Karna Fakiri Phir Kya Dilgiri
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bade-Ghar-Ki-Beti/Karna-Fakir
govinda jay jay hare gopal jay jay
govinda jay jay hare gopal jay jay
radha ramad hare gopal jay jay
radha ramad hare gopal jay jay
govinda jay jay hare gopal jay jay
govinda jay jay hare gopal jay jay
radha ramad hare gopal jay jay
radha ramad hare gopal jay jay
govinda jay jay hare gopal jay jay
govinda jay jay hare gopal jay jay
ho ho ho ho hun hun karna fakiri fir kya dilgiri
sada magan me rahna ji koi din hathi na koi din ghoda
koi din hathi na koi din ghoda koi din paidal chalna ji
karna fakiri fir kya dilgiri sada magan me rahna ji
koi din hathi na koi din ghoda koi din hathi na koi din ghoda
koi din paidal chalna ji kaisa bhi ho vakt musafir o
kaisa bhi ho vakt musafir pal bhar na ghabrana ji
koi din ladu na koi din peda koi din ladu na koi din peda
koi din fakam faka ji karna fakiri fir kya dilgiri
sada magan me rahna ji koi din hathi na koi din ghoda
koi din paidal chalna ji
koi fark nahi hota hai raja our bhikhari me
koi fark nahi hota hai raja our bhikhari me
dono ki sanse kati hai samaye ki tej katari ne
apni hi raftar se hardam ho
apni hi raftar se hardam kaal ka pahiya chalta ji
koi din mahla na koi din seja
koi din mahla na koi din seja koi din khak bichana ji
karna fakiri fir kya dilgiri sada magan me rahna ji
koi din hathi na koi din ghoda koi din paidal chalna ji
ma se achha kuch na hota ma tu hi parmeshvar hai
ma se achha kuch na hota ma tu hi parmeshvar hai
hardam mere manmandir me teri jot ujagar hai
sab riste nate jhute hai ho ab riste nate jhute hai
ma pyar hi sachha ji koi din bhaiya na koi din bahana
koi din bhaiya na koi din bahana
sab din ma ki mamta ji karna fakiri fir kya dilgiri
sada magan me rahna ji koi din hathi na koi din ghoda
koi din paidal chalna ji
kuch bhi paye garv na kariyo duniya aani jani hai
kuch bhi paye garv na kariyo duniya aani jani hai
tere sath jahan se teri parchhai bhi jani hai
sabko apna pyar batna ho sabko apna pyar batna
mithe bol bolna ji koi din mela na koi din akela
koi din mela na koi din akela koi din khatam jhamela ji
karna fakiri fir kya dilgiri sada magan me rahna ji
koi din hathi na koi din ghoda koi din hathi na koi din ghoda
koi din paidal chalna ji karna fakiri fir kya dilgiri
sada magan me rahna ji koi din hathi na koi din ghoda
koi din paidal chalna ji
Jinka Ghar Ho Ayodhya Jaisa
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bade-Ghar-Ki-Beti/Jinka-Ghar-
jay jay ram siya ram siya ram siya ram
jay jay ram siya ram siya ram siya ram
jjinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
jjinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
aage aage ram chalt hai aage aage ram chalt hai
piche lakshman bhai
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma
jinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
aage aage ram chalt hai
piche lakshman bhai koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
jjinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
jay jay ram siya ram siya ram siya ram
jay jay ram siya ram siya ram siya ram
bahart shatrughan se hai devar ho
bahart shatrughan se hai devar
sita sneh lutati jin par gun avgun ye kuch na jane
maat pita ko tirath mane
dasharath ji ke char ladle dasharath ji ke char ladle
tulsi ki choupai koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
jinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
ram ki koi bahen na thi ram ki koi bahen na thi
unko shayad yahi kami thi is ghar me hai choti bahna
har bhai ka sukh aur chaina is ghar me hai choti bahna
har bhai ka sukh our chaina
baat baat me khel karat nandi aur bhojaayi
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma
jinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
aage aage ram chalt hai piche lakshman bhai
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
kitna bhajan karo kitna jatan karo
aaya samaye kabhi talta nahi
aaya samaye kabhi talta nahi
swarth ki dharti par boya jo patthar
par poudha kabhi bhi falta nahi
par poudha kabhi bhi falta nahi
ravan sa abhimani karta tha manmani
ravan sa abhimani karta tha manmani
duniya se khud hi jata raha
sita ki shakti ko lakshaman ki bhakti ko
sansar gito me gata raha sansar gito me gata raha
raghukul rit sada chali aai pran jai par vachan na jaai
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
Yeh Ladki Nahi Hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bade-Ghar-Ki-Beti/Yeh-Ladki-N
ye ladki nahi hai ye jadu bangal ka kadki me tadka punjab ka
ye ladki nahi hai ye jadu bangal ka kadki me tadka punjab ka
tang tang tira th tang tang ting tang tang tira th tang tang ting
jadugar to hai aashiq mera bopal ka latke pe jatka sarab ka
jadugar to hai aashiq mera bopal ka latke pe jatka sarab ka
tang tang tira th tang tang ting tang tang tira th tang tang ting
balle balle balle gore mukhre se chunri hata de
ye roop mujhe pi lene de mera roop hai abhi kuwara
oh mera roop hai abhi kuwara kuwari mujhe ji len de
kuwari mujhe ji len de ye roop mujhe pi len de
kanwari annu ji len de log kahende ladaki ladaki meri akkh sajna
ladegi tere sang sajna ladegi tere sang
sajna gori tu to rukh baisakhi
manale mere sang sajni manale mere sang sajni
manale mere sang sajni manale mere sang sajna
manale mere sang sajni
atriya chad gayi muft hui badnam atriya chad gayi muft hui badnam
panch rupeya mange sipaiya aath das mange kotwal
panch rupeya mange sipaiya aath das mange kotwal
sharam se mar gayi sharam se mar gayi muft hui badnam
sharam se mar gayi sharam se mar gayi muft hui badnam
atriya chad gayi muft hui badnam
panch rupiya kyo mange sipaiya ath dus kyo
kotwal tu h gori tu to hai puri taksal
tu h gori tu to hai puri taksal nazar me
sabke chad gyi hone ko badnam
atriya chad gayi muft hui badnam
maine sawan me jhule gadaye do piya jiya bohlayi do piya
maine sawan me jhule gadaye do piya jiya bohlayi do piya
ayi sawan ki bahar maila lagye bazar
ayi sawan ki bahar maila lagye bazar
maine sang sang mailva guma do piya jiya bahlayi do piya
maine sawan me julne gadaye do piya jiya bohlayi do piya
rahi sone ki julniya vame heera ki bijuriya
vame motiya ki ladiya gadvayi do piya
maine sawan me julne gadaye do piya jiya bohlayi do piya
thane jaipur me gumau jodpur ki sair krau
thane jaipur me gumau jodpur ki sair krau
tahne duniya guma de ga thara piya gori bahlayi do piya
oh maine sawan me jule gadaye do piya jiya bohlayi do piya
agar khuda jo mile us se puchu yahi tune
dil kyo banaya tha sansar me
agar banaya bhi tha to tu itna bta kyo
isse kas diya dard ke taar me
agar khuda jo mile us se puchu yahi tune
dil kyo banaya tha sansar me
mujhko jana na samjha kisi ne kabhi
log pathar samjate rhe umar bar
ek pathar pani ka jarna bhi hai dil jarta rha jo umar bar
ye jarna nadiya banega kabhi
ye jarna nadiya banega kabhi
fir milega samundar se ek din
hum chale ja rhe hai paglo ki trah
maa ki mamta milegi jrur ek din
maa ki mamta milegi jrur ek din
maa ki mamta milegi jrur ek din
maa ki mamta milegi jrur ek din
maa ki mamta milegi jrur ek din
Samdhi Teri Ghodi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bade-Ghar-Ki-Beti/Samdhi-Teri
samdhi to hai mota taja samdan phool ki dali
are muh me paani aa gaya dekh ke ye haryali aayi
daudi chane ke khet me samadhi teri ghodi chane ke khet me
aayi daudi daudi chane ke khet me
samadhi teri ghodi chane ke khet me
kheti dekhi hari bhari aur tabiyat jo lalchayi
laaj sharm sab chhod ke bhagi bhagi aayi
charti hai ghodi chane ke khet me
samdhan teri ghodi chane ke khet me
samdhan teri ghodi chane ke khet me
charti hai ghodi chane ke khet me
samdhan teri ghodi chane ke khet me
samdhan teri ghodi chane ke khet me
meri samdhan to bholi bhali hai
samdhi khud hi bana swaali hai
laalchi hai bada muaa samdhi
jisko dekha fisal gya samadhi
taakana jhakana hai kam uska
aur dil thik hi hai naam uska
pahunchi samdhan bechaari jab panghat
tha waha par chhupa natkhat
samne aake rok li raahen
aur bharne laga thandi aahe
bayiya jo marodi, bayiya jo marodi
chane ke khet me chudi usne todi chane ke khet me
chudi usne todi chane ke khet me
aai daudi daudi chane ke khet me
smadhi teri ghodi chane ke khet me
smadhi teri ghodi chane ke khet me
aesa samdhan ko bha gaya samdhi
uske dil me sama gaya samdhi
tie najaro ka dil ke par huaa
isqh ka bhut jab sawar huaa
paani laane ka to bahana tha
usko samdhi se milne jana tha
banke baithi hai jo bholi
puchho kisne bigoyi hai choli
puchho to inn jhuki nigaho se
ho ke aai hai kiski raahin se
gayi thi nigodi, gayi thi nigodi
chane ke khet me gagri usne fodi chane ke khet me
gagri usne fodi chane ke khet me
gayi thi nigodi, chane ke khet me
samdhan teri ghodi chane ke khet me
samdhan teri ghodi chane ke khet me
kya khurakat ye lagaayi hai
samdhi samadhan ki kya ladai hai
chhodo samdhi ko chhodo samdhan ko
dekho dulhe ko dekho dulahan ko
dulha nawaab ho jaise dulhan gulab ho jaise
dono aabad ho fale fule
chand suraj nhi falak chhu le
id ho din to sab deewali ho
inki jholi kabhi na khali ho
inki jholi kabhi na khali ho
mile inki jodi chane ke khet me
jiye inki jodi chane ke khet me
smadhi teri ghodi chane ke khet me
samdhan teri ghodi chane ke khet me
smadhi teri ghodi chane ke khet me
samdhan teri ghodi chane ke khet me
Bade Gharki Beti
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bade-Ghar-Ki-Beti/Bade-Ghar-K
bade ghar ke bete ke nakhre bade ji
nakhre bade jawani gujare khade hi khade
bade ghar ke bete ke nakhre bade
jawani gujare khade hi khade
idar bhi kadhe udhar bhi kadhe jawani gujare khade hi khade
bade ghar ke bete ke nakhre bade ji nakhre bade
jawani gujare khade hi khade
balma humare janam ke anari ha ji
balma humare janam ke anari
peeche ki soche na dekhe agadi sasu humari nasibo wali
sasu humari nasibo wali sone ka lota ji chandi ki thaali
aaj lungi yahi uphar dilado
mujhe dilado mujhe gale ka haar
jisme heere moti ke nag ho jade ji nag ho jade
jisko dekhe balam ji khade hi khade
bade ghar ke bete ke nakhre bade jawani gujare khade hi khade
balma humare janam ke anari balma humare janam ke anari
peeche ki soche na dekhe agadi
sasu humari nasibo wali
sasu humari nasibo wali sone ka lota ji chandi ki thaali
aaj mangu yahi uphar aaj mangu yahi uphar
dilado do cham cham chamkati car banado sundar sa bangla hamaar
fir seher me khub bade se bade din
katu palang par pade hi pade
bade ghar ke bete ke nakhre bade ji
nakhre bade jawani gujare khade hi khade
jo na milte balma anari to na hoti mauj ye bhaari
haar uphar car na milte na bangle shandaar milte
chabuk lagate subah hi subah jagate tumhe yu khade hi khade
jagaate tumhe yu khade hi khade
bade ghar ke bete ke nakhre bade
ji nakhre bade jawani gujare khade hi khade
apna to balma nahi hai anari apna to balma nahi hai anari
aage ki soche na dekhe pichaadi
sasu humari nasibo wali sasu humari nasibo wali
nasibo wali mukkadar wali mai mangu
yahi uphar unka milta rahe sada pyar
unka milta rahe sada pyar unki sewa karenge ji dil se bade
ji dil se bade jise dekhengi duniya khade hi khade
unki sewa karenge ji dil se bade jise
dekhengi duniya khade hi khade
unki sewa karenge ji dil se bade jise
dekhengi duniya khade hi khade
Teri Payal Baji Jaha
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bade-Ghar-Ki-Beti/Teri-Payal-
cham cham chama cham cham cham chama cham
cham cham chama cham cham cham chama cham
teri payal baji jaha mai pagal hua waha
cham cham chama cham cham cham
teri payal baji jaha mai pagal hua waha
cham cham chama cham cham cham
teri payal baji jaha mai pagal hua waha
suni jo teri payal hua re mai to ghayal
jau to jau kaha
aaja mori rani jala de ye jawani
uthne de dil me toofan
teri dafli baji jaha mai pagal hui vaha
dam dama dam
teri dafli baji jaha mai pagal hui vaha
dam dama dam
baji jo teri dafli hui re mai to pagli
machhli si tadapi yaha
aaja more raja aaja beid banke aaja
ghayal hui meri jaan
teri payal baji jaha mai pagal hua waha
mai pagal hui waha
soye huye dil ke taar thartarye
soye huye dil ke taar thartarye
preet banke arman hotho pe aaye
awaj teri aisi tu jane hogi kaisi dekhu tujhe mai kaha
najaaro me bhi teri bahaaro me teri
tasvir ka hai bayaan
teri payal baji jaha mai pagal hua waha
cham cham chama cham cham cham
sune jo teri boli to ulat meri dholi
sune jo teri boli to ulat meri dholi
ghayal heerani si piche piche ho li
kastoori mere man me mai gumu ban ban me
jau to jau kaha
mila le mose naina dilade mohe china
tadapungi kitani yaha
teri dhapli baji jaha mai pagal hui waha
dam dam dama dam dam dam
dadkan dadkan bikrane lagi hai
mohabat si dil me utarne lagi hai
o dadkan dadkan bikrane lagi hai
hawao se nikalke gatao pe machal ke
jukhne lagi hai badaliya
umango ko jaga le nadi ko aajma le
bahne de do kastiya
teri payal baji jaha mai pagal hua waha
cham chama cham
suni jo teri payal hua re mai to gayal
jau to jau kaha
aaja more raja aa beid banke aaja
gayal hui meri jaan
teri payal baji jaha mai pagal hua waha
cham cham chama cham cham cham chama cham
teri payal baji jaha mai pagal hua waha
teri payal baji jaha mai pagal hua waha
cham cham chama cham cham cham chama cham