People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Parda Uthnewala Hai
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Bachpan-OST/Parda-Uthnewala
parda uthne wala hai tmasha hone wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai
parda uthne wala hai tmasha hone wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai
o mantar chalne wala hai o jadu hone wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai
parda uthne wala hai tmasha hone wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai

kale badal jaise udte hai barsat me
kale badal jaise udte hai barsat me
tu bhi ud ja panchhi pinjara leke sath me
tu bhi ud ja panchhi pinjara leke sath me
kismat jagne wali hai kismat jagne wali hai
kismat jagne wali hai shikari sone wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai
parda uthne wala hai tmasha hone wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai

hum laye hai sandesa tere naam ye
hum laye hai sandesa tere naam ye
tere sar pe to hai jhuta iljam ye
tere sar pe to hai jhuta iljam ye
tere daman ke dhabbe tere daman ke dhabbe
tere daman ke dhabbe nasiba dhune wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai
parda uthne wala hai tmasha hone wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai

sun o bhole bhale rahi tujhko kya pata
sun o bhole bhale rahi tujhko kya pata
jisne tujhko hai bhulaya tera rasta
jisne tujhko hai bhulaya tera rasta
apni bhulbhulaiya me apni bhulbhulaiya me
apni bhulbhulaiya me wo khud hi khone wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai
parda uthne wala hai tmasha hone wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai
o mantar chalne wala hai oo jadu hone wala hai
koi hasne wala hai koi rone wala hai
Mother Mary
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Bachpan-OST/Mother-Mary-Bac
mother marry ma hum tere dulare hai
mother marry teri aankho ke tare hai
mother marry tere hote chhote chhote
bache kyu hai rote
mother marry ma hum tere dulare hai
mother marry teri aankho ke tare hai
mother marry

jag hume stata hai jag hume stata hai
hume bada rulata hai thokare lgata hai
hume gale se laga le hume aankho me chhupa le
hum tere pyare hai mother marry
ma hum tere dulare hai mother marry

kon yaha hamara hai kon yaha hamara hai
humne tujhe pukara hai apna jo shara hai
use to na koi lute wo shara to na chhute
hum beshare hai mother marry
ma hum tere dulare hai mother marry
tere hote chhote chhote bache kyu hai rote
mother marry ma hum tere dulare hai
teri aankho ke tare hai mother marry
Pagli Mera Naam
Singer: P.Susheela
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Bachpan-OST/Pagli-Mera-Naam
huyi ma huyi ma huyi ma huyi ma
balma ne hoye hoye julmi jalma ne
haye haye beri balma ne
pagli mera naam rakha diya
karke zmane me badnam rakh diya
balma ne hoye hoye julmi jalma ne
haye haye beri balma ne
pagli mera naam rakha diya
karke zmane me badnam rakh diya

ek to balam ne meri nind churayi
ek to balam ne meri nind churayi
duje jiya me apni aag basayi
duhayi uske ye sar pe iljam rakh diya
karke zmane me badnam rakh diya
balma ne hoye hoye julmi jalma ne
haye haye beri balma ne
pagli mera naam rakha diya
karke zmane me badnam rakh diya

unse ye puchhe koi kya hai kahani
unse ye puchhe koi kya hai kahani
mai hu diwani par hu kiski diwani
rato me karke beaaram rakh diya
karke zmane me badnam rakh diya
balma ne hoye hoye julmi jalma ne
haye haye beri balma ne
pagli mera naam rakha diya
karke zmane me badnam rakh diya

bansi bazake man mohe liya re
bansi bazake man mohe liya re
nainoke pinjare me band kiya re kiya re
kaidi bana ke haram rakh diya
karke zmane me badnam rakh diya
balma ne hoye hoye julmi jalma ne
haye haye beri balma ne
pagli mera naam rakha diya
karke zmane me badnam rakh diya
karke zmane me badnam rakh diya
Balma Chhoti Si
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Bachpan-OST/Balma-Chhoti-Si
prem ka rog laga lu kaise ji ko mai sawariya ho balma
chhoti si chhoti si meri bali umariya
balma chhoti si chhoti si meri bali umariya
kahe ko nazariya se tu giraye bijuriya
ho balma chhoti si chhoti si meri bali umariya
balma chhoti si chhoti si meri bali umariya

kaliyo se bholi bhali piya phulo ki mai hu dali
kaliyo se bholi bhali piya phulo ki mai hu dali
arey mitti ki mai hu gudiya aaha miti ki mai hu gudiya
laz khushi se ki mai hu pyali
panghat se utha ke lau kaise mai gagariya
ho balma patli si patli si meri najuk kamariya
balma patli si patli si meri najuk kamariya
prem ka rog laga lu kaise ji ko mai sawariya ho balma
chhoti si chhoti si meri bali umariya
balma chhoti si chhoti si meri bali umariya

nanhi si kiran hu abhi itni si mai sajan hu
nanhi si kiran hu abhi itni si mai sajan hu
chalu tham tham ke dar se aise
chalu tham tham ke dar se aise
jaise mai chahu pawan
rimjhim rimjhim barsu kaise banke mai badariya
ho balma pyasi si pyasi simeri vyakul nazariya
balma pyasi si pyasi si meri vyakul nazariya
prem ka rog laga lu kaise ji ko mai sawariya ho balma
chhoti si chhoti si meri bali umariya
balma chhoti si chhoti si meri bali umariya
Ari Muniya
Singer: Kishore Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Bachpan-OST/Ari-Muniya-Re-M
ari muniya ri muniya tu bata mai kon hu
ari duniya ri duniya tu bata mai kon hu
ari muniya ri muniya tu bata mai kon hu
ari duniya ri duniya tu bata mai kon hu
sikandar hu klandar hu mchhandar hu
ke bandar hu phachano jano mai kon hu
phachano jano mai kon hu

bharupiyo ka jag dera hai
bharupiyo ka jag dera hai
chehare ke andar chehara hai
bahar vala hai duniya ka
aur andar vala mera hai
juari hu, pujari hu
bhikhari hu, shikari hu
phachano jano mai kon hu
ari muniya ri muniya tu bata mai kon hu
ari duniya ri duniya tu bata mai kon hu
sikandar hu klandar hu mchhandar hu
ke bandar hu phachano jano mai kon hu

mai koi khilone vala hu
mai koi khilone vala hu
ya jadutone vala hu
dekho na tang karo mujhko
varna mai rone vala hu
mai jhutha hu ke sacha hu
mai bacha hu ke kashi chacha hu
phachano jano mai kon hu
phachano jano mai kon hu
Ayare Khilona Leke
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Bachpan-OST/Aya-Re-Khilonew
aaya re khilonewala khel khilone leke aaya re aaya re
aaya re khilonewala khel khilone leke aaya re aaya re
oo meri aankh ke taro kaha gaye oo mere pyaro
oo oo ho oo ho oo
aaya re khilonewala khel khilone leke aaya re aaya re
aaya re khilonewala khel khilone leke aaya re aaya re

shor kyu mchati hai ye barkha diwani
shor kyu mchati hai ye barkha diwani
barsa ghatao se lakho man pani
meri tarha tum kabhi roye ho oo sawan ke nazaro
aaya re khilonewala khel khilone leke aaya re aaya re
aaya re khilonewala khel khilone leke aaya re aaya re

bhari hai kaliyo se har bag ki dali
bhari hai kaliyo se har bag ki dali
meri to jholi me do phul the khali
chhin liye wo bhi kahe tumne oo beiman bharo
aaya re khilonewala khel khilone leke aaya re aaya re
aaya re khilonewala khel khilone leke aaya re aaya re

dekho maine gude ki shadi hai rachayi
dekho maine gude ki shadi hai rachayi
meri pyari gudiya ki barat hai aayi
gori chali babul ke ghar se doli le aao kharo