aaya chhabbis january ka din raat bhi chamkegi

gantantra divas ki bela, gantantra divas ki bela
ye dharti mehkegi, ye dharti mehkegi
ho ho hoho ho ho hoho ho
ek baat karni hai apno se, hai swarg bachana gairo se
dushman ka har kaam durbal hai, bachna gharse hajaro se
varna bahar ki phir koi takad aakar damkegi
ho aakar damkegi
aaya chhabbis january ka din
aaya re aaya chhabbis january ka din, raat bhi chamkegi
ho raat bhi chamkegi
taskar aur rishwat ko roke, karan hai desh me mahangai
bhasha hai sau aur parkiryata, ye aman ki jad ko khod rahi
ise band karao desh, ke kismat chamkegi
ho kismat chamkegi
aaya chhabbis january ka din
aaya re aaya chhabbis january ka din, raat bhi chamkegi
ho raat bhi chamkegi
yaha bante nahi the sui tak bhed, aaj banane lage hai chije sabhi
khushali ke path par hai hum sab, ye hai charche hamare mehnat ke
hai takad pe nirbal bekari, sar fategi to kismat chamkegi
aaya chhabbis january ka din
aaya re aaya chhabbis january ka din, raat bhi chamkegi
ho raat bhi chamkegi, ho raat bhi chamkegi

aazadi ki khuli hawa mein nikle sina taan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke

hum jis mitti ke ankur hai uski saan nirali hai
uski saan nirali hai uski saan nirali hai
uske kheto mein sona hai baago mein haryali hai
baago mein haryali hai baago mein haryali hai
dhan daulat se jyada uche dhan daulat se jyada unche
riste maa santan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
aazadi ki khuli hawa mein nikle sina taan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
hum bachhe hindustan ke hum bachhe hindustan ke
huwa humari dhup humari nir humara pawan hai