balama patavaaree ho gaye, naukar sarakaaree ho gaye, balama
balama patavaaree ho gaye, naukar sarakaaree ho gaye
are o dagar chalane wale, are o
are o dagar chalane waale
meree matakee dhulakee jaaye, utha le - (2)
(mat ghur ghur ke dekho hame
jis jis ne yu dekha hamko, jurmaane bhaaree ho gaye) - (2)
balama, balama patavaaree ho gaye, naukar sarakaaree ho gaye
are o ganv waala woh, are o
are o ganv waala woh
kud jahaan dekh lo ghus ghus jaao - (2)
(patavaaree sabaka afasar hai, yeh bade sab kaa kahana hai
aadar bhee jaaree ho gaye ) - (2)
balama, balama patavaaree ho gaye, naukar sarakaaree ho gaye
are o dagar chalane waale, are o
are o dagar chalane waale
meree matakee dhulakee jaaye, utha le - (2)
(mat ghur ghur ke dekho hame
jis jis ne yu dekha hamko, jurmaane bhaaree ho gaye) - (2)
balama
balama patavaaree ho gaye, naukar sarakaaree ho gaye
panchi bawra panchi bawra chand se preet lagaye
chand se preet lagaye panchi bawra
chand se preet lagaye chand se preet lagaye
chaya dekh nadi me noor phula nahi samaye
chaya dekh nadi me noor phula nahi samaye
wo harjai taro ke sang wo harjai taro ke sang
apni ras rachaye chand se preet lagaye panchi bawra
kaun bataye tujhe chakora kaun bataye tujhe chakora
gore man ke kale gore man ke kale
jyu jyu preet badhayega tu jyu jyu preet badhayega tu
tyu tyu wo ghat jaye
chand se preet lagaye panchi bawra
chand se preet lagaye chand se preet lagaye
ae lo badal aaye wo nahi aaye re nahi aaye re
ae lo badal aaye ghat dekh dekh jiya jaye ri
jaye ri ae lo badal aaye ae lo badal aaye
apni garaj ko chala aave bedardi
meri garaj ko na aaye
haye re haye meri garaj ko na aaye
din to kaise kaise bite ratiya kon bitaye
ab tum hi kaho ji ab tum hi kaho
ab tum hi kaho ji ab tum hi kaho
tum dil se na mere nikale haye ae lo badal aaye
aise sang preet lagake kon fal paye hai
aise sang preet lagake kon fal paye hai
choti si hai jaan hamari jise vo thadpaye hai
ab tum hi kaho ji ab tum hi kaho
ab tum hi kaho ji ab tum hi kaho
tum dil se na mere nikale haye ae lo badal aaye
lagan more man ki balam nahi jaane
lagan more man ki balam nahi jaane
balam nahi jaane sajan nahi jaane
lagan more man ki balam nahi jaane
laaj ki maari mai to munh se na bolu
munh se na bolu
bhed kisi se kabhi dil ke na kholu
dil ke na kholu
thes jiyaa pe laage, thes jiyaa pe laage
chhup-chhup ro lu, chhup-chhup ro lu
tadap birhan ki balam nahi jaane
balam nahi jaane sajan nahi jaane
lagan more man ki balam nahi jaane
dub na jaaye kahi aashaa ke taare
aashaa ke taare
nain chura ke haay saiyaan hamaare
saiyaan hamaare
neha lagaane gaye, neha lagaane gaye
sautan dwaare, sautan dwaare
kadar mere dhan ki balam nahi jaane
balam nahi jaane sajan nahi jaane
lagan more man ki balam nahi jaane