pyar milega yaar milega pyar milega yaar milega
ghungat ke patt khol re ghungat ke patt khol
pyar karo aur karne do re pyar karo aur karne do
pyar bada anmol ghungat ke patt khol
bol ghungat ke patt khol ha ghungat ke patt khol
kabhi kisipe na vaar tu karna kar paye to pyar tu karna

malik par aitbar tu karna
har gunha ki har gunha ki saja milegi khulegi sabki pol
ghungat ke ghungat ke ghungat ke patt khol
bol ghungat ke patt khol ha ghungat ke patt khol
pyar milega yaar milega pyar milega yaar milega
ghungat ke patt khol ha ghungat ke patt khol
pyar na rakhna dil mein chhupa ke
pyar na rakhna dil mein chhupa ke
are jaldi jaldi pyar jata ke jaldi jaldi pyar jata ke
apna le use hath badhake apna le use hath badhake
teri premika teri premika auro ke sang ho jaye na gol
jhatpat jhatpat jhatpat ghungat khol
bol ghungat ke patt khol ha ghungat ke patt khol
pyar milega yaar milega pyar milega yaar milega
ghungat ke patt khol ha ghungat ke patt khol
isko garibi ne maara hai ye to bebas bechara hai

tune kyun isko maara hai
kisi garib ki kisi garib ki haay mat lena
ghungat ke ghungat ke ghungat ke patt khol
ghungat ke patt khol ha ghungat ke patt khol
pyar milega yaar milega pyar milega yaar milega
ghungat ke patt khol ha ghungat ke patt khol
nar mein dhoka naar mein dhoka
nar mein dhoka naar mein dhoka
ghar mein dhoka baajar mein dhoka
ghar mein dhoka baajar mein dhoka
are saare hi sansar mein dhoka
are saare hi sansar mein dhoka
dhoke se bachna dhoke se bachna ho
tujhe to paiso se pyar na tol
mann ki mann ki mann ki aankhe khol
re baba re ghungat ke patt khol
ha ghungat ke patt khol pyar milega yaar milega
pyar milega yaar milega
ghungat ke patt khol ha ghungat ke patt khol
pyar karo aur karne do re pyar karo aur karne do re
pyar bada anmol ghungat ke patt khol
pehle tum se pyar tha ab mujhe pyar se pyar
tum hi nahi meri bahon mein ab sara sansar
ye main to hu sabka mera na koi mere liye koi ankh na roi

mere liye koi ankh na roi
han taj agar main banwa sakta dil na kisi ne toda hota
meri hi mumtaj ne mujhko yun na akela chhod a hota
yun na akela chhod a hota
main to hu sabka mera na koi mere liye koi ankh na roi
main to hu sabka mera na koi mere liye koi ankh na roi
main to hu sabka mera na koi mere liye koi ankh na roi
mere liye koi ankh na roi
bade bade ye mehalo wale dil ke to chhote hi nikle
han bahot chamakane wale sikke parkha to khote hi nikle
parkha to khote hi nikle
main to hu sabaka mera na koi mere liye koi ankh na roi
main to hu sabaka mera na koi mere liye koi ankh na roi
main to hu sabaka mera na koi mere liye koi ankh na roi
mere liye koi ankh na roi
upar wale ne bando se kaisa ye insaf kiya hai
han rehna tha palkon pe jinako kanto pe unko chhod diya hai
kanto pe unko chhod diya hai