People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

o mammi mujhe gudiya si behna chahiye
Music: Sonik Omi
Lyricist: Gulshan Bawra
Album: Agar(1977)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Agar/Mummy-Mujhe-Gudiya/Eh4bY
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye bhaiya kehna chahiye
aage mai bhi hu mammi daddy piche chalenge mammi daddy
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye

jab tere daddy pardes jayenge
boby tere daddy pardes jayenge
tere liye vaha se khilona layenge
jab tere daddy pardes jayenge
tere liye vaha se khilona layenge
nakli khilona pardes me mile asli behna to is desh me mile
kyo daddy maine thik kaha na you are absoulutly right my son
nakli khilona pardes me mile asli behna to is desh me mile
sada hum sang sang rehna chaiye
jise mujhe bhaiya bhaiya kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya kehna chahiye

munne to jo devi maa ki pooja karega
tabhi tujhe maa se khilona milega
dekho na jab aye vo rakhi wala din
rakhsa mujhe karna meri pyari bahan ki
o mammi mujhe gudiya si behna
chahiye jise mujhe bhaiya bhaiya
kehna chahiye o bhaiya kehna chahiye
jiwan path pe ek
Music: Sonik Omi
Lyricist: Gulshan Bawra
Album: Agar(1977)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Agar/Jeevan-Path-Pe-Ek-Rath-K
jiwan path pe ek rath ke do pahiye ban chalate jayen
jiwan path pe ek rath ke do pahiye ban chalate jayen
prit ke bandhan me bandha ke ham dono ek
nagar ayen jiwan path pe rath ke do pahiye ban
chalate jayen

jabse tera pyar paya hai chhayi hai masti nigaho me
jabse tera pyar paya hai chhayi hai masti nigaho me
sukh mil gaya swarg kaa mujhko sukh mil gaya swarg
kaa mujhko
ake sajan teri bahon me ake sajan teri bahon me
janam janam ke sathi ham har janam me yuhi muskaye
prit ke bandhan me jiwan path pe rath ke do pahiye ban
chalate jayen

ruthe agar too kabhi mujhse puja se apani mana lu mai
ruthe agar too kabhi mujhse puja se apani mana lu mai
jiwan me woh pal naa aaye kabhi jiwan me woh pal naa
aaye kabhi
tujhse kahee dur jau mai tujhse kahee dur jau mai
jidhar jidhar mai dekha karu bas tere hee saye laharaye
prit ke bandhan me jiwan path pe rath ke do pahiye ban
chalate jayen

kal kaa bane sahara jo aya hai ghar me woh apna
kal kaa bane sahara jo aya hai ghar me woh apna
dekha tha milke jo hamne dekha tha milke jo hamne
pura huwa hai woh sapna pura huwa hai woh sapna
dekh ke apani prem nishani badhati jayen ashayen
dekh ke apani prem nishani badhati jayen ashayen
aa lag ja gale mere
Music: Sonik Omi
Lyricist: Gulshan Bawra
Album: Agar(1977)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Agar/Aa-Lag-Ja-Gale-Mere-Lehr
aa lag ja gale mere lehraake aa lag ja gale mere lehraake
koi shikwa gila na rahe koi shikwa gila na rahe
mai bhi naino ki bhasha samajhti hu
mai bhi naino ki bhasha samajhti hu
aa gayi hu tere bin kahe aa gayi hu tere bin kahe
aa lag ja gale mere lehraake

teri julfo ke saye me gujre jo din vahi to hasi jindagi ke hai
teri julfo ke saye me gujre jo din vahi to hasi jindagi ke hai
teri baho me bite jo bas vahi pal to meri khushi ke hai
ho gaya faisala do dilo me to ho gaya faisala do dilo me to
ho gaya faisala do dilo me to fassla fir bhala kyu rahe
faasla fir bhala kyu rahe mai bhi naino ki bhasha samajhti hu

is milan ki jise bhi jalan hogi aur bhi milke jalayenge
is milan ki jise bhi jalan hogi aur bhi milke jalayenge
pyar ka dard hota hai aisa aur badta hai jitna dabayenge
jo bhi hona tha vo ho gaya hai ji
jo bhi hona tha vo ho gaya hai jo bhi hona tha vo ho gaya hai ji
ab jamana kuch bhi kahe ab jamana kuch bhi kahe

aa lag ja gale mere lehraake aa lag ja gale mere lehraake
koi shikwa gila na rahe koi shikwa gila na rahe
mai bhi naino ki bhasha samajhti hu
mai bhi naino ki bhasha samajhti hu
aa gayi hu tere bin kahe aa gayi hu tere bin kahe
aa lag ja gale mere lehraake