Don't ask yourself what the world needs. Ask yourself what makes you come alive and then go do that. Because what the world needs is people who have come alive. -Howard Thurman
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
koyaliya kyo ghadi gahdi
man me mere git gaye
uljhan me subah sham biti jaye
koyaliya kyo ghadi gahdi
man me mere git gaye
uljhan me subah sham biti jaye
ek nashili khushbu hai mujh me samaye
koi uda raha mujhe pankh lagaye
ek nashili khushbu hai mujh me samaye
koi uda raha mujhe pankh lagaye
us me simat jaaun jo prit nibhaye
uljhan me subah sham biti jaye
koyaliya kyo ghadi gahdi
man me mere git gaye
uljhan me subah sham biti jaye
jis ke liye jiya mera bekara hai
aaye wo kahi se mujhe intjar hai
jis ke liye jiya mera bekara hai
aaye wo kahi se mujhe intjar hai
main to haar jaaun wo jit jaye
aisi hi subah shamn bit jaye
koyaliya kyo ghadi gahdi
man me mere git gaye
uljhan me subah sham biti jaye
uljhan me subah sham biti jaye