jane ki kya hai jaldi jane ki kya hai jaldi
jana chle bhi jana jana chle bhi jana
sun lo jo sun sako tum
sun lo jo sun sako tum
is dard ka fasana is dard ka fasana
jab the bahar ke din jhule pade huye the
fulo ki patiyo par moti jale huye the
fula fala tha mera chhota sa aashiyana
fula fala tha mera chhota sa aashiyana
sun lo jo sun sako tum ek dard ka fasana
jane ki kya hai jaldi
jana chle bhi jana jana bhi chle jana
friyad kiye hai jag me ab kaid kar chuka hai
bulbul ude to kaise wo par katar chuka hai
aankho me fir rha hai gujara hua jamana
aankho me fir rha hai gujara hua jamana
sun lo jo sun sako tum ek dard ka fasana
jane ki kya hai jaldi
jana chle bhi jana jana chle bhi jana
aansu jo bah rahe hai hai dekhne me pani
darbar se tatola har ashk hai kahani
matam hai jindagi ka samjhe ho tum tarana
matam hai jindagi ka samjhe ho tum tarana
sun lo jo sun sako tum ek dard ka fasana
jane ki kya jaldi hai
jana chle bhi jana jana chle bhi jana
jane ki kya jaldi hai
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
ji ek taraf meri ghabraye huye ankhe
ji ek taraf meri sharmaye huye ankhe
fir nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
ujde huye raste par ghar humne banaya tha
ujde huye raste par ghar humne banaya tha
ankho me pyar dekar rahi koi aaya tha
ankho me pyar dekar rahi koi aaya tha
rahi tujhe aakar ankho se bulaya tha
rahi tujhe aakar ankho se bulaya tha
ankhe to mila li hai ab dil bhi mila jana
ab dil bhi mila jana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
dil mujhe apna de do de do
dil mujhe apna de do duniya meri tum le lo
dil mujhe apna de do duniya meri tum le lo
bas itna karo wada fir na kal chle jana
fir na kal chle jana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
do nazro ka mil jana
bagiya mein aana dhire dhire ho aana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
bagiya mein aana dhire dhire ho aana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
raate bhi chandni din hai bahar ke
ho din hai bahar ke ho din hai bahar ke
dekho meri jholi mein ho phool khile pyar ke
ho phool khile pyar ke ho phool khile pyar ke
phool khile pyar ke
phool churana dhire dhire churana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
bagiya mein aana dhire dhire ho aana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
tu hai aajad panchhi aaj kaise aankhon mein
ho aaj kaise aankhon mein ho aaj kaise aankhon mein
pinjare ki maina hun kaise ud jaau main
ho kaise ud jaau main ho kaise ud jaau main
udna sikhana dhire dhire sikhana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
bagiya mein aana dhire dhire ho aana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
mahfil hai gair ki bhed kaise kholun main
ho bhed kaise kholun main ho bhed kaise kholun main
dil se to teri hun munh se kaise bolun main
ho munh se kaise bolun main munh se kaise bolun main
apni banana dhire dhire banana dhire dhire
malniyan dekh na le koi
bagiya mein aana dhire dhire ho aana dhire dhire
malniyan dekh na le koi