jab tum hi chale pardesh
laga kar thesh o pritam pyara
dunia me kaun hamara
jab tum hi chale pardesh
laga kar thesh o pritam pyara
dunia me kaun hamara
jab badal ghir ghir aayenge
bite din yad dilayenge
jab badal ghir ghir aayenge
bite din yad dilayenge
phir tum hi kaho kit jaye nasib mara
dunia me kaun hamara
phir tum hi kaho kit jaye nasibo mara
dunia me kaun hamara
jab tum hi chale pardesh
laga kar thesh o pritam pyara
dunia me kaun hamara
aankho se pani bahta hai
dil ro ro ro kar ye kahta hai
aankho se pani bahta hai
dil ro ro ro kar ye kahta hai
jab tum hi ne sajan hamse kiya kinara
dunia me kaun hamara
jab tum hi ne sajan hamse kiya kinara
dunia me kaun hamara
jab tum hi chale pardesh
laga kar thesh o pritam pyara
dunia me kaun hamara
jab tum hi chale pardesh
laga kar thesh o pritam pyara
dunia me kaun hamara
sawan ke badlo unse ye ja kaho
sawan ke badlo unse ye ja kaho
takdir me yahi tha sajan mere
na ro sawan ke badlo
ghanghor ghatavo mat jhum ke aavo
ghanghor ghatavo mat jhum ke aavo
yaad unki satayegi tum jhum yaha na ho
sawan ke badlo
jis din se juda hum hai
aankhe meri purnam hai
aankhe meri purnam hai
jis din se juda hum hai
aankhe meri purnam hai
aankhe meri purnam hai
ro-ro ke mai mar jau dukh teri daya ko
sawan ke badlo
chedo na hame aake barso kahi aur jake
barso kahi aur jake chedo na hame aake
barso kahi aur jake barso kahi aur jake
wo din na rahe apne rate na rahi wo
sawan ke badlo
sawan ke badlo unse ye ja kaho