Sachha Aashique Hai Tho Thu
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Damini/Sachcha-Ashiq-Hai-To/Q
sacha aashik hai to tu laut ke phir aayega
sacha aashik hai to tu laut ke phir aayega
agar tera pyar nasha hai to utar jayega

dil ki aawaz jidhar hai wo udhar jayega
dil ki aawaz jidhar hai wo udhar jayega
agar mera pyar nasha hai to utar jayega
agar mera pyar nasha hai to utar jayega
sacha aashik hai to tu laut le phir aayega
agar tera pyar nasha hai to utar jayega
agar tera pyar nasha hai to utar jayega
janeman dil ka lagana to bada aasan hai
rasme ulfat ko nibhana to bada mushkil hai
shisha e dil to todna to bada aasan hai
ishk me khud ko mitana to bada mushkil hai
imtiha lungi main imtiha lungi main
meri chahat me jamane ko tu thukrayega
meri chahat me jamane ko tu thukrayega
agar tera pyar nasha hai to utar jayega
agar tera pyar nasha hai to utar jayega
dil ki raaho me biche rahte hai jalte shole
jo hai parwane wo to is me jala karte hai
pyar gulshan nahi kato ka ghana jungle hai
jo hai deewane wo to is me jala karte hai
aazmale mujhe aazmale mujhe
ab kisike bhi mitane se na mit payega
ab kisike bhi mitane se na mit payega
agar mera pyar nasha hai to utar jayega
agar mera pyar nasha hai to utar jayega
mere mahbub wafao me asar karta chal
aaj hai teri mohabbat ke faisle ki ghadi
mere dildar duao me asar paida kar
tut jaye na dard ke rishto ki kadi
aazamaungi main aazmaunga main
ab kabhi mohabbat na bhulayga
ab kabhi mohabbat na bhulayga
sacha aashik hai to tu laut ke phir aayega
sacha aashik hai to tu laut ke phir aayega
agar tera pyar nasha hai to utar jayega
agar tera pyar nasha hai to utar jayega
Jabse Tumhe Dekha
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Damini/Jab-Se-Tumhen-Dekha/QQ
jabse tumko dekha hai sanam kya kahe kitne hai bechain
jabse tumko dekha hai sanam kya kahe kitne hai bechain
jabse tumko chaaha hai sanam kya kahe kitne hai bechain
pahli nazar me kiya aisa jaadu
na hosh hai na hai dil pe mere kaabu
ha pahli nazar me kiya aisa jaadu
na hosh hai na hai dil pe mere kaabu
ye sochke ghabarau aashik na ban jaau
jabse tumko maanga hai sanam nind hai na mujhe kahi chain
jabse tumko dekha hai sanam kya kahe kitne hai bechain
tune churali meri nind saari
kitni sataye muze bekarari
ho tune churali meri nind saari
kitni sataye muze bekarari
teri yaad jo aati hai koi dard jagaati hai
jabse tumko paaya hai sanam dekhu sapne din rain
jabse tumko dekha hai sanam kya kahe kitne hai bechain
jabse tumko dekha hai sanam kya kahe kitne hai bechain
jabse tumko chaaha hai sanam kya kahe kitne hai bechain
Kaaga Tho Udgaya
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Damini/Kaga-To-Ud-Gaya/Lzo-AR
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
baithi hu main kabse ghungat pat khol ke
baithi hu main kabse ghungat pat khol ke
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
baithi hu main kabse ghungat pat khol ke
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
nas nas me meri virah ki pyas hai
nas nas me meri virah ki pyas hai
man ke mayur ko milan ki aas hai
thak gaye naina to rasta nihar ke
haari manmit main to tujhko pukar ke
mere ang ang me jahar ras ghol ke
mere ang ang me jahar ras ghol ke
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
aaja pardesiya sapno ke gaav me
aaja pardesiya sapno ke gaav me
tujhko chupalu main palko ki chhav me
yauvan ki kayi uthti umang se
tan tera rang du preet ke rang se
tujh bin rah gaya kawara man dol ke
tujh bin rah gaya kawara man dol ke
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
baithi hu main kabse ghungat pat khol ke
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
kaga to ud gaya mithi boli bol ke
Gawah Hai Chand Taare
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Damini/Gawah-Hai-Chand-Tare/A
gawah hai chaand taare gawah hai
gawah hai chaand taare gawah hai
tere mere milan ke apne deewanepan ke
nazare gawah hai
gawah hai chaand taare gawah hai
gawah hai chaand taare gawah hai
tere mere milan ke apne deewanepan ke
nazare gawah hai
gawah hai chaand taare gawah hai
tumko rakhunga dil me basake meri dhadkan tum ho
dekhunga tumko shamosahar main mera darpan tum ho
tumko rakhunga dil me basake meri dhadkan tum ho
dekhunga tumko shamosahar main mera darpan tum ho
jee na sakunga main hoke juda
gawah hai chaand taare gawah hai
gawah hai chaand taare gawah hai
tere mere milan ke apne deewanepan ke
nazare gawah hai
gawah hai chaand taare gawah hai
damini damini damini o meri damini
damini damini damini o meri damini
bhul gayi main is duniya ko pyar hua jabse
tere siwa kuchh aur na maangu main to mere rabse
bhul gayi main is duniya ko pyar hua jabse
tere siwa kuchh aur na maangu main to mere rabse
seene me arma hai lab pe dua
gawah hai chaand taare gawah hai
gawah hai chaand taare gawah hai
tere mere milan ke apne deewanepan ke
nazare gawah hai
gawah hai chaand taare gawah hai
gawah hai chaand taare gawah hai
damini damini damini o meri damini
damini damini damini o meri damini
damini damini damini main teri damini
damini damini damini main teri damini
Bin Sajan Jhula Jhulu
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Damini/Bin-Sajan-Jhoola-Jhulu
bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu
bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu
jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu
main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya
main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya
pyar mere maine tujhe apne dil me basaya
bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu
tadpe kitne sal tak aur na ab tadpa
kehti hai ye duriya seene se lag ja
tera rasta dekhte rehte the ye nain
tu na jane sajna kaise kate din re
ho phulo pe jawani aayi rut kya suhani aayi
nayi zindagani layi na ja
bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu
bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu
jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu
main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya
pyar mere maine tujhe apne dil me basaya
bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu
jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu
main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya
pyar mere maine tujhe apne dil me basaya
har pal tere pyar ko tarse mera dil
dur mere aankho se hai sapno ki manzil
har pal tere pyar ko tarse mera dil
dur mere aankho se hai sapno ki manzil
itni akeli hu main yaado ki saheli hu main
ab to ek paheli hu main aaja