nacho nacho re
nacho nacho re nacho nacho re
khushi ki ghadi aayi re khushi ki ghadi aayi
nacho nacho re nacho nacho re
khushi ki ghadi aayi re khushi ki ghadi aayi
pilli pilla pilli pilla
pilli ne diye dekho chote chote bache
haye haye haye haye
pilli ne diye dekho chote chote bache
dekho chote chote bache
khelne me chanchal aur dekhne me acche
khelne me chanchal aur dekhne me acche
ha ha dekhne me acche
bechari sharmai re bechari sharmai
bechari sharmai re bechari sharmai
nacho nacho re nacho nacho re
khushi ki ghadi aayi re khushi ki ghadi aayi
nacho nacho re nacho nacho re
khushi ki ghadi aayi re khushi ki ghadi aayi
aayi aayi aayi
ghadi beet gayi o ghadi beet gayi
ghadi beet gayi saiman tu rasta dikhai
kaho kiski gali me sari raat bitai
kaho kiski gali me sari raat bitai
ho papi ho papi ho papi
ho papi tujhe pyar jatana na tha
pyar jutha jata ke satana na tha
ho papi tujhe pyar jatana na tha
pyar jutha jata ke satana na tha
maine prit laga ke dil me aas lagai
maine prit laga ke dil me aas lagai
kaho kiski gali me kaho kiski gali me
kaho kiski gali me sari raat bitai
ho papi ho papi ho papi
phulo se saji thi sejariya naram
phulo se saji thi sejariya naram
magar aane ko keh ke na aaye balam
magar aane ko keh ke na aaye balam
tujhe yad na aayi tujhe nind na aayi
tujhe yad na aayi tujhe nind na aayi
kaho kiski gali me kaho kiski gali me
kaho kiski gali me sari raat bitai
ho papi ho papi ho papi
do din the hamare jawani bhare
ro ro ke use pritwani kare
do din the hamare jawani bhare
ro ro ke use pritwani kare
tujhse nain milake maine rain kamayi
tujhse nain mileke maine raat kamayi
kaho kiski gali me kaho kiski gali me
kaho kiski gali me sari raat bitai
ho papi ho papi ho papi
ae dil tu sabar kar teri bhi baari aayegi
biti hui ye zindagi acchi guzari jayegi
intezar ka humko bharosa pyar ka
ye wakt hasin raat ka jab ye andhera jayega
fir chandani ho jayegi beete hui ye zindagi
acchi guzari jaayegi
dil ko manane ke liye aachi musibat jhel le
dil ko manane ke liye aachi musibat jhel le
fir wo diwali aayegi apni gali jag magayegi
biti hui ye zindagi acchi guzari jayegi
hai raj kumari aaj wo ab to karegi raaj wo
hai raj kumari aaj wo ab to karegi raaj wo
murjha na yu dekh tu dil ki kali khiljayegi
biti hui ye zindagi acchi guzari jayegi
raja ke baag ki mai phuli chameli hu ji
raja ke baag ki mai phuli chameli hu ji
duniya ko duniya mane mai hi akeli hu ji
duniya ko duniya mane mai hi akeli hu ji
maihi akeli hu ji khau hawa me hichkole
khau hawa me hichkole koi mujhse bhi toh bole
piya hoke ke piya hole koi mujhse bhi toh bole
piya hoke ke piya hole
dil me arman hai ankho me pyar hai
dil me arman hai ankho me pyar hai
sapno ke jaisa sundar mera sansar hai
sapno ke jaisa sundar mera sansar hai
mera sansar hai gali gali jiya dole
gali gali jiya dole koi mujhse bhi toh bole
piya hoke ke piya hole koi mujhse bhi toh bole
piya hoke ke piya hole
dard sabhi ke dil me ga ke jagau re
dard sabhi ke dil me ga ke jagau re
sawan ke megh jaisi au au jau re
sawan ke megh jaisi au au jau re
au au jau re chalti jau haule haule
chalti jau haule haule koi mujhse bhi toh bole
piya hoke ke piya hole koi mujhse bhi toh bole
piya hoke ke piya hole
piya chale aye dhire se muskuraye
unse mera dil mil gaya
piya chale aye dhire se muskuraye
unse mera dil mil gaya
katti thi roj meri raat intjar me
rehti thi dubi dubi sajna ke pyar me
sajna ke pyar me
ab toh mera sathi mujhse hilmil gaya
piya chale aye dhire se muskuraye
unse mera dil mil gaya
kon kon puche mere pao ki payaliya
piya piya bole mere mann ki
koyaliya re mann ki koyaliya
pyar ki kahani me kya gul khil gaya
piya chale aye dhire se muskuraye
unse mera dil mil gaya
pyar unka jaan gayi unko pehchan gayi
pyar unka jaan gayi unko pehchan gayi
pritam se ruth ke dhire dhire maan gayi
pritam se ruth ke dhire dhire maan gayi
unke jiya se jiya ghulmil gaya
piya chale aye dhire se muskuraye
unse mera dil mil gaya
unse mera dil mil gaya