khubsurat hai wo itna saha nahi jata
kaise ham khud ko rok le raha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
kaise ham khud ko rok le raha nahi jata
chaand me daag hai ye jaante hai ham lekin
raat bhar dekhe bina usko raha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
jo mera ho nahi payega is jahaan me kahi
ruh ban kar milunga usko aasmaan me kahi
pyaar dharati par farishto se kiya nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
un nigaaho me mohabbat nahi to kaho aur kya hai
par wo mujhse ye kah raha wo kisi aur ka hai
zara sa jhuth bhi dhang se kaha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
aankh me kaid kiye baitha main ek hasi lamha
jab main is nind se jagunga to dil tutega
wo mujhe khwaab koi kyun dikha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
kaise ham khud ko rok le raha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
kaise ham khud ko rok le raha nahi jata
chaand me daag hai ye jaante hai ham lekin
raat bhar dekhe binaa usko raha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
jo meraa ho nahi payega is jahaan me kahi
ruh ban kar milungaa usko aasmaan me kahi
pyaar dharati par farishto se kiyaa nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
un nigaaho me mohabbat nahi to kaho aur kya hai
par wo mujhase ye kah rahaa wo kisi aur kaa hai
zaraa saa jhuth bhi dhang se kahaa nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
aankh me kaid kiye baitha main ek hasi lamha
jab main is nind se jagunga to dil tutegaa
wo mujhe khwaab koi kyun dikha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata