People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Khushiyan Manao
Tag: Hindi
Video:
khushiya manao aaj deepak jalao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya
khushiya manao aaj deepak jalao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya

suno suno suno sajna hume sikhao nachna
suno suno suno sajna hume sikhao nachna
aaj nache mora ang ang re aaj nache mora ang ang re
nacho nacho chham chhma chhm
nacho nacho chham chhma chhm
jhum jhum gao aaj masti lutao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya
khushiya manao aaj deepak jalao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya

dekho dekho dekho sawari huyi khushi se bawari
dekho dekho dekho sawari huyi khushi se bawari
man bhi nache payal ke sang re
man bhi nache payal ke sang re
khelo khelo khelo more balma
khelo khelo khelo more balma
ras rachao aaj rang udao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya
khushiya manao aaj deepak jalao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya

hato hato hato sawre chhedo na sabke samne
hato hato hato sawre chhedo na sabke samne
mukhde ka ud na jaye rang re
mukhde ka ud na jaye rang re
jao jao jao more balma jao jao jao more balma
dil ko na jalao aaj aankhe na churao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya
khushiya manao aaj deepak jalao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya
Haiya Ho Hum Chale Door
Music: Vinod
Lyricist: Aziz Kashmiri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Thi-Ladki/Haiya-Ho-Hum-Cha
ham chale dur ham chale dur ham chale dur
ham chale dur dil hua chur dil hua chur
dil hua chur ae meri hoor ae meri hoor
ae meri hoor na hona ji udhas na hona ji udhas
na hona ji udhas na hona ji udhas na hona ji udhas

gham na judai ka karna chup ke aahe barna
gham na judai ka karna chup ke aahe barna
aankho se dur to kya hua kya hua
aankho se dur to kya hua kya hua
hame samjho dil ke paas ham chale dur ham chale dur
ham chale dur ham chale dur ae peer madad kar
tastgeer madad kar alla mere badsaah maula mere badsaah

tum chodd chale muh modd chale dil todd chale
meri sunja ha ek baar meri sunjao ek baar meri sunjao ek baar
tum chodd chale muh modd chale dil todd chale
meri sunjo ha ek baar meri sunjao ek baar meri sunjao ek baar
meri sunjao ek baar lautoge kab aur aaoge kab
kya laoge tum o ji mere liye oji mere liye
kya laoge tum o ji mere liye oji mere liye oji mere liye
aankho ke dwar khule hai to ham
kahenge aankho ke dwar khule hai
aankho ke dwar khule hai aankho
ke dwar khule hai to ham kahenge
to ham kahenge tere liye ho ji tere liye tere liye ho ji tere liye
ham ro ro ke katenge raat ham ro ro ke katenge raat
meri sun jao ek baar meri sun jao ha ek baar

ek baar suno sathi ek baar suno sathi ek baar suno sathi
ek baar suno sathi bikhari hui ke kuch moti chuno sathi
bikhari hui ke kuch moti chuno sathi ek baar suno sathi
ek baar suno sathi ulfat na jatao ji ulfat na jatao ji
is raah me kate hai is raah me kate hai kato me na aao ji
na aao ji na aao ji kato me na aao ji na aao ji na aao ji
sab kuch karna
Music: Madan Mohan
Album: Adaa(1951)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adaa/Sab-Kuchh-Karna/PCQzVRgG
sab kuch karna is duniya me pyar na karna bhul ke
kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke
ji pyar na karna bhul ke sab kuch kehna ye mat kehna
pyar na karna bhul ke nazre mila ke ulfat se
inkar na karna bhul ke ji pyar na karna bhul ke

pyar kiya tha parwane ne shama ne usko jala diya
jalne ka hi nam hai milna pyar ne unko mila diya
milne ki is reet ko tum aktyar na karna bhul ke
kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke
ji pyar na karna bhul ke

pyar karoge pachataoge ye duniya badnam karegi
badanam karegi lakh kare badanam mohabbat
apna uncha nam karegi apna uncha nam karegi
aise unche nam ka tum byopar na karna bhul ke
kabhi kisi se apni ankhen char na karna bhul ke
ji pyar na karna bhul ke

pyar karenge nahin darenge bina pyar ke duniya kya hai
duniya kya hai bina pyar ki duniya sachchi
pyar ki duniya me dhokha hai pyar me dhokhe ki baten
sarakar na karna bhul se kabhi kisi se

sab kuch kehna ye mat kehna pyar na karna bhul ke
nazre mila ke ulfat se
inkar na karna bhul ke inkar na karna bhul ke
sab kuch kehna ye mat kehna pyar na karna bhul ke
nazre mila ke ulfat se
inkar na karna bhul ke inkar na karna bhul ke