rahul, rahul, rahul, rahul
rahul, rahul
tu mujhe kaise bhul jaata hai
tu mujhe kitana yaad aata hai
dil mera tut tut jaata hai
tu mujhe kaise bhul jaata hai
tu mujhe kitana yaad aata hai
dil mera tut tut jaata hai
tu mujhe kaise bhul jaata hai
tu mujhe kitana yaad aata hai
tu mera phul hai mai daali hu
tere bin kitani khali khali hu
tu mera phul hai mai daali hu
tere bin kitani khali khali hu
mujh pe hansata hai jo bhi aata hai
tu mujhe kaise bhul jaata hai
tu mujhe kitana yaad aata hai
dil mera tut tut jaata hai
tu mujhe kaise bhul jaata hai
pyar ka laad ka ye naata tha
raat din tu mujhe hansata tha
pyar ka laad ka ye naata tha
raat din tu mujhe hansata tha
ab mujhe raat din rulata hai
tu mujhe kaise bhul jaata hai
tu mujhe kitana yaad aata hai
dil mera tut tut jaata hai
tu mujhe kaise bhul jaata hai
bam chik chik bam chik bam bam bam
bam chik chik bam
ek dusre se karte hai pyar hum
ek dusre ke liye bekarar hum hum
ek dusre se karte hai pyar hum
ek dusre ke liye bekarar hum
ek dusre ke waste marna pade to
hai tayar hum hai tayar hum
ek dusre se karte hai pyar hum
ek dusre ke liye bekarar hum
ek dusre ke waste marna pade to
hai tayar hum hai tyar hum
ham sab hai tale tu sab ki chabi
ham sab hai tale tu sab ki chabi
hamse na rutho man jao, man jao o bhabhi
ek dusre se hai saramshar hai hum
ek dusre ke liye bekarar hum hum
ek dusre se karte hai pyar hum
ek dusre ke liye bekarar hum
is ghar ke is ghar ke darwaje pe likha hai
is ghar ke darwaje pe likha hai
ek sota hai to ek jagta hai
ek sota hai to ek jagta hai
ek dusre ke hai pahredar hum
ek dusre ke liye bekarar hum
ek dusre se karte hai pyar hum
ek dusre ke liye bekarar hum
ek dusre ke waste marna pade to
hai tayar hum hai tyar hum
ek dusre se karte hai pyar hum
ek dusre ke liye bekarar hum hum
ek dusre se karte hai pyar hum
ek dusre ke liye bekarar hum hum
ek dusre se karte hai pyar hum
ek dusre ke liye bekarar hum
ek dusre ke liye bekarar hum hum
ek dusre ke liye bekarar hum hum
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hai
tere hontho pe bhi izhaar nazar aata hai
pyar chhupta nahi jitna bhi chhupale chahe
teri aankho me bhi ikrar nazar aata hai
teri aankho me bhi ikrar nazar aata hai
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hai
tere bato me bhi ikrar nazar aata hai
maine khwabo me kabhi jiski tamanna ki thi
teri surat me wo dildaar nazar aata hai
teri surat me wo dildaar nazar aata hai
tune is dil me machayi hai ye kaisi hulchul
main tere pyar me kuchh aisa huwa hu pagal
tune is dil me machayi hai ye kaisi hulchul
main tere pyar me kuchh aisi hui hu pagal
main tere pyar me kuchh aisi hui hu pagal
mujhe khud me tera didaar nazar aata hai
mujhe khud me tera didaar nazar aata hai
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hai
tere hontho pe bhi izhaar nazar aata hai
meri aankho se yu nindo ko udane wale
meri dhadkan me yu chup chap samane wale
meri aankho se yu nindo ko udane wale
meri dhadkan me yu chup chap samane wale
meri dhadkan me yu chup chap samane wale
meri chahat ka tu haqdaar nazar aata hai
meri chahat ka tu haqdaar nazar aata hai
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hai
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hai
ho gaya dil pe mere pyar ka kuchh aisa asar
na pata apna mujhe na hai jamane ki khabar
ho gaya dil pe mere pyar ka kuchh aisa asar
na pata apna mujhe na hai jamane ki khabar
na pata apna mujhe na hai jamane ki khabar
main jaha dekhu tu har baar nazar aata hai
main jaha dekhu tu har baar nazar aata hai
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hai
tere hontho pe bhi izhaar nazar aata hai
maine khwabo me kabhi jiski tamanna ki thi
teri surat me woh dildaar nazar aata hai
teri surat me woh dildaar nazar aata hai
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hai
tere hontho pe bhi izhaar nazar aata hai