People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Khochey Pathan Ki
Lyricist: Shabbir Ahmed
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zanjeer/Khochey-Pathan-Ki-Zubaan-Qawaali/CloBXiBEZGM
Video:
wallah wallah wallah
sab kuch khuda se maang liya
ek tujhko hi maang ke
uthte nahin hain haath mere
ab is dua ke baad, is dua ke baad
oye khochey pathan, oye laale di jaan

de de re maula, maula re maula
yaar ke karam, yaroon ke ji yaar hai
dildar hai hum, yaar pe mit jaayenge
khuda ki kasam, yaroon ke ji yaar hai
dildar hai hum, yaar pe mit jaayenge
khuda ki kasam, jaan de de
jaan de de, jo tu kare ishara o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara

de de re maula, maula re maula
yaar ke karam
reham karam bus tera hai, tera hi bharam
nazar utha ke koi dekhe, ye hai kis me dum
khade hai raah me teri, deewar banke hum
nazar utha ke koi dekhe, ye hai kis mein dum
khade hai raah mein teri, deewar banke hum
majaal itni kahan jo koi tujhe chooley
meri shamsheer karde uska sar wahin pe kalam
yaari mein peeche kabhi hate na kadam
yaaro pe mit jaayenge
khuda ki kasam jaan de de
jaan de de, jo tu kare ishara o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara

zara sa katra bhi apni ana me rehta hai
ajeeb lehja me dariya se baat karta hai
zara sa katra bhi apni ana me rehta hai
ajeeb lehja me dariya se baat karta hai
ye rehke paani me toofan se nahi darta
khuda ke yaar ki yaari se pyaar karta hai
yaari me peeche kabhi hate na kadam
yaaro pe mit jaayenge
khuda ki kasam jaan de de
jaan de de, jo tu kare ishara o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara

khuda ke baad mujhko yaar yaari pe atida hai
bula ke yaar mehfil me mujhe tune kharida hai
ki ye sach hai dua maangi toh, tera saath paaya hai
maseeha ban ke mere sar pe tera haath aaya hai
main tujhpe jaan luta dunga toh main imaan luta dunga
aanch aa jaaye yaari pe toh hasti ko mita dunga
main tujhpe jaan jaan jaan jaan jaan luta dunga
toh main imaan maan maan maan imaan luta dunga
jaan de de
jaan de de, jo tu kare ishara o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara