Yaar Mera Chikna Ghada
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Badle-Ki-Aag/Yaar-Mera-Chikna
yaar mera chikna ghada
oye yaar mera chikna ghada
baat karte fisal gaya baat se ki vo to
mere samne khada ki vo to mere samne khada
ki hath aate nikal gaya hath se
yaar mera chikna ghada
baat karte fisal gaya baat se
yaar mera chikna ghada
aankho ke darwaje se mai sari raat gujari
aankho ke darwaje se mai sari raat gujari
dekh cheer ke mera kaleja hai tasvir tumhari
oye raja teri raho pe mai to
tadap rahi kal raat se ki yaar mera chikna ghada
baat karte fisal gaya hath se
ki yaar mera chikhna ghada
teri ye bharpur jawani
teri ye bharpur jawani
kar gayi ek dhamaka
ek daku ne dekho mere dil pe mara daka
ki lut gayi jawan ladki
tere pyar ki mtthi mitthi baat se
yaar mera chikna ghada
baat karte fisal gaya baat se
yaar mera chikna ghada
bharke tujhko mai baho me tera roop chura lu
bharke tujhko mai baho me tera roop chura lu
gore rang pe honth laga ke apni pyas buja lu
sarur tere nas nas me
nasha chad jaye teri mulakat se
sarur tere nash nash me
nasha chad jaye teri mulakat se
oye yaar mera chikna ghada
baat karte fisal gaya baat se
ki vo to mere samne khada
ki hath aate nikal gaya hath se
ki yar mera chikna ghada
Jawaani Mey Aate Hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Badle-Ki-Aag/Jawani-Men-Aate-
l l.o o.v l.o.v.e l.o.v.e javani me aate hai
aate hai daur chaar intjar aitbar
intajar aitbaar ikraar or pyaar intajar aitbaar ikraar or pyaar
l l.o o.v l.o.v.e l.o.v.e javani me aate hai
aate hai daur chaar intjar aitbar
solha aur bees ke ye beech wale saal
are solha aur bees ke ye beech wale saal
in char salo me koi kar de kamal
daal de kisi ke aage pyar ka sawal
loot le tu pyar ke ye jalve ye jajal ye jalve jalal
o solha aur bees ke ye beech wale saal
in char salo me koi kar de kamal
daal de kisi ke aage pyar ka sawal
loot le tu pyar ke ye jalve jajal ye jalve jalal ye jalve jalal
isi lal pari ko tu sheeshe me utar intjar aitbar ikarar aur pyar
intjar aitbar ikarar aur pyar l.o.v.e
apni pasand ko pasand ko pasand kar lo
apni pasand ko pasand kar lo ishq ka rutva buland ker lo
oh pardo ke pinjre me band ker lo oh kisi na kisi ko rajamand ker lo
o apni pasand ko pasand kar lo ishq ka rutva buland ker lo
oh parde ke pinjre me band ker lo kisi na kisi ko rajamand ker lo
rajamand rajamand rajamand kar lo are
aisa mauka haath nahi aata baar baar
intjar aitbar ikarar aur pyar intjar aitbar ikarar aur pyar l.o.v.e
badi muh jor de lagam ye umar badi muh jor de lagam ye umar
hoti nahi kisi ki gulam ye umar aate jate lele iljam ye umar
are isliye to hai badnam ye umar badi muh jor de lagam ye umar
hoti nahi kisi ki gulam ye umar aate jate lele iljam ye umar
are isliye to hai badnam ye umar
badnaam hai ye umar ye umar ye umar
na tere ek ekhtyar me na mera ikthyar
intjar aitbar ikarar aur pyar intjar aitbar ikarar aur pyar
intjar aitbar ikarar aur pyar intjar aitbar ikarar aur pyar
intjar aitbar ikarar aur pyar intjar aitbar ikarar aur pyar
Mai Jis Mehfil Mey
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Badle-Ki-Aag/Main-Jis-Mehfil-
mai jis mehfil me aata hu
mai jis mehfil me aata hu mai jis mehfil me aata hu
mai jis mehfil me aata hu mai jis mehfil me aata hu
aata hu aata hu aata hu jo chahta hu le jata hu
jo chahta hu le jata hu jo chahta hu le jata hu
mai jis mehfil me aata hu jo chahta hu le jata hu
mai vo balla hu mai vo balla hu jis se khudayi dar gayi
mai vo balla hu jis se khudayi dar gayi
maut se takkar hui to maut bhi tobba ker gayi
mai jis mehfil me aata hu jo chahta hu le jata hu
mai jis mehfil me aata hu jo chahta hu le jata hu
duniya ka iss mutthi me aagaz hai anjam hai
duniya ka iss mutthi me aagaz hai anjam hai
aur khuda ke baad har ek
leta mera naam hai leta mera naam hai
mai jis mehfil me aata hu jo chahta hu le jata hu
mai kya hu aur kon hu tum jante nahi
mai kya hu aur kon hu tum jante nahi
dono ka marphul maut hu tum pahchante nahi
mai maut se bhi ladh jata hu mai maut se ladh jata hu
mai maut se ladh jata hu jo chahta hu le jata hu
jo chahta hu le jata hu mai jis mehfil me aata hu
jo chahta hu le jata hu
mai vo ajim hasti hu jise waqt na mita sake are
mai vo ajim hasti hu jise waqt na mita sake
na aandhi hi udha sake na shola hi jala sake
banduk se jo path kre mai us nasal ka khoon hu
jo dusmano ko kuchal de mai aisa ek janun hu
jalimo aur bagiyo katil lutero ke liye
jalimo aur bagiyo katil lutero ke liye
mai khud hi to insaf hu mai khud hi ek kanun hu
kanun se mai takrata hu kanun se mai takrata hu
kanun se mai takrata hu jo chahta hu le jata hu
jo chahta hu le jata hu mai jis mehfil me aata hu
jo chahta hu le jata hu
julm hu aur andher hu mai aur jangal ka sher hu mai
ser pe sawa ser hu mai mujme itna josh nahi
mai bhi to kamosh nahi itna aur fasad hu mai
tere liye jallad hu mai dono ka ustad hu mai
itna aur fasad hu tere liye jalad hu mai dono ka ustad hu mai
mai jis mehfil me aata hu jo chahta hu le jata hu
mai jis mehfil me aata hu jo chahta hu le jata hu
mai jis mehfil me aata hu jo chahta hu le jata hu
Teri Mehfil Mey Hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Badle-Ki-Aag/Teri-Mehfil-Mein
teri mahfil me hi tujhko wo tamasha dikhaungi
kal jisne mujhko nachaya aaj usko nachaungi
teri mahfil me hi tujhko wo tamasha dikhaungi
kal jisne mujhko nachaya aaj usko nachaungi
teri mahfil me hi tujhko
oh mai khubsurat hu nagin sunhari
mai khubsurat hu nagin sunhari
baate hai mitthi mitthi aanke hai jahari
uski ye akhri raat hogi jisko mai das ke jaungi
teri mahfil me hi tujhko wo tamasha dikhaungi
oh teri mahfil me hi tujhko
jaise ko taisa milta yahi hai
jaise ko taisa milta yahi hai
der to hai ander nahi hai
chahe kitne bhi pehre dikhaye
in hatho se kabhi bach ke na jaye
aakhri faisle ki ghadi hai
faisla ker ke jaungi
teri o teri mahfil me hi tujhko wo tamasha dikhaungi
kal jisne mujhko nachaya aaj usko nachaungi
oh teri mahfil me hi tujhko wo tamasha dikhaungi
oh teri mahfil me hi tujhko
Tum Samne Ho Mere
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Badle-Ki-Aag/Tum-Saamne-Ho/BV
tum samne ho mere, tum samne ho mere
tum samne ho mere, tum samne ho mere
me aur kahi hu jara chhu ke mujhe dekhna
me hu ke nahi hu
tum samne ho mere tum samne ho mere
me aur kahi hu jara chu ke mujhe dekhna
me hu ke nahi hu, me hu ke nahi hu
kitne daraj ho gaye nazar ke fasale
idhar ke fasle aur udhar ke fasale
lilla tum meri imtehan na lo
duswar ho chuke hai ab sabar ke fasle
itna sawal tujhme me me na rahi, me me na rahi
me me na rahi
pahchano mujhe tum kahi me tum to nahi hu
tum samne ho mere, me aur kahi hu
jara chhu ke mujhe dekhna, me hu ke nahi hu
layi hai kismata mujhe dil ki lagi mujhe
layi hai kismata mujhe dil ki lagi mujhe
teri aanke bhi to samajhti hai ajnabi mujhe
batak na jaau me gam ke andhero me
lauta de meri jindgi roshni mujhe
tukra ke ja rha hai tu mere nasib ko
mere nasib ko, mere nasib ko
teri pasand hu me koi gair nahi hu
tum samne ho mere, tum samne ho mere
me aur kahi hu
jara chhu ke mujhe dekhna me hu ke nahi hu
tum samne ho mere, tum samne ho mere
Mai Bewafa Nahi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Badle-Ki-Aag/Main-Bewafa-Nahi
tu hi manjil tu hi maksad kuch bhi iske baad nahi
yaad agar kuch hai agar mujhko to
tere siwa kuch yaad nahi
yaaro ko daga dete hai jo yaar wo ye hai
sang dil hai bewafa hai jo makkar wo ye hai
nahi nahi nahi, mai bewafa nahi, mai bewfa nahi
mai bewafa nahi nazar se na uthariye
mai bewafa nahi nazar se na uthariye
dil sheese ka tukada hai phathar na mariye
mai bewfa nahi, mai bewfa nahi
wafa ke naam pe na yu dhoke se mariye
asli dikha ye chehra, ye nakli uthariye
mai bewafa nahi nazar se na uthariye
dil sheese ka tukara hai pathar se na mariye
mai bewafa nahi mai bewafa nahi
dil me jo thi tamnna
dil me jo thi tamnna vo rang layi hai
barso ki jo talsh thi vo aaj payi hai
vo vaade vo karar vo wafa kaha gyi
vo vaade vo karar vo wafa kaha gyi
jiske liye janam janam ki kasam khayai hai
iljam se pahle iljam se pahle
iljam se pahle ye sochiye vichariye
dil sheese ka tukra hai pathar na mariye
wafa ke naam pe yu na dhoke se mariye
mai bewafa nahi, mai bewafa nahi
pyar ki hoti hai kya, pyar ki hoti hai kya
itni badi saja, ye kis khata ka badla mujhse apne liya
mai kya btau apko manjil meri hai kya
mai kya btau apko manjil meri hai kya
anjam abhi dekhna mere nasib ka
nasib sawar jayega khud ko sambariye
nasib sawar jayega khud ko sambariye
dil sheese ka bana hai pathar se na mariye
mai bewafa nahi nazar se na uthariye
wafa ke naam pe na yu dhoke se mariye
ilajam se pahle ye sochiye vichariye
asli dikha ye chehra, nakli uthariye
mai bewafa nahi nazar se na uthariye
dil seese ka bana hai phathar na mariye
mai bewafa nahi mai bewafa nahi