People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

sab kuch karna
Music: Madan Mohan
Album: Adaa(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adaa/Sab-Kuchh-Karna/PCQzVRgG
sab kuch karna is duniya me pyar na karna bhul ke
kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke
ji pyar na karna bhul ke sab kuch kehna ye mat kehna
pyar na karna bhul ke nazre mila ke ulfat se
inkar na karna bhul ke ji pyar na karna bhul ke

pyar kiya tha parwane ne shama ne usko jala diya
jalne ka hi nam hai milna pyar ne unko mila diya
milne ki is reet ko tum aktyar na karna bhul ke
kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke
ji pyar na karna bhul ke

pyar karoge pachataoge ye duniya badnam karegi
badanam karegi lakh kare badanam mohabbat
apna uncha nam karegi apna uncha nam karegi
aise unche nam ka tum byopar na karna bhul ke
kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke
ji pyar na karna bhul ke

pyar karenge nahin darenge bina pyar ke duniya kya hai
duniya kya hai bina pyar ki duniya sachchi
pyar ki duniya me dhokha hai pyar me dhokhe ki baten
sarakar na karna bhul se kabhi kisi se

sab kuch kehna ye mat kehna pyar na karna bhul ke
nazre mila ke ulfat se
inkar na karna bhul ke inkar na karna bhul ke
sab kuch kehna ye mat kehna pyar na karna bhul ke
nazre mila ke ulfat se
inkar na karna bhul ke inkar na karna bhul ke
he dil gaya
Singer: Kishore Kumar
Music: Madan Mohan
Lyricist: Prem Dhavan
Album: Adaa(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adaa/Dil-Gaya-Dil-Gaya/NisnQT
he dil gaya dil gaya dekho dekho dekho mera dil gaya
ye gaya wo gaya dekho dekho dekho mera dil gaya
hay dil gaya dil gaya dekho dekho dekho mera dil gaya
ye gaya wo gaya dekho dekho dekho mera dil gaya

ankh mili dil kidhar gaya gore galon par phisal gaya
machal gaya dil machal gaya hath se mere nikal gaya
hay dil gaya hay dil gaya
hay dekho dekho dekho mera dil gaya
hay ye gaya hay wo gaya
hay dekho dekho dekho mera dil gaya

hay dil gaya hay dil gaya
hay dekho dekho dekho mera dil gaya
ye gaya wo gaya
dekho dekho dekho mera dil gaya

hai kisi ki patli kamar aur kisi ki tirachhi nazar
koi kahe hai avo idhar dil kahe hai javo udhar
hay dil gaya hay dil gaya
hay dekho dekho dekho mera dil gaya
ye gaya wo gaya hay dekho dekho dekho mera dil gaya

dil sabko chahe dun kise dil
ye bhaye wo bhaye dun kise dil
koi mujhe samajhaye dun kise dil
ek to hai dil hay dun kise dil
hay dil gaya hay dil gaya
hay dekho dekho dekho mera dil gaya
hay ye gaya wo gaya
hay dekho dekho dekho mera dil gaya
jo tum karo main kar sakta
Music: Madan Mohan
Lyricist: Prem Dhavan
Album: Adaa(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adaa/Jo-Tum-Karo-Main-Kar-Sak
jo tum karo main kar sakta hun badh ke aji badh ke
main kar sakti hun tumse bhi badhchadh ke badhchadh ke
main unche suron me gaun main tumse bhi uncha gaun
hoy main unche suron me gaun
aji main tumse bhi uncha gaun

sa re ga re ga ma ga ma pa ma pa dha pa dha ni
dha ni pa ni sa re re re sa re ga re ga ma ma pa dha
jo tum karo main kar sakta hun badh ke aji badh ke
main kar sakti hun tumse bhi badhchadh ke badhchadh ke
jo tum karo main kar sakta hun badh ke aji badh ke
main kar sakti hun tumse bhi badhchadh ke badhchadh ke

main jhatpat jhatapat bolun
main phatphat phataphat bolun
main jhatpat jhatapat bolun
main phatphat phataphat bolun
jhatpat jhatpat phatphat phatphat
are jhatpat jhatpat phatphat phatphat
are jhatpat jhatpat phatphat phatphat
are jhatpat jhatpat phatphat phatphat

jo tum karo main kar sakta hun badh ke aji badh ke
main kar sakti hun tumse bhi badhchadh ke badhchadh ke
jo tum karo main kar sakta hun badh ke aji badh ke
main kar sakti hun tumse bhi badhchadh ke badhchadh ke

main dhire dhire bolun main tumse bhi dhire bolun
main dhire dhire bolun main tumse bhi dhire bolun
ao dil ki bat karen aj tumse dur hai
ham tum pe marate hain ham tumse darate hain
ham jan lutate hain ham jan chhudate hain
ham dil ke tum dil ke khote ho tum bependi ke lote ho
dabal roti ho tum bahut hi mote ho aun an

jo tum karo main kar sakti hun badh ke aji badh ke
main kar sakta hun tumse bhi badhchadh ke badhchadh ke
jo tum karo main kar sakti hun badh ke aji badh ke
main kar sakta hun tumse bhi badhchadh ke badhchadh ke

main mitha mitha gaun main tumse bhi mitha gaun
main mitha mitha gaun main tumse bhi mitha gaun
jiya beqarar hai chhai bahar hai aja more balama
tera intazar hai jiya beqarar hai chhai bahar hai
aja more balama balam ay baso mere man me ba

jo tum karo main kar sakti hun badh ke aji badh ke
tum kar sakti ho mujhse bhi badhchadh ke badhchadh ke
jo tum karo main kar sakti hun badh ke aji badh ke
tum kar sakti ho mujhse bhi badhchadh ke badhchadh ke
sachchi bate batane
Singer: Geeta Dutt
Music: Madan Mohan
Album: Adaa(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adaa/Sachhi-Baatein-Batane-Me
sachchi bate batane me kaisi sharam
hue mere balam hue mere balam
mera man hai magan mujhe ab kya hai gam
hue mere balam hue mere balam

gair unko bahut bahkate rahe
apni jhuthi adayn dikhate rahe
tod unka bharam ai mere sanam
hue mere balam hue mere balam

char din gin hi duniya me pritam rahe
unke lakho sitam ko bhi mai ne sahe
aaj rote hai vo aur hanste hai ham
hue mere balam hue mere balam
sachchi bate batane me kaisi sharam
hue mere balam hue mere balam

kabhi ankhe utha ke chalate the jo
aaj nazare jhukaye yahan baithe hai vo
unke haalat pe ata hai ham ko reham
hue mere balam hue mere balam
sachchi bate batane me kaisi sharam
hue mere balam hue mere balam
jise dil me basana chaha tha
Singer: Talat Mehmood
Music: Madan Mohan
Lyricist: Behzad Lakhnavi
Album: Adaa(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adaa/Jis-Dil-Mein-Basana-Chah
jise dil me basana chaha tha
use dil me apne basa na sake
par ab yeh tamanna hai dil ki
hume yaad bhi uski aa na sake

dhoka yeh tera kab tak chalta
jo hal tha akhir khul ke raha
jo hal tha akhir khul ke raha
dil tut gaya achha hi hua
hum aur to thokar kha na sake
jise dil me basana chaha tha
use dil me apne basa na sake

ab aur nahi uljhan koyi
ek chiz abhi tak baki hai
ek chiz abhi tak baki hai
kyun gair ko hum apna samjhe
is gam ko dil se bhula na sake
jise dil me basana chaha tha
use dil me apne basa na sake
par ab yeh tamanna hai dil ki
hume yaad bhi uski aa na sake
pritam meri duniya me
Music: Madan Mohan
Album: Adaa(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adaa/Preetam-Meri-Duniya-Mein
pritam meri duniya me do din to rahe hote
pritam meri duniya me do din to rahe hote
ham prem ke sagar me ik sath bahe hote
pritam meri duniya me do din to rahe hote
pritam meri duniya me

gar yuhi bichhadana tha hamse tujhe o zalim
hamse tujhe o zalim
do bol mohabbat ke hamse na kahe hote
pritam meri duniya me

bedard agar tujhako gairo hi ka hona tha
gairo hi ka hona tha
vade vo vafaao ke hamse na kie hote
pritam meri duniya me do din to rahe hote
ham prem ke sagar me ik sath bahe hote
pritam meri duniya me
Aakho Aakho Me Unse Pyar
Music: Madan Mohan
Lyricist: Prem Dhavan
Album: Adaa(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adaa/Ankhon-Ankhon-Men-Unse-P
aankho aankho me unase pyar ho gaya
aankho aankho me unase pyar ho gaya
maina janu kyu ye dil beqarar ho gaya
maina janu kyu ye dil beqarar ho gaya
aankho aankho me unase pyar ho gaya
aankho aankho me unase pyar ho gaya

sukh chain gaya ankhiyo me nind nahi
sukh chain gaya ankhiyo me nind nahi
ab main hun kahin aur vo hai kahi
ab main hun kahin aur vo hai kahi
hay mera sapona sansar ho gaya
hay mera sapona sansar ho gaya
maina janu kyu ye dil beqarar ho gaya

pata puchhati hu unaka sitaro se
pata puchhati hu unaka sitaro se
dil lut gae mera jo isharo se
dil lut gae mera jo isharo se
bato bato me koi diladar ho gaya
bato bato me koi diladar ho gaya
maina janu kyu ye dil beqarar ho gaya

vo aae ya na aae ham unake hai
vo aae ya na aae ham unake hai
vo chahe ya na chahe ham unake hai
vo chahe ya na chahe ham unake hai
jo bhi hona tha vah to ik bar ho gaya
jo bhi hona tha vah to ik bar ho gaya
maina janu kyu ye dil beqarar ho gaya