gore gore gaal
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiq/Gore-Gore-Gaal-Mere/BQ
gore gore gaal mere behki behki chaal hai
dekh meri patli si kamariya har aashiq behal hai
haan, gore gore gaal mere behki behki chal hai
dekh meri patli si kamariya har aashiq behal hai
parda utha, zara parda utha
mehfil mein aaye sab ko maza
parda utha de zara parda utha
jalwa dikha de zara jalwa dikha
gore gore gaal mere behki behki chal hai
dekh meri patli si kamariya har aashiq behal hai
meri resham waali chunar
mera bute waala lehnga
koi mol chuka nahin sakta
mera husn bada hai mehnga
sar se chunar sarka de
lehnga ek baar ghuma de
jo mangegi hum denge
aankhon se jaam pila de
kaano ki yeh bali dungi
honto ki yeh lali dungi
gaalo ki jawani dungi
koi to nishani dungi
parda utha,zara parda utha
mehfil mein aaye sab ko maza
parda utha de zara parda utha
jalwa dikha de zara jalwa dikha
gore gore gaal mere behki behki chaal hai
dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
baheke hue armaanon ko
mehbub sambhal jaane de
jalwa tujhe dikh laaungi
kuch raat to thal jaane de
tadpa na humko aise
baahon mein zara bharne de
denge tujhko nazraana
jo dil chaahe karne de
thoda tadpaungi main
thoda tarsaungi main
sej pe chhaungi main
pyaas bujhaungi main
parda utha, zara parda utha
mehfil mein aaye sab ko maza
parda utha de zara parda utha
jalwa dikha de zara jalwa dikha
gore gore gaal mere behki behki chal hai
dekh meri patli si kamariya har aashik behal hai
parda utha, zara parda utha
mehfil mein aaye sab ko maza
parda utha, zara parda utha
mehfil mein aaye sab ko maza
ched do tum pyar ki wo sargum
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiq/Ched-Do/FxATfkVoRmA
ched do tum ched do
ched do tum pyar ki wo sargum, ched do tum pyar ki wo sargum
sun ke jise ye dil jhume, sun ke jise ye dil jhume
aashik bane diwane hum, aashik bane diwane hum
ched do tum pyar ki wo sargum, ched do tum pyar ki wo sargum
panchi ke jaise dekho hawa me, udne laga hai man
kaisa dilo pe yaro hamare, chaya diwanapan
hum masti ke mastane hai, is dunia se begane hai
humko fikar hai na hai koi gum, ched do tum pyar ki wo sargum
ched do tum pyar ki wo sargum
koi hasina chori se ek din, khwabo me aayegi
sharmo haya se bate karegi, ninde churayegi
tadpayegi tarsayegi, koi dard hame de jayegi
haske karegi wo hampe sitam
ched do tum ched do
ched do tum pyar ki wo sargum, ched do tum pyar ki wo sargum
sun ke jise ye dil jhume, sun ke jise ye dil jhume
aashik bane diwane hum, aashik bane diwane hum
ched do tum pyar ki wo sargum, ched do tum pyar ki wo sargum
charche hai hamaare galiyo me sanam
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiq/Charche-Hai-Humare/HFo
he he he he charche hai charche hai
he charche hai hamaare galiyo me sanam
charche hai hamaare galiyo me sanam
bahake bahake ham divaane bahake hai kadam
kisi ki hamko fikar nahi yaaro bindaas hai ham
charche hai hamare galiyo me sanam
charche hai hamare galiyo me sanam
apni life me bhi aayegi koi laila
saath me uske ghumenge ham bhi banke chhaila
apni life me bhi aayegi koi laila
saath me uske ghumenge ham bhi banke chhaila
are aaj nahi to kal sach ho jayenge sare sapane
saari duniya me gujenge sirf tarane apne
jaha kahi koi ladaki dekhe dil bole zara tham
charche hai hamare galiyo me sanam
charche hai hamare galiyo me sanam
mana aaj hai kadake ladake maal na apne paas
ham bhi banege tata birla hamako hai vishvas
mana aaj hai kadake ladake maal na apne paas
ham bhi banege tata birla hamako hai vishvas
logo ki na baat sune ham dil ka kehna maane
dhudh rahe hai mazil apni ham raahi anjaane
saare jaha pe raaj karenge khate hai kasam
charche hai hamare galiyo me sanam
charche hai hamare galiyo me sanam
bahake bahake ham divaane bahake hai kadam
kisi ki hamko fikar nahi yaaro bindaas hai ham
charche hai hamare galiyo me sanam
charche hai hamare galiyo me sanam
gori tera nakhra dil ko bhaye
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiq/Gori-Tera-Nakhra/NiYDd
gori tera nakhra dil ko bhaye, teri ada toh aag lagaye - 2
i love you dil yeh kehta hai, dil me tu hi rehta hai
sanso me tera pyar behta hai
hey, gori tera nakhra dil ko bhaye, teri ada tho aag lagaye
dekho dekho dekho, dil yeh mera, kaisi kaisi bate karta hai - (2)
dekh ke tujhko jita hai, yeh chehre pe tere marta hai
rehke tujhse dur sanam main bhi aahe bharti hu
sirf tumhari chahat hai, par kehne se darati hu
aisa kehke mujhko yara tune kiya ghayal
hey, gori tera nakhra dil ko bhaye, teri ada toh aag lagaye
duniya me lakho husnwale, koyi nahi tere jaisa hai - (2)
honge bade majnu iss jaha me, koyi nahi aashiq aisa hai
dekh ke ye deewanapan teri bate man gayi
tu mera sacha aashiq hai, janeman pehchan gayi
pyar me tere jane jana main to huwa pagal
hey, gori tera nakhra dil ko bhaye, teri ada toh aag lagaye
i love you dil yeh kehta hai, dil me tu hi rehta hai
sanso me tera pyar behta hai
hey, gori tera nakhra dil ko bhaye, teri ada toh aag lagaye
o mere dholna, o mere sajna
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiq/O-Mere-Dholna/EiEqBCRi
o mere dholna, o mere sajna, main teri ho gayi ishq wich kho gayi
o mere dholna, o mere sajna, main tera ho gaya ishq wich kho gaya
kasam lu main rab ki, kasam le tu rab ki
kabhi ek duje ka na daaman chhod na, o mere dholna
mera dilbar sona hai, sone ko na khona hai
in baaho me jina hai, milke juda na hona hai
jara si khushiya hai, jara sa gham bhi hai
samajh ke janeman ye nata jodna, o mere dholna
main raja tu rani ho, aisi prem kahani ho
hontho pe muskane ho, aankho me na pani ho
tu dil me rehti hai, ye dhadkan kehti hai
kaha jo bhi tune woh phir se bol na
o mere dholna, o mere sajna, main teri ho gayi ishq wich kho gayi
o mere dholna, o mere sajna, main tera ho gaya ishq wich kho gaya
kasam lu main rab ki, kasam le tu rab ki
kabhi ek duje ka na daaman chhod na
o mere dholna, o mere sajna
aashiq mujhe aashiq tune banaya
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiq/Aashiq-Mujhe-Aashiq/EQ
aashiq mujhe aashiq tune banaya wala wala
aashiq mujhe aashiq tune banaya wala wala
dil hai tera mere sine me
dil hai tera mere sine me
yeh kya gazab yar hai, sajna yahi pyar hai
sajna yahi pyar hai
tune aisa dard diya hai mushkil hai batlana
tune kaisa hal kiya hai tune bhi na jana
jana nahi jana najre churake wala wala
julfon ki rangin chao me, mehbub ki gori baho me
dilbar ki raftar hai,sajna yahi pyar hai
sajna yahi pyar hai
zeher judayiwala mujhko janeman nahi pina
bin tere na marna abb to bin tere na jina
jina nahi jina tanha akele wala wala
mehki mohabbat ki raho me, rahu main dilkash panaho me
duniya ki deewar hai, sajna yahi pyar hai
aashiq mujhe aashiq tune banaya wala wala
dil hai tera mere sine me
dil hai tera mere sine me
yeh kya gazab yar hai, sajna yahi pyar hai
sajna yahi pyar hai
tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiq/Tum-Kya-Jaano/PzknexZF
tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye diwanapan
jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yaar
tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye diwanapan
jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yaar
pehle kabhi tu dil mera itna nahi tha diwana
kya chiz hai diwangi pake tujhe main ne jana
tujhko dekha tujhko chaha tera ho gaya
jan-e-jana main tere khwabo me kho gaya, aa chum lu tujhe bar bar
tum kya jano dil karta tum se kitna pyar
rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye diwanapan
jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yaar
uff kya sama jawan hai aagosh me chandni hai
bikhri hai jo yaha waha woh pyar ki roshni hai
hai tere hi dam se meri chhahat ka jaha
tere jaisa aashiq sabko milta hai kaha, tujhpe sanam meri jan nisar
tum kya jano dil karta tumse kitna pyar
rehta hai mujhko bas tumhara intzar, aisa hai ye diwanapan
jab tak na dekhu tumko aaye na karar, lag ja mere sine se yaar
teri aankho me mujhe pyar najar aata hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiq/Teri-Aankhon-Mein/Pica
aashiq koyi tumsa nahi, tum ishq ki pehchan ho
teri aankho me mujhe pyar najar aata hai
tu hi aashiq tu hi dildar najar aata hai
teri aankho me mujhe pyar najar aata hai
tu hi aashiq tu hi dildar najar aata hai
mere mehbub sanam teri chahat ki kasam
mere mehbub sanam teri chahat ki kasam
pyar me mar mite woh yar najar aata hai
teri aankho me mujhe pyar najar aata hai
ek masum sa ijhhar najar aata hai
aankh ladi bat badi chain luta re
nind gayi hosh uda dard utha re
abb na khabar mujhko mere shamo sehar ki
bhul gayi main toh gali apne hi ghar ki
dil se dil jo mile ishq ke gul khile
abb toh pathjhad me bhi gulzar najar aata hai
tu hi aashiq tu hi dildar najar aata hai
teri aankho me mujhe pyar najar aata hai
ek masum sa ijhhar najar aata hai
abb to tamanna hai yuhi khoyi rahu me
teri hi baaho me sada soyi rahu me
main bhi teri uljhi huyi julfe sajau
nili si aankho me teri dubta jau
kyon rahe duriya abb koyi darmiya
bekarari me bhi karar najar aata hai