
dil me arman jagaye kyu the
khawab aankho ko dikhaye kyu the
tumko jana tha to aaye kyu the
tumko jana tha to aaye kyu the
gam hi ulfat ka natija dekha
bewafa ja tera wada dekha
bewafa ja tera wada dekha
humne kal bhi tera rasta dekha
bewafa ja tera wada dekha bewafa ja
Jhoomi Baharo Ka
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dahleez/Jhoomti-Baharon-Ka-Sa
jhoomti baharo ka sama pyar ki umange hai jawa
hotho pe tarane chale hai do diwane pyar ki basane dunia
jhoomti baharo ka sama pyar ki umange hai jawa
hotho pe tarane chale hai do diwane pyar ki basane dunia
jhoomti baharo ka sama
git koi pyar ka sunati hai hawa aaj mere sang sang gati hai hawa
git koi pyar ka sunati hai hawa aaj mere sang sang gati hai hawa
dil se dil mile phul se khile muskurati hai vadiya
jhoomti baharo ka sama pyar ki umange hai jawa
hotho pe tarane chale hai do diwane pyar ki basane dunia
dil se mile dil to ekrar ho gaya aaj hame zindagi se pyar ho gaya
dil se mile dil to ekrar ho gaya aaj hame zindagi se pyar ho gaya
dil ne jo kahi dil ne jo suni katam na ho vo dastan
jhoomti baharo ka sama pyar ki umange hai jawa
hotho pe tarane chale hai do diwane pyar ki basane dunia
jhoomti baharo ka sama
aaj mila jine ka bhana ham ko
kah do na dhunde ye jamana hum ko
aaj mila jine ka bhana ham ko
kah do na dhunde ye jamana hum ko
aa chale udher le chale jidher dhadkano ka ye karva
jhoomti baharo ka sama pyar ki umange hai jawa
hotho pe tarane chale hai do diwane pyar ki basane dunia
jhoomti baharo ka sama pyar ki umange hai jawa
Ek Adhuree Si Mulakat
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dahleez/Ek-Adhurisi-Mulaqat-H
ek adhuri si mulakat hui thi jisse
ek adhuri si mulakat hui thi jisse
jane ab un se mulakat ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jisse
jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din
jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din
jane us raah pe ab sath kabhi ho ke na ho
jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din
kuch bataya hi nahi hath chudane, ka sabab
kuch bataya hi nahi hath chudane, ka sabab
fir na aane ka sabab, ruth ke jane ka sabab
puchte unse mager, bat kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jinse
meri khamosh mohabbat na samjha koi
meri khamosh mohabbat na samjha koi
dil yuhi choad gaya aag me jalta koi
dil pe ab pyar ki barsat ho ke na ho
jis hasi raah pe ham sath chale, the kuch din
zindagi ko kisi chehere ka ujala na mila
zindagi ko kisi chehere ka ujala na mila
thak gaye paav mager koi saya na mila
unki julafo ke tale raat kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jisse
hame socha tha ke ab sath na chutega kabhi
hame socha tha ke ab sath na chutega kabhi
zindagi bhar ka bhandhan hai na tutega kabhi
do ghadi bhi mager ab sath kabhi, ab sath ho ke na ho
jane us raah pe ab sath kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jisse
jane ab un se mulakat ho ke na ho