badalte in mukamo se bekaid ho jaau
har pal ke imtihano se bekaid ho jaau
behati huyi is mauj se
is mauj ki umeed se bekaid ho jaau
bekaid ho jaau, bekaid ho jaau
bekaid ho jaau, bekaid ho jaau
bekaid ho jaau, bekaid ho jaau
bekaid ho jaau, bekaid ho jaau
sawalo ki salakho se
khayalo ki kharaso se
bekaid ho jaau
jeene ke in bahano se
takdir ke nisane se
bekaid ho jaau, bekaid ho jaau
lets go, ghumu raasto per main
aaj jine ka bandobast hai
ho sake kal kho jaye raste
kal hone na honge ye apne
har mood par mushkile
majburi sar par chadi hai
din ye jaisa nikal jaaye
jaise time bomb ki ghadi hai
imaandari padti hai bhari
jeb se sabko bharni hai
yaha to sab ki padti hai
yaha sab ki padti hai
yaha to sab ki padti hai
bhid thi patli gali me
chhil gaye kandhe bagal se
aanch thi patli gali me
jal gaye talve kasak ke
raahi sustana mana tha
jivan ki bhaag daud jaari
hath me pasina, aur baahe hai bhaari
kamjor hai ghutne, kismat ki maari
beraham jo duniya sari
ye us dil ki aahat
jiski aadat si hai
ab tutna dikhati hai
sirf duniya angutha
idhar rah jaye, har sapna adhura
din dahade lut lenge
chain ye luche khaab ji
sab sitare noch lenge
sab sitare noch lenge
bach ke rahna aap ji
yaha sare raste ek
jaao tum aage ya pichhe
muskuraya karte the
ab rahte maayusi ki chhanv ke niche
kho na jana is bhid me
khwab to hai aazadi ke
magar dekhti sirf lakire
aur fans jate hai hum is patli gali me
is patli gali me
is patli gali me
is patli gali me
sath me koi nahi hai
aaspas bas hai mela
rahne do, kya bataye humne
to kya kya hai jhela
humne humne to kya kya hai jhela
humne to kya kya hai jhela
chalte chalte thak gaye hai
ghut raha hai dum
gaate the, ye muskurate the
ab dikhta hai sirf gham
bhaag jana chahte hai
udna chahte hai hum
aankho me thi aag
magar bhul gaye hum jung
kaisi hai ye duniya
sapno ki jo chir de
chhaya hua hai andhkar
kya suraj bhi koi chij hai
ab ho jana is bhid me
khwab to hai aazadi ke
magar dekhti sirf lakire
aur fans jate hai hum is patli gali me
is patli gali me
is patli gali me
is patli gali me
dard badta hai to muskurate kyun ho
dard badta hai to muskurate kyun ho
mohabbat ko meri thukrate kyun ho
pyaar hai gunah nahi chupate kyun ho
mujhe dekh kar nazarein churate kyun ho
jhuthe vaado se hame behlate kyun ho
kya milta milta kya hai tumhe
kyun itna satate ho
dard badta hai to muskurate kyun ho
dard badta hai to muskurate kyun ho
dard badta hai to muskurate kyun ho
yuhi kam gam nahi
aur badate kyun ho
sochta hoon itna yaad aate kyun ho
kyun itna yaad aate ho
dard badta hai to muskurate kyun ho
mujhe dekh kar nazarein churate kyun ho
mein gunehgaar to nahi
mein gunehgaar to nahi
fir satate kyun ho
sochta hoon itna yaad aate kyun ho
kyun itna yaad aate ho
saason mein base ho dil mein rehte ho
jhute vaado se hume behlate kyun ho
hume behlate kyun ho
yuhi kam gam nahi
yuhi kam gam nahi
aur badate kyun ho
pyaar hai gunah nahi
ise chupate kyun ho
chupate kyun ho
makhmali khwabo se sazi huyi
sunahere kaanch ki hai duniya meri
chahta hoon tumhari chahto ke phool
mohabbat ko meri thukarate kyun ho
kya milta milta kya hai tumhe
kyun itna satate ho
dard badta hai to muskurate kyun ho
aansuo ko palko pe sazate kyun ho