dil hoga to mil jayenge dildar hazaro
dil ke hai zamane me khariddar hazaro
dil hoga to mil jayenge dildar hazaro
dil ke hai zamane me khariddar hazaro
humne to bujargo se yahi bat suni hai
jo dur hasino se rahe wahi guni hai
pathar ka dil inka hai to lohe ka jigar hai
shishe ko bhi jo tod de wo inki nazar hai
dil me hai wafa inke na aankho me mohabbat hai
hoti hai hasino me nazakat ki nazakat
sangin the itne hum ke ab kuch nahi kahte
ab ishq me bekar ke gam hum nahi sahte
dil hoga to mil jayenge dildar hazaro
dil ke hai zamane me khariddar hazaro
tarif ki mashhur kitabo me likha hai
ek husn se jisne bhi yaha pyar kiya hai
bedard zamane ne use dard diya hai
pralaad bacha hai na mahiwal bacha hai
wo kahi raha kaid mohabbat ki zagal me
aur katal huya romiyo sahab ka chaman me
hum isliye ishq me rote nahi din rat
rakhte hai zamane se juda apne khayalat
dil hoga to mil jayenge dildar hazaro
dil ke hai zamane me khariddar hazaro
laila ji huyi bechal uljhe huye gesu
wo shok migaho se baraste huye jadu
jo ek nazar dekh le duniya se gujar jaye
jo maut se marte hai wo bhi bemaut hi mar jaye
mar jaye to koi mar jaye inki bala se
beraham hai aise darte khuda bhi
ye husn pe jo itraye huye hai
hum bhi na jhukenge ke kasam khaye huye hai
dil hoga to mil jayenge dildar hazaro
dil ke hai zamane me khariddar hazaro