jagdeep tej jinka jag saje
saat ashva ke rath par sarthi arun biraje
tum unke kuldeep ram ghar ghar jai gaaje
gunj uthe dashdish kirti ka danka baaje
daanveer harishchandrapati satya seva vratdhari
putra naar diye vech satya par ban gaye aap bhikari
kathin tapasya bhajrat kishri ganga ji ko laye
woh brahman prati paal bhupati diliprajat haye
raghu rajati gaurav gatha koi nahi bisraye
ashvamedh kar ajne jag me kirti dhvaj phadkaye
dashrath ji thehat jahapar vachan nahi tajpaye
tum ho unke praan jagat jinke nit din gun gaye
surya varshti vijay pataaka tum phir se fadkaa do
ram rajya si bharat me tum sukh shanti barsaa do
ram rajya si bharat me tum sukh shanti barsaa do
jhul tu jhul, jhul tu jhul
jhule me jhul tu jhule me jhul
jhule me jhul lallaa jhule me jhul
mere chhote se, mere chhote se phul
mere nanhe se phul
jhule me jhul lallaa
jhul tu jhul, jhul tu jhul
mamtaa ka jhulna aashaa ki dor
mamtaa ka jhulna aashaa ki dor
bahna tumhaari, tumhe deti hilor
tumhe deti hilor, tumhe deti hilor
vandevi ne gunthi tarango ki jhul
vandevi ne gunthi tarango ki jhul
mere chhote se, mere chhote se phul
mere nanhe se phul
jhule me jhul lallaa
jhul tu jhul, jhul tu jhul
suraj va chanda si jodi hai pyaari
lava-kush banege bade dhanurdhaari
raaja bano maharaaja bano
raaja bano to hume jaana na bhul
raaja bano to hume jaana na bhul
mere chhote se, mere chhote se phul
mere nanhe se phul
jhule me jhul lallaa
jhul tu jhul, jhul tu jhul
jhul tu jhul, jhul tu jhul
dekho dekho dekho dekho ramrajya me
chahu dish ajab khushali hai
chahu dish ajab khushali hai
sukh sampati se hari bhari is bharat ki phulwari hai
is bharat ki phulwari hai
kahi yagya hawan kahi vesh pathan
gaumata ki rakhwali hai gaumata ki rakhwali hai
hare bhare hai khet ann jal mile sada bhar peth
jhumati dali dali hai jhumati dali dali hai
paiso ko vyapaar dharm ka brahman kartak bhar
sut ko seva pyari hai sut ko seva pyari hai
ho brahman prati palan shashtra ki dhar
sukhi sab praja hamari hai sukhi sab praja hamari hai
har geet madhur har geet madhur
dhvani taal mile kahi payal ki jhankar mile
kahi payal ki jhankar mile
aa kahe mast basurt tarangan haaye
kahi to amrit ke sang me hai
kahi abir gulal tarang racha ke
kahi bhar bhar jholi baabul par
ullhad bhari kahi holi hai ullhad bhari kahi holi hai
suraj chanda jagmagte hai suraj chanda jagmagte
kahi deepak taro se lagte kahi deepak taro se lagte
shringar bhari dipawali hai shringar bhari dipawali hai
dekho dekho dekho dekho ramrajya me
chahu dish ajab khushali hai
chahu dish ajab khushali hai
sukh sampati se hari bhari is bharat ki phulwari hai
is bharat ki phulwari hai phulwari hai phulwari hai
jiya dole jiya dole jiya dole dole dole
aaj jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
nacho nacho gagan ke taro
nacho nacho gagan ke taro
aaj jiya dole jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
van me umag uthi mann me tarang uthi
van me umag uthi mann me tarang uthi
naino ki dheer chuti koyaliya kuk uthi
naino ki dheer chuti koyaliya kuk uthi
mora jiya nache
mora jiya nache magan huyo pyaro
aaj jiya dole jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
asha ke phul khile veena ke taar mile
asha ke phul khile veena ke taar mile
barkha ki ek jhadi paudho ko pyar mile
barkha ki ek jhadi paudho ko pyar mile
ram hame keval tiharo saharo
ram hame keval tiharo saharo
aaj jiya dole jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
aaj jiya dole anand se hamaro
hey anand bhayo re
hey bhayo re, hey bhayo re hey
anand bhayo, are anand bhayo re
are anand bhayo re, are anand bhayo re
gori sun jaaye, lala jaaye lala
kare bhagwan bhala, kare bhagwan bhala
gul me phule phale, gul me phule phale
hathi par baith chale, hathi par baith chale
mera man jhum rayo, mera man jhum rayo re
are anand bhayo re, are anand bhayo re
sare jahan se chanda naache
re naache, chanda naache
re naache, chanda naache
aur naache gaiyaa, aur naache gaiyaa
devo ne phul bichhaaye
devo ne phul bichhaaye
ho aaj teri nagariya, ho aaj teri nagariya
mera man naach rayo, mera man naach rayo re
are anand bhayo re, are anand bhayo re
jhum rayo re jhum rayo re jhum rayo re
mero man naach rayo, mera man naach rayo re
are anand bhayo re, are anand bhayo re
bhayo re, bhayo re hey
balak je jab thame bansi
balak je jab thame bansi
balak je jab thame bansi
dhir dhiyankar teere, dhir dhiyankar teere
man man gunj utha, man man gunj utha
dil me dhum machi, dil me dhum machi
dhum machi hey dhum machi
anand bhayo, anand bhayo
anand bhayo, are anand bhayo re
are anand bhayo re, are anand bhayo re
bharat ke ek sanari ki
ham katha sunate hai
ham katha sunate hai
mithla ki rajdulari ki
ham khata sunate hai
ham khata sunate hai
bharat ek sanari ki
ham katha sunate hai
ham katha sunate hai
shivdanush raam ne todda
shivdanush raam ne todda
mila chand-chakor ka joda
mila chand-chakor ka joda
janakpuri se todda nata avadpuri se joda
janakpuri se todda nata avadpuri se joda
komal thi vo kali sukho me pali
vano me chali bahut dukh payi
sun kar uski vyatha nain bhar aate hai
ham katha sunate hai
ham katha sunate hai
bharat ek sanari ki
ham katha sunate hai
ham katha sunate hai
ravan ke chal kari siya ko hari
viddi kya kari sokh man payi
sita-sita kare birah me jare
vano me fire nikal raghurai nikal raghurai