he bataye raakhi ka tyohar
chhupa hain bhai bahan ka pyaar
bataye raakhi ka tyohar
chhupa hain bhai bahan ka pyaar
reshmi dhage me reshmi dhage me
ho reshmi dhage me reshmi dhage me
bataye raakhi ka tyohar
chhupa hain bhai bahan ka pyaar
bataye raakhi ka tyohar
chhupa hain bhai bahan ka pyaar
reshmi dhage me reshmi dhage me
ho reshmi dhage me reshmi dhage me
ho isi desh me hindu bahan ka
banta muslim bhai ho
veer humayu naam tha uska
bahan thi karuna baai
ho isi desh me hindu bahan ka
banta muslim bhai ho
veer humayu naam tha uska
bahan thi karuna baai
apani jaan pe khel ke usne ho
apani jaan pe khel ke usne
bahan ki laaj bachai
soch ke dekho aisi takat
jane kaha se aai
reshmi dhage me reshmi dhage me
ho reshmi dhage me reshmi dhage me
ho is dhage me bandhi hui
bahan ke dil ki duaye ho
sankat me bhai ko
shakti ka avtaar banaye ho
ho is dhage me bandhi hui
bahan ke dil ki duaye ho
sankat me bhai ko
shakti ka avtaar banaye ho
kasam khuda ki is duniya ke o ho
kasam khuda ki is duniya ke
sab dukhde mit jaaye
deen dharma ka bhed mita ke
bhai agar bndh jaaye
reshmi dhage me reshmi dhage me
ho reshmi dhage me reshmi dhage me
bataye raakhi ka tyohar
chhupa hain bhai bahan ka pyaar
bataye raakhi ka tyohar
chhupa hain bhai bahan ka pyaar
reshmi dhage me reshmi dhage me
ho reshmi dhage me reshmi dhage me
reshmi dhage me reshmi dhage me
are haan hum jo taali baja ke
nachte gaate firte
sabhi ke waste
maalik se duaye karte
are haan rukha sukha
jo mile kha ke din bitate hai
zamane bhar ke gande
naaz hum uthate hai
haan hum bhi insaan hai
iss mulk ki riyaya hai
humne bhi huke insaan hi
tumsa hi paya hai
tumne mardon ki dekhi sarkar
tumne mardon ki dekhi sarkar
aur janane ki dekhi sarkar
ab bich walo ki bhi dekh lo
tumne mardon ki dekhi sarkar
aur janane ki dekhi sarkar
ab bich walo ki bhi dekh lo
tumne aadmi pe kiya aitbar
tumne aurat pe kiya aitbar
tumne aadmi pe kiya aitbar
tumne aurat pe kiya aitbar
ab bich walo ka bhi kar lo
tumne mardon ki dekhi sarkar
aur janane ki dekhi sarkar
ab bich walo ki bhi dekh lo
ab bich walo ki bhi dekh lo
koi sher khaye haan jee
koi khaye hawala haan jee
koi khaye uriya haan jee
koi khaye achara haan jee
sher hawala chara aur ek uriya
aur ek uriya aur ek uriya
aajkal siyasat mein
yeh kya roj ho riya
yeh kya roj ho riya
yeh kya roj ho riya
hum yeh sab bandh karde
humko jo vote do
kehti hai chhaya
in purano ko chhot do
tumne ek ki bhi dekhi sarkar
aur aneko ki dekhi sarkar
ab chhakko ka kamal dekh lo
tumne mardon ki dekhi sarkar
aur janane ki dekhi sarkar
ab bich walo ki bhi dekh lo
ab bich walo ki bhi dekh lo
tum neta banoge aaje
tum ledar banoge aaje
tum mantri banoge aaje
phir raj karoge aaje
tum riswat loge na jee
tum paap karoge na jee
tum loge kamison na jee
tum daga na doge na jee
kasam ghandhi ki
chacha nehru ki kasam hai
chacha nehru ki kasam hai
chacha nehru ki kasam hai
humko subhash
bhagat singh ki kasam hai
bhagat singh ki kasam hai
bhagat singh ki kasam hai
hum inke sapno ko pura karenge
desh ke liye hi jeeyenge aur marenge
tumne sansad ki dekhi takrar
raaj sabha mein bhi dekhi maramar
ab hijado ki panchayat dekh lo
tumne mardon ki dekhi sarkar
aur janane ki dekhi sarkar
ab bich walo ki bhi dekh lo
ab bich walo ki bhi dekh lo
jab nahi milati mohabbt to main pita hu shrab
jindagi ka jahar pee kar umar karta hu kharab
agar mile mujhko mohabbt to main pina chhod du
ha tod du saathi se naata meena saagar fod du
tere sharabi aaye hai teri raaho mein
tere sharabi aaye hai teri raaho mein
uthata pee le thaam tu raahi baaho mein
jhum ke bhar kaafi khali hai jaam mera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
tere shrabi, tere shrabi aaye hai teri raaho mein
uthata pee le thaam suraahi baaho mein
jhum ke bhar kaafi khali hai jaam mera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
tere shrabi tere shrabi
tere aawaj suni maine li angdaai
thumka lagaati andar se bahar aayi
maine najar se chuma
maine najar se chuma chehara gulab tera
pagal banane laga katil sabaab tera
mardo ki jaat buri baate banaye jayad
jhuthi ye khaye kasme tode wafa ka wada
fir bhi rahat hai hontho pe mere rahata hai naam tera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
tere shrabi tere shrabi
kaho to julfe khol ke din mein raat kar du
aankhe milake tumse raaj ki baat kar lu
itna main janta hu itna main janta hu
raaj ki baat kya hai gairo kaa sath deke
apno se pyar kya hai chhodo ye baat purani
bolat khuli hai aage pee ke nashe aaja
mahfil mein rang jama ja
nashe mein chur hoke daaman le tham mera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
tere shrabi tere shrabi
jab tak na pyas bujhe pite hi jana saathi
biti hai raat aadhi aadhi hai aur baki
raat kya umar saari raat kya umar saari
pee kar gujaar dunga
khud ko mita kar teri kismat sanwaar dunga
meri ye aarju hai jab tak sans chale
saamne main baithi tera ye jaam chale
main yu hi bharti jaau ulfat se jaam tera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
tere sharabi tere sharabi aaye hai teri raaho mein
uthata pee le thaam suraahi baaho mein
jhum ke bhar kaafi khali hai jaam mera
tera pilana aur pina hai kaam mera
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
fatafat jaam pila de labo ki pyas bujha de
gaon hume gardan se pyar
dil se pyara desh
iski aan aur shaan badhana
hai apna udeshy
aag pe rakh kar hath
kar lo vada denge sath
aag pe rakh kar hath
kar lo vada denge sath
kaumi aan ke liye
veer jawan ke liye
hindustaan ke liye
aag pe rakh kar hath
kar lo vada denge sath
aag pe rakh kar hath
kar lo vada denge sath
jaan amanat hai unki jo
chand ke hai rakhwaale
chand ke hai rakhwaale
ma ki aan aur shaan ki
khaatir jaan lutaane waale
jaan lutaane waale
unse badhkar soch ke dekho
unse badhkar soch ke dekho
kiski hai kurbaani
jinhone hanskar gale me
apne maut ke fande daale
ha maut ke fande daale
bharat mata ki saanso me
basi hai unki yaad
bharat mata ki saanso me
basi hai unki yaad
aag pe rakh kar hath
kar lo vada denge sath
kaumi aan ke liye
veer jawan ke liye
hindustaan ke liye
aag pe rakh kar hath
kar lo vada denge sath
kisi kisi ko mila kaum pe
kurbaani se naam, kurbaani se naam
aur kisi ne goli khaai aur mara gumnaam
aur mara gumnaam
unke aage jhuke aatma, unke aage jhuke aatma
bahe aankh se aansu
jhuke tirange sath humare unko kare salam
unko kare salam
tirange ke rang me unki aan rahe aabaad
tirange ke rang me unki aan rahe aabaad
aag pe rakh kar hath
kar lo vada denge sath
kaumi aan ke liye
veer jawan ke liye
hindustaan ke liye
aag pe rakh kar hath
kar lo vada denge sath
janme the kal fir janmenge
guru ke paancho pyaare, guru ke paancho pyaare
gunj uthe hai shahido ke ab
gangajal me naare, gangajal me naare
himalay ke har jhoke se, himalay ke har jhoke se
aati hai awaaze
naye zamane ki kismat ke ubhre naye sitaare
ha ubhre naye sitaare
hum hai neta naye desh ke aajaadi ke baad
hum hai neta naye desh ke aajaadi ke baad
aag pe rakh kar hath
kar lo vada denge sath
kaumi aan ke liye
veer jawan ke liye
hindustaan ke liye
aag pe rakh kar hath
kar lo vada denge sath
ha vada denge sath
ho vada denge sath
ha vada denge sath